Post delete hone ki sab se bari waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Post delete hone ki sab se bari waja
    Dear friends Jo senior member thread create karte Hain SO akshar ek jaisi threads create kar dete Hain jiski vajah se sab member post karne walon ki posting delete Ho jaati hai unki thread ke sath hamen aisa bilkul nahin karna chahie hamen always new topic per baat start Karni chahie aur new maozu start karna chahie Jo Forex ke related Ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Post delete hone ki sab se bari waja

    Dear Ham Jab Pakistan Forex form per kam Karte Hain To ismein Hamen Pakistan Forex form ke rules and regulation ke mutabik post Karni chahie to Hamari post delete Nahin hongi Kyunki Ham Jab ismein kam Karte Hain To Ham dekhte hain ki Pakistan Forex forum ke rules and regulations ke mutabik aapko ismein trading ke related Achcha informative post karna Hoti Hai Jab aap ismein acche knowledge share Karenge aur office mein acchi quality ki post Karenge aur ek hi topic ko Bar Bar repeat Nahin Karenge to aapki post delete Nahin hongi isliye aapko chai Ka aapas Mein best knowledge share Karen.
    • #3 Collapse

      Re: Post delete hone ki sab se bari waja

      Dear member post tb delete hoti Hain jb hum copy paste say kaam karty Hain aur repeated post karty Hain aur topic say related baat nh karty hamen chahye k achi aur informative post Karen aur knowledge wali post Karen taky hum kamyab ho saken aur hamen acha bonus milay forex me wahi member kamyab hota hai Jo knowledge wali post karta hai aur jb hum kisi ki copy Karen ge ya repeated post share Karen ge tu moderator hamari post ko delete Kar deta hai hamen koi faida nh hota aur hamari sari posts useless jati Hain
      • #4 Collapse

        Re: Post delete hone ki sab se bari waja

        post delete hone ki sabse badi vajah hai ki Ham apni knowledge use Nahin karte aur hamen chahie ki ismein ek dusre jaisi post na Karen iski vajah se hamari post delete Ho jaati hai aur hamen ek jaisi post Nahin karni chahie zayada se zayada hamen sab members ko chahie ki ismein different post Karen Taki hamari post delete Na Hoagar is mein Ham ek dusre ki post ko kafi karenge aur dubara repeat karenge to hamari post delete Ho jaati aur hamen achcha prapt bhi hasil Nahin hota aur hamen apni post karte waqt apne mind ko relax hokar post karni chahie Taki hamari acchi si post ho aur hamen achcha parafit hasil Ho hamare nimbus ko chahie ki ismein main hat ke sath post Karen aur ek jaisi bhi post na Karen taka hamari post deled Na Ho
        • #5 Collapse

          Re: Post delete hone ki sab se bari waja

          Post delete tb hoti h jb hmari posts p reply ni aty jb hmari posts p maximum reply aa jaty hn to asi posts kbhi bhi delete ni hoti hmesha mehnt s kam lain tbhi hm agy barh sakty hn jitna ziada mehnt krain gy utna ziada hmara faida hoga kam ko importance dain gy utna hi hmara faida hoga ziada s ziada gain krny ki try krain to hi hm kamyab hn gy r kuch pa sakty hn
          • #6 Collapse

            Re: Post delete hone ki sab se bari waja

            asslam.0.alaikum every one..
            umeed krta hun sb thek hun gy ..
            bhai ny acha swal kya hy k post ku delete hute hy is ka main rwason ye hy k hm apni post ki achi qulity me nhe create krty
            jis ki wja sy hmari post delete hu jate hy or hmain acha bonus nhe hasill hta ..

            es lye apni post ko achi qulity me create kya kry taky apko acha bonus hasill hu or ap achi trading kr sky......

            BEST OF LUCK...🙂
            • #7 Collapse

              Re: Post delete hone ki sab se bari waja

              Agar safalta ki mistake aap Agar Bar Bar karte rahenge to aap ki posting Hamesha always Hamesha deleted hoti Rahegi isliye aapko chahie apni post ko share Kiya aur banane ke liye spelling without mistake aap Hamesha add Karke submit Karen aap Jab Bhi submit Karenge to aapke posting Hamesha se flick good Hogi isliye good posting I always take a good time isliye Hamen chahie good posting Karke Hamesha Bole usko lene ke liye good take profit use Karen Agar Tak pura free use Karke aap kamyabi lene ke liye good posting Karenge automatically kamyabi larson hai
              • #8 Collapse

                Re: Post delete hone ki sab se bari waja

                post let hone Ki sabse badi vajah yah hoti hai kya aapki post ki quality acchi nahin hoti kyunki agar aap apni post ki quality ko increase nahin karenge to aapko achcha bonus bhi nahin milega aur yah possibility bhi bahut jyada hai ki aapki post delete ho jaaye isiliye aapko koshish karni chahie kya aap apni post ka level increase Karen Taki aapki post kam se kam delete ho aur dusra bar per Koi fitrat repeat na Karen kyunki bahut se post isliye bhi delete hoti hai kyunki aap ek hi thread bar bar repeat kar rahe hote hain jiski vajah se aapki post delete ho jaati hai isliye aapko koshish karni chahie agar aap chahte Hain ki aapki post kam se kam delete ho to uske liye aapko apni post ki quality ko increase karna chahie aur thread bar bar repeat nahin karne chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Post delete hone ki sab se bari waja

                  Hmri post ki delete hona ki sub sa beri waja hmra gyr miyri kam krna hy ab forex ky rule bht hi ziyada skht go GA hy is Lia hm ik hi topic par br br post Nhi krni chya haha new topic par new information ky sath post krni chya hm chya ky hm mhynt kra konwldg or experience ky sath qulit wark kra tb forex ky mutbk wark kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni ziyada mhynt kra ga konwldg or experience ky sath qulit wark kra tb hi kamyb Ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Post delete hone ki sab se bari waja

                    Assalamualaikum dear forex members Pakistan forex forum me kam krne kalye zrori hy k apko ziada se ziada mhnt krni chiye hardworking krni chiye apne work ko ziada se ziada time Dena chiye daily basis p kam krna chiye daily ka target daily complet krna chiye quality work krna chiye quality posting krnni chiye posting delete hone ki sbse bri wja jldbazi hy ap soch smjh kr kam nhi krty es lye Apki posting delete hoti or mistakes kr jaty hn mistakes ki wja se Apki posting dlt hoti hn
                    • #11 Collapse

                      Re: Post delete hone ki sab se bari waja

                      My dear forex friend jab bhi forex forum pr post krty hy ya thread to hmy apny tops ko change kr achi information or knowledge wali posteen or threads karein or bar bar ik hi topic ko repeat na kreen balkih ik new topic k sath achi informative posts or threads kreen to on ki jany wali dosri posteen bhi delete nhi ho is liy achy or new topic pr threads bnaya kreen
                      • #12 Collapse

                        Re: Post delete hone ki sab se bari waja

                        Posts delete huny ki SB se bari waja yeh hain k ham sb aik jesi threads detty hain or threads yh post ki quality khraab huti hai dis satisfaction wali huti hai jis k bais woh post Jo ham krty delet hu jatti main wjaa yhi hai k apny damghbse kaam le kr is mai Apna Sara kaam attempt ki jaiye ISSI mai bhaliye hai hmari or kaam asse mai hi acha hu skta hai hmara
                        • #13 Collapse

                          Re: Post delete hone ki sab se bari waja

                          dear member agar aap Pak Forex form per kam kar rahe hain aap ko pata Hona chahie ke Forex mein aapane jo post Mein submit ki hai aur jo thread post Kiye Hain unke delete hone ki vajah yah hai ki vah post yah to spam post hain ya on Mein mistake aur bahut jyada galtiyan thi Jo delete ki vajah hai use thread ke spelling mistake aur galtiyan Thi Jis Se delete Hua Hai Jiski wajah se aapki post delete ho gai hai isliye apni post ko submit karne se pahle review kar le aur apne work ki quality ko Achcha improve Karen Taake aapki post hi Lena Ho aur aap Forex Se Achcha bonus Haasil kar sake aur acchi kamyabi Hasil kar sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Post delete hone ki sab se bari waja

                            dear memberposts ke delete hone Ki Sabse Badi Wajah yahi hai ki Chabi Ham Apne kam ko Karte Hain To Ham rules ke mutabik Agar kam na Karen ya FIR koi bhi galat post kar de To Hamara post delete kar diya Jata Yahi Sakte Meri vajah Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Post delete hone ki sab se bari waja

                              Assalamu Alaikum friend duniya ki sabse bari wajah yah hai ki ham spanning ki mistake karte hain apni post baccha Nahin karte regular ko work Nahin karte Forex mein laparwahi se kam karte hain achcha kam quality wala Nahin karte iski vajah se hamen bonus bahut kam milta hai agar aap chahte Hain ki aap ko mana saccha mile to aap apna work quality wala Karen acchi post Karen meri post Karen taki aapko achcha bouns mile..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X