Small lot successful trading ki zamanat hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

    G han hamen trading karte hue lot size kam rakhna chahie agar Ham lot size jyada rahte hain aur trade loss mein chali jaati hai to is bar account was bhi ho sakta hai isiliye main samajhdar se kam Lena chahie aur soch samajhkar work karna chahie agar Ham lot size jyada rakhenge to hamen hi nuksan hoga is hamar account wash bhi ho sakta ha humein dil laga kr work krna chy aur humein mehnt krni chy zyda sy zyda work krna chy jitni zyda hum mehnt karty hain humein utna hi zyda fida hota ha .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

      Assalam o alaikum
      Ap ny bilkul sahi bt ki ha. Small lot size py trading krna sahi rhta ha. Hmary pas balance ziada hona chahiay. Jisy loss ka khadsha km hota ha. Or aik wakth ma aik trade lgani chahiay ziada trade lgany sy b loss ho skta ha. Minimum lot size 0.01 dollar ha
      • #18 Collapse

        Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

        Ji bilkul aapki baat bilkul bharosa hai ki agar ham lot size bilkul kam rakhte Hain to is se hamari earning hoti hai na ki ham loss ki taraf jaate Hain karam lalach mein aakar lut size ko badhane aur Mari trading loss mein chali jaaye to isase hamara account wash ho sakta hai aur ham loss ki taraf ja sakte hamen profit ki vajah nuksan ho jata hai
        • #19 Collapse

          Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

          Bilkul dear mai apko baat s eagree krta hun small lot size hi trade mai asaan or wash ni krwati account ko balky acha profit or loss detti hai magar akbhi kabaar woh ziada profit bhi de detti hain hammy shi se hamesha lot size dekh smjh k krni chiye q k Jo log lot size mai galti kr detty hain asal mai.wohi apna account ko watch rkwa detty hain hanny dekh bhooj k kaam krn achiye or profit hi Lena chiye loss ko chor kr
          • #20 Collapse

            Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

            small lot size hamen hamesha he use karne cahiye ka he bhe hamen is main zayada lot szie use nhe karne cahiye hum jitna zayada is mian ache tarah se kam ko klar jate hain to hum is main se bhe to success hasil karne main kamayb ho jte hain bas mehnat hamen kuch zayada karne parte hae or hum jitna zayada ache tarah se is main mehnat kar jate hain apko is main utna ache tarah se kam bhe to karna parta he hae is tarah s ehe to ap is main success hasil kar jate hain bas mazeed ache tarah se ache tarah se is main kam ko time de diya karen take ap is main kuchgain kar len or is main ap kamayb ho jaen
            • #21 Collapse

              Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

              ji han ya bat such hay hum ko sochna chayea ka ham kia karna ha
              • #22 Collapse

                Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

                ji han aisa hta rehta hay pareshan na ho a karain ap log
                • #23 Collapse

                  Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

                  Ji han bilkul forex members small lot ise successful trading ki zamanat hai what's your successful trading Milne Ke Liye Hamen lot size girls small Hona bahut jaruri hai apne capital ke hisab se lot size select karna chahie kam capital per Jyada lot size ki selection aapko nuksan de sakti hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

                    forex trading mai agar ap lot size ko mind mai rakh kar trading karain gay tu ap ko profit hasil ho ga aur ap ko agar loss ho jae tu woh b kaam hota hai, recommended lot size jo expert se expert traders batatay hain woh 0.01 ka hai ye sb se minimum size hai, iss lot size kay saath agar ap trading krtay hain tu ap kay success hasil krnay kay chances ziyada hotay hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

                      Assalam o aliaikum dear forex members umeed karta hun kay ap sab kheriyat say hungay ji han ap nay bilkul theek kaha hai kay forex trading per agar aap small lot size use karte hain to vah Ek acche aur successful trader ki zamanat hai isliye hamen bhi chahie ki Ham small lot size use Karke safely trade Karen Taki Ham usse Achcha profit Hasil kar Saken bol ke Ham Apna loss na Karen isiliye Hamen chahie ke Ham mehnat Karen aur small lot size Karen Shukriya
                      • #26 Collapse

                        Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

                        Small lot size successful trading ki zamanat hai jab hum small lot size pay trading kartay hain toh zayada successful bantay hain agar ap fresh mind kay sath aur apni lot size Ka used small karen gay toh ap ahista ahista success ki taraf ja saktay hain small lot size Ka trading kartay hye bohat faida hai Kay agar ap small lot size kartay hain aur us pay trading kartay hain aur agar us trade pay apko koi loss ho jaye toh ap small lot size ki wajaha say zayada nuqsan ki taraf nhi ja saktay hain aur apka khud Ka account bhe aisay save rahay ga ise liye hamesha small lot size wali traders pay hi trade open karen
                        • #27 Collapse

                          Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

                          G han app Ki bat tkek hy k hamen hamesh Small lot per hi tread karne chahie agher ham big lot lagate han to jub loss hota hy to sara hi bonus wash ho jata hy is lie risky kum sy avoid karain or small lot ko use karain
                          • #28 Collapse

                            Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

                            My dear forex friend g haj ap n bilkul sahi kaha small lot ki trading se kamyabi mumkin hy q keh is se agr loss bhi ho to wo kam hoga or jab profit hoga to acha hoga hamien trading ka experience hasil krna chahiye jis se hum acha profit kama sakty hn
                            • #29 Collapse

                              Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

                              Ji bilkul samalaju hai successful trading ki jamanat hai kuchh log hote Hain jinka account mein bonus bahut kam hota hai lekin fir bhi vah jyada lot size ki trading road kar dete Hain tu jiski vajah se unhen koi fayda bhi aise Nahin hota bol ke unke account ka nuksan hota hai to baat karne ka maqsad yah hai ki agar aap ke account mein bonus kam ho to aap kam lot size ki trade lagaen taki aap ke account ko koi nuksan bhi na ho aur aapko thoda bahut fayda Bihar sar hota rahe agar aap kam bonus per jyada lot size ki training karte ho to usse aapko nuksan hi hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

                                Ji Hamen Yahan per successful trading ko dekhna chahie Shiksha sote Dil aur Palan karna chahie Apne time paper nakhun ko Hona chahie Apne time per kam karo mehnat Kare aur usko improve Prem Karte Hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X