Small lot successful trading ki zamanat hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small lot successful trading ki zamanat hai?
    Buhot sy trader small lot ko ignore karty hai aor wo aksar bari lot size k trade lagatay hai jeski waja say wo aksar losses karty hai lekan agar koi cool mind k saat small lot mai he trade karega tu wo ahesta ahesta success ki taraf barte hai aor akhir kar kamyab be hojate hai small lot ka faida ye hai k agar apke trade ghalat lag jaye aor apko losses hojaye tu wo small losses hongay esky ilawa agar aap trade ko hold rakte be hai tu ba asaani rak sakte hai kiu k small loss kay saath apka account ziyada time k liye survive kar sakta hai aor aap ba asaani intezar kar sakte hai k jab apka trade recovers hojaye taab ap trade ko closed kare so maira subko yahe mashwara hoga k lalach ko choor kqr small lot walay trades par focus kiya kare apko zaror kamyabi milege
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

    ji han brother aap bilkul sahi kah rahe hain Sama lot size hamari trading mein successful karne mein bahut hi important hai kyunki sambhal road se ham jyada nuksan mein Nahin jaate aur kam profit mein hi Raji Ho jaaye to behtar hai
    • #3 Collapse

      Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

      Ji han bilkul dear aapane Sahi kaha hai Forex trading Mein Ham Sab kam kar rahe Hote Hain To Ham ismein Chhoti Laut Ke Sath kam karna hota hai tere Agar Ham ismein Soch Samajh Kar kam Karenge Aur Main management ke rules and regulations ko follow Karenge to uska Hamen bahut jyada fayda Hoga market Mein Hamen kamyabi Milegi Agar Ham ismein Soch Samajh Kar Kam Nahin Karte aur ham ismein knowledge Hasil Karke Kam Nahin Karte today trading Mein Kabhi Bhi success nahin kar sakte isliye Hamesha Ek Ham ismein acche tarike se knowledge Hasil Karke kam Karen
      • #4 Collapse

        Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

        Bikul sahi bat ki h apne small lot kam loss hota h or loss k chances bhi kam hote hn choti lot me trading se apka bonus bhi Ziada nuqsan nahi hota
        • #5 Collapse

          Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

          G han dostonhmain tradding krty hwy small lot size ko use kry taky apko zyada loss ka smana na krna pary..
          small lot size sy ap ko km profit hasill hta hy pr hm apny account ko save rakh skty hy..
          es lye tradding krty hwy small lotsize he select kry taky ap loss sy bach sakybor kamyab tradding kr sky...

          BEST OF LUCK🙂🙂
          • #6 Collapse

            Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

            G han my dear forex friend ap n bikul thek kaha hy kih jitna hm apni trade ka lot size small rakhein gy otna hi save hoga qkih jab loss m jati hy to humary account wash hony ka khatra ziyada hota hy agr lot size small hoga to account wash hony ka khatra km ho ga or lot size ap k account pr bhi depend krta hy agr ap ka account bra hy to ap lot size os k motabiq ziyada rakh skty hn
            • #7 Collapse

              Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

              agar aap small lot size rakhte Hain to yah bahut jyada pest hai kyunki iske jariya aap isiliye market mein survive kar sakte hain isiliye main aapko yahi advice dunga kya kar aap market mein achha profit kamana chahte Hain aur aap market mein kamyab hona chahte Hain to uske liye aapko small lot size ke sath main market mein kaam karna chahie kyunki agar aap small lot size ke sath market mein Kam nahin karenge aur trade aapke against jaati hai to aapka kam hi wash ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

                Lot size Hamesha Agar kam se kam bhi Rakhenge to aapke liye Hamesha kamyabi bahut acche se aap ko mil Jayegi koi bhi risk Nahin Hoga lot size Agar Jyada Se Jyada Rakhenge aapke liye kamyabi Lena bilkul perfect Hamesha aapki Achcha good Nahin Hoga isliye kaun si Abhi Ham Jab Bhi koshish karen acchi learning se kam Karen lot size Hamesha Achcha Sa rakhen Hamen Achcha profit mil Jaega management Hamari good Hogi International famous business Hamare liye kamyabi Rahega
                • #9 Collapse

                  Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

                  hamain hamasha apne equaity ko made nazar rakhte hoe lot size ka istamal karna chahye to he hum mahfooz trading kar sakinge kyoun ke bara lot size hamain bare nukasan main lay ja sakta hay is liye money managmint ko dhayan main rakhte hoe trading ke doran lot size pr ghor karain
                  • #10 Collapse

                    Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

                    assalamu alaikum dear aapki baat bilkul sahi hai forex trading mein agar aap saman lot size ke sath trading karte Hain to vah aapki account ki selfie ki jamanat deti hai kyunki big Lot size ke sath reading karna dress ki hota hai aur agar aapki trade lost mein jaati hai to aapko jyada Laut ho sakta hai isliye aapko chahie ki agar aapka account balance jyada hai tab to aap risk Le aur big Lot size ke sath trading Karen lekin agar aapka account bonus kam hai to aapko small size ke sath hi trading karni chahie tabhi aap apne account ko safe rakhte hue trading karengeisliye kab ji forex market mein trading karti hai apne account balance ko ignore na Karen hamesha small lot size select Karen Taki aap se aur kyon trading karte hue profit hasil karte Rahe
                    • #11 Collapse

                      Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

                      Aoa g bhaio humain chahey k hum small lot size say trade krain small lot size say ap slow & study k farmoula pr chal pry hain or is main profit or loss bi kam hota hy agr ap new hain forex main to ap ko chahey k ap small lot sy hi trade start krain
                      • #12 Collapse

                        Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

                        Ham Jo trading mein lot size use karte hain agar yah lot size became a small Ho To hamen bahut sari complication se bacha sakta hai vah aapko main illustrate karta jhonke vah kis tarah mein bacha sakta hai lot size agar kam Ho To kabhi kabhi aisa hota hai ki trade bahut jyada strongly move karna start kar deti hai to use waqt hamen vakya mein pata nahin hota ki hamen kya karna chahie use waqt agar ham log apne lot size ko bahut sambhal rakhte hain aur hota hai To vah hamen Bangalore se bacha sakta hai jisse hamara account save rahata hai To isliye hamen and sari chijon ko apne mind mein rakhte hue kamyabi ki taraf Jana hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

                          Ji han aapane bilkul theek kahan hai Small lot size successful trade bki zamanat hai hmesha aap bhi small lot size ko use Karke trading karenge to aapko profit Hoga agar aap lalach karenge to aapko profit Nahin Hoga isliye aapko chahie ki aap jab bhi trade lagaen to small lot size ko use Karen se beshak aapko profit kam hota hai lekin aapko loss bhi to Kam hota hai aapka balance wash Nahin hota
                          • #14 Collapse

                            Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

                            Real small lot size aap ko kamyabi de sakta hai trading mein agar small lot size ke upar aap trading Karenge to bahut perfect Rahenge isliye Jab Bhi trading Karen lot size kam se kam rakhen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Small lot successful trading ki zamanat hai?

                              Assalamu Alaikum dear friend to.myr karta hun Sab khairiyat se Honge dear friend usama lot size To Ham Aaye Hamen acchi training ki jamanat Hoti Hai Sambhal lot sizes Hamare liye acche trading ki jamanat hoti hai isliye Hamen Chahe ke Ham Sambhal lot size ke sath trade lagaen aur Chhapra fruit Hai Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X