Losses ko kaise control kiya ja sakta hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Losses ko kaise control kiya ja sakta hai ?

    Asslam u Alaikum dear members.. Yeh baat bilkul theek hai forex par hamien ziyada sy ziyada mehnat chahye.. Hum forex par jitni ziyada mehnat krien gy utna ziyada earning kr skty hein... Jitna ziyada forex py work hard krien gy utna ziyada hi forex par bonus mil skta hai. Aur us bonus sy hum ziyada sy ziyada trading kr skty hein .mehnat jitni ziyada ho gi earning bhi utni ziyada ho gii... Mehnat mein azmat hai .. Forex py ziyada bonus mehnat ka hi hai.... Thank you members...,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Losses ko kaise control kiya ja sakta hai ?

      Assalamu Alaikum Forex Mama Ji bilkul aapane bahut acchi baat ki akela usko Ham control kar sakte hain Ham jitna jyada mehnat karke kam karenge itna jyada mein acchi tarike se kam yahan per sakte hain losco Ham useful control kar sakte hain jab Ham apni mistakes ko recover karenge to Ham acche tarike se kam yad Ho jaenge forex members umeed karti hun kya aap sab khairiyat se honge ji bilkul aapane bahut acchi baat ki hai ki jitna jyada Ham per per mehnat karke kam karenge itna jyada hamen profit hasil hoga forex per kam karne ke liye hamare pass experience or knowledge ka hona bahut jaruri hota hai jitna jyada Ham apne experience ko use karke kam karte hain hamen achcha profit on sale hota hai forex per kam karna Koi aasan nahin hai agar mere pass se experience nahin hota to aap mein aasani se forex mein kamyab nahi hote isiliye hamen chahie kya Ham per is per kam karne se pahle demo kaun ko follow Karen aur jyada se jyada hardworking Karen hamare knowledge means izafa forex ke bare mein information jitna Dada mein apne kaam par focus karte hain time ki adjustment karke forex per kam karte hain aur quality or quantity bhai Samara kam achha hota hai to Ham aasani se forex mein acchi tarike se kamyab ho sakte hain isiliye main chahie forex pe kam karte waqt hamen apna dhyan gaon mein rakhna chahie aur jyada se jyada acchi quality ki post karni chahie aur Delhi ke target ko complete karna chahie jitni jyada mehnat karke forex per kam karenge etna Jada mein profit Ho se logon aur ham aasani se kam yaha bol sakte hain forex online business bahut achcha business hai jis per Ham Ghar baithe Hain online duty karke in commercial kar sakte hain aur jyada se jyada aur kamyab ho sakte hain aur acche se achcha knowledge gain kar sakte hain mehandi insan kabhi Na Kam nahin hota jab for expert jyada se jyada minut karenge to Ham jarur kamyab Ho jaenge isiliye main chahie kya buri imandari ke sath forex per kam karen to aage Ham acche Teri kaise kamyab Ho jaaye aur jyada se jyada in commercial Karen forex per kam karne ke liye mein time hai adjustmentt Karna bhi hota hai jabong time ke mutabik kam karte Hain to hamara kam bhi achha hota hai aur kam per achcha dhyan hota hai aur time per hamara kam ho jata hai aur hamara time bhi baat chahta hai aur ham aasani se forex mein quality wise kami kar sakte hain aur jyada se jyada profit profit b hasil karte Hain Forex online business bahut Achcha business Hai Jis Par Ram Jyada Se Jyada mehnat Karke muskurate Karke hardworking Karke Jyada Se Jyada profit Hasil kar sakte hain Forex per Ham jitni Jyada mehnat Karenge experience we use Karenge Hamara knowledge Jyada Hoga machaya knowledge use Karke kam Karenge To Ham acchi tarike se kam Yaha bol sakte hain aur Jyada Se Jyada profit and send kar sakte hain Forex par kaam karne se pahle Hamen demo Kaun per Jyada Se Jyada practice karne chahie tha kya Mein acchi tarike se Kamyab Ho Jaaye aur Jyada Se Jyada profit Hasil kar sake Jab Ham aasani se acchi practice Karle To Hamen Forex ko join karna chahie aur ek per kam karne ke liye experience or knowledge kaun ho bahut Jaruri Hota Hai Jab hamare pass experience or knowledge Hoga To Ham aasani se Forex Mein acchi tarike se quality or quantity ke liye kam Achcha Karen Takia Mein Achcha profit se lo Jab Ham Forex Mein rules to follow karke kam Karte Hain To Hamen Achcha profit Hasil hota hai agar Ham rules koeri chat kar dete Hain To Hamari post ko delete kar diya jata hai aur Hamen bonus bhi nahin diya Jata isiliye Hamen chahie kya mrulez ko Hamesha follow karke kam karen to kya Mein acchi tarike se kam Yahan Ho Jaaye nahin aati Insan ka Bina Kam Nahin Hota mehnat karne wala Insan Jarur kamyabi Ho jata hai isliye Hamen chahie kya Hamen Jyada Se Jyada time Forex ko deta hun kya Mein acchi tarike se kam Yad Ho Jaaye aur Jyada Se Jyada profit Hasil Karen for Ek Param Ghar Baithe Jyada Se Jyada mehnat Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain aur acchi in commercial Karke apni jarurat ko pura Karke Apne Lifestyle ko change kar sakte hain aur apne gharelu missile Mein Apni help kar sakte hain isliye Hamen chahie kya Ham Jyada Se Jyada mehnat Karen aaram se freshman ke sath Subah Savere Hamen post Karni chahie tha kya mera freshman 201 time bhi Sada deta kya Mein Achcha profit Ho Jaaye aur ham aasani se Kamyab Ho Jaaye Jitna Jyada Ham mehnat Karenge Jyada time Forex ko Denge Kitna Jyada Mein bonus Aise log aur ham aasani se Forex Mein Kamyab Ho Jaenge trade Lagate Waqt hamare pass knowledge or experience Ka Hona bahut Jaruri Hota Hai Jab hamare pass knowledge or experience Hoga To Ham aasani se Kamyab Ho Jaenge aur Jyada Se Jyada profit Hasil Karenge Jitna Jyada Ham mehnat Karke kam karte hain Hamen uska fal Jarur Milta Hai Jo log Nahin Aate Hain vah Duniya ke kisi bhi Kone Mein nakam Nahin ho sakte mehnat Mein Hi Azmat Hai jitni Jyada Ham mehnat Karenge utani Jyada Mein kamyabi Hasil Hogi aur ham acche tarike se kam Yad Ho jaenge forest ko student bhi join kar sakte hain ismein iska Koi problem Nahin bus quality aapki Chalti Hai ki aap itna Jyada Achcha Khud bar Karenge aapko Itna Jyada profit Aise log aur aap aasani se Kamyab Ho jaenge trade Lagate Waqt Mein Sabar se kam Lena chahie acchi lot Ka istemal balance ke mutabik kam karna chahie Jas betiyon ka Kam Nahin Karna chahie Jab Ham aaram se prashn aaenge 17 lagaenge aur musalsal marketing ki moment to check karte rahenge motor Lagane se pahle marketing ko analyse Karenge acche analyses ka istemal Karenge To Hamen Achcha profit acche Logon aur Hamara kam se kam Yahan Ho Jaenge Agaram jazbati ka Mushaira Karenge To Ham kabhi bhi kam Jawab Nahin ho sakte Ham nuksan uthenge Hamari mistake so Jaenge aur Hamare account ko Wash Out kar diya jaega Hamen forest ke bare mein dusre Logon Ko Bhi batana chahie tha ki vah Bhi Jyada Se Jyada mehnat Karke Forex ko join Karen aur Jyada profit Hasil Karen aur aasani se kam jawab Ho jaen Forex online business bahut Achcha business Hai Jis per Ham Jyada Se Jyada mehnat Karke Kamyab ho sakte hain aur profit Hasil kar sakte hain isliye Hamen Jayegi Ham jald se jald Jyada Se Jyada time Forex ko deta kya Mein acche tarike se kam Yad Ho Jaaye aur Jyada Se Jyada profit Hasil Karen Hamen Forex ke bare mein dusron ko bhi batana chahie Apne doston ko bhi batana chahie Kyunki Hamare referrals banenge aur Hamen bonus Aise Logon aur Hamen aur Jyada profit Aise log ka Hamen dusron ki help Karni chahie tha ki Hamen dusron ki Yad Karenge to vah vah Kamyab Mein To hamen bhi Allah Tala Jarur Kamyab Karega Jab Ham dusron ke bare mein acchi Soch Rakhenge to hamen bhi kamyabi Essel Hogi
      • #33 Collapse

        Re: Losses ko kaise control kiya ja sakta hai ?

        Assalamu Alaikum dear member of Forex Agar aapko Los ho jata hai to aapko ghabrana Nahin chahie Bulkha apne experience or knowledge ko Uske bare mein increase karna chahie aur Jyada mehnat Karke acchi Tarah Se learning Karke a Achcha experience or knowledge hasaal karna chahie aap jitni hi jyada Apne los ke bare mein learning Karenge to aap utna hi Achcha experience or knowledge Hasaal kar Sakenge is tarike se aap apne Loss per bhi control kar Sakenge Achcha Se Achcha profit hassal Karke Kamyab
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #34 Collapse

          Losses Ko Kaise Control Kiya Ja Sakta Hai?


          Losses trading ka ek hissa hain, lekin inhe control karna seekhna ek successful trader banne ke liye zaroori hai. Is maqalay mein hum kuch strategies aur techniques discuss karenge jo losses ko control karne mein madadgar sabit ho sakti hain.
          1. Trading Plan Banayein


          Sab se pehle ek comprehensive trading plan tayar karein. Is plan mein aapke trading goals, strategies, risk management rules, aur trading style shamil hone chahiye. Ye aapko ek clear roadmap dega aur impulsive decisions se bachne mein madad karega.
          2. Risk Management Ka Tareeqa Apnayein


          Har trade par kitna risk lena hai ye tay karna behad zaroori hai. Aam tor par, aapko apne account balance ka sirf 1-2% ek trade mein risk par lagana chahiye. Isse aapke account ko bade losses se bachane mein madad milti hai.
          3. Stop-Loss Orders Ka Istemal Karein


          Stop-loss orders aapke trades ko protect karne ka ek behtareen tareeqa hain. Ye automatically aapke trade ko ek specific price par close kar dete hain, jisse aapki losses limit hoti hain. Har trade ke liye stop-loss set karna ek achi practice hai.
          4. Trading Psychology Ko Samjhein


          Trading mein psychology ka kirdar ahm hota hai. Emotional decisions le kar aap apne losses ko barha sakte hain. Is liye apne emotions ko control karna seekhein aur rational decisions lein. Mindfulness aur meditation jese techniques aapki madad kar sakti hain.
          5. Regular Analysis Aur Review Karein


          Apne trades ka regular analysis aur review karna bhi zaroori hai. Har trade ke baad ye dekhein ke kya sahi hua aur kya galat. Isse aap apne trading strategy ko behtar bana sakte hain aur future mein behtar decisions le sakte hain.
          6. Market Ki Movement Ko Samjhein


          Market ki movement aur trends ko samajhna bhi important hai. Agar aap market ki conditions ko samajh kar trade karte hain, to aapko zyada losses ka samna nahi karna padega. Economic indicators aur news ka ghor se jaiza lein.
          7. Diversification Ka Istemal Karein


          Diversification se aap apne investments ko alag-alag assets mein baat sakte hain. Is se aapka risk kam hota hai kyunki agar ek asset mein loss hota hai to doosre assets aapke overall portfolio ko support kar sakte hain.
          8. Position Sizing Par Focus Karein


          Position sizing ka matlab hai ye tay karna ke aap kis size ki position le rahe hain. Ye aapke risk tolerance aur account balance ke hisab se hona chahiye. Achi position sizing se aap bade losses se bacha sakte hain.
          9. News Aur Events Se Aware Rahein


          Financial news aur economic events se aware rehna zaroori hai. Ye events market ki volatility ko barha sakte hain aur aapke trades par asar daal sakte hain. Isliye, trading se pehle news ka ghor se jaiza lein.
          10. Realistic Expectations Rakhein


          Trading mein unrealistic expectations rakhna aapko disappoint kar sakta hai. Aapko samajhna hoga ke losses bhi trading ka hissa hain. Isliye, kabhi bhi itna expect na karein ke aap hamesha profit mein rahenge.
          11. Demo Accounts Ka Istemal Karein


          Agar aap naye hain to demo accounts ka istemal karke practice karna achi baat hai. Is se aap bina kisi financial risk ke trading strategies ko test kar sakte hain. Jab aap confident feel karne lagen, tab real account par trading shuru karein.
          12. Emotional Discipline Ko Develop Karein


          Emotional discipline har trader ke liye zaroori hai. Jab bhi aapko losses ka samna karna pade, to panic ya frustration se bachne ki koshish karein. Ek plan banayein aur us par stick karein.
          13. Support Groups Mein Shamil Hona


          Trading support groups ya forums join karna bhi beneficial ho sakta hai. Yahan aap dusre traders ke experiences aur challenges ke bare mein jaan sakte hain. Ye aapko encourage karega aur trading ke dauran aapko support milega.
          14. Learning Continuously


          Trading mein continuous learning bahut zaroori hai. Market ke trends, strategies, aur techniques ko samajhne ke liye relevant books, articles aur webinars ka ghor se mutala karein. Jitna aap seekhenge, utna hi behtar trader ban payenge.
          Conclusion


          Losses ko control karna ek skill hai jo practice aur patience se develop hoti hai. Aapko apne trading strategies ko improve karne, risk management ko samajhne, aur trading psychology par kaam karne ki zaroorat hai. In strategies ko apnate hue, aap apne trading career ko successful bana sakte hain aur losses ko significantly control kar sakte hain. Trading ek journey hai, is liye apne progress par nazar rakhein aur seekhne ki koshish karte rahein.

          اب آن لائن

          Working...
          X