Losses ko kaise control kiya ja sakta hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Losses ko kaise control kiya ja sakta hai ?

    Assalamu Alaikum friends rose ko kaise control kiya jaaye agar aapko loss a jata hai to aap acchi trading Karke profit Hustle Karke aap loss ko cover kar sakte hain aap aisa kaam hi Na Karen jisse aapko trading mein loss Aaye loss ka cover Hona bahut jaruri hai tab aap profit le sakte hain hain aap trading Karen aur profit Hasil karen ge aap hamesha acche trading Karen taki aapko achcha profit mile
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Losses ko kaise control kiya ja sakta hai ?

      Los ko kaise control Kiya Ja sakta hai ki Jab Ham vahan per minut ke sath Khud Ko Aazma ke sath Kamyab banate hain To Ham Ek Aisa knowledge and experience Hasil kar lete hain ki Hamen kam kar knowledge Hasil ho jata hai main kam se ek acchi experience Mil Jata Hai Aur Usi experience ki base per Apna Kam Karte rahte hain
      • #18 Collapse

        Re: Losses ko kaise control kiya ja sakta hai ?

        Dear friends forex business mein agar Hamen loss Ho Jaaye to use Kaise control karna hai Achcha question hai aap logon ka Agar Ham Apna Kam best planning Soch samajh sake Karte Hain tu To Ham forex business Mein acchi trading kar sakte hain isase Hamen profit Hasil ho sakta hai agar Ham Apna Kam laalach aur beimani se Karenge To Aise Hamen Loss ho sakta hai isliye Hamen Main Apne kam ko best banana chahie Taki Hamen Achcha profit Hasil ho aur ham apni life ko Aasan banaa sake aur loss se bacche
        • #19 Collapse

          Re: Losses ko kaise control kiya ja sakta hai ?

          Dear forex friends humy trading m loss ko control krny k liy humy sab sy pehly market ko analyse krna chahiy or trading m lalach to bilkul bhi nhi krni chahiy or hamy trading ko modify krna chahiy Q k aisa krny sy hamara account wash hony sy bach jata hy
          • #20 Collapse

            Re: Losses ko kaise control kiya ja sakta hai ?

            Losses ko learning through control Kiya Ja sakta hai Apne kam ki quality ko behtarin banaen learning honi chahie knowledgeable kam Karenge Jitna Achcha knowledge Hoga experience Hoga utna hi acchi tarike se kam kar Sakenge
            • #21 Collapse

              Re: Losses ko kaise control kiya ja sakta hai ?

              Pakistan Forex forum ke platform par excellence hota rahata hai lekin iska kya matlab Nahin kya loss hone do pal ke Hamen lost ko control karna chahie aur Hamara lost abhi control Hoga Jab Ham ise sikhenge Jani Ke Jo Humne loss Kiya Hai Uske mutabik Kamli information Lenge market ki analysis of Management course samjhenge Jab Ham yah step complete kar lete hain to hamare log hone ke chance bhi bilkul khatm hone ke barabar Rah Jaate Hain isliye koshish Kijiye ki pahle samjhe market ko yahan se experience can ki Rahe Hain Uske bad hi Apne trade lagaen thank you
              • #22 Collapse

                Re: Losses ko kaise control kiya ja sakta hai ?

                Sanam re kundal forex member aapane bilkul sahi sawal Kiya Milo se kaise bachana chahie iske liye bhi hamen singers ki tips ko follow karna chahie kyunki singers log agar kamyab Hain to vah lost se nahin balki apne profit se kamyab hokar aaj itne mukam per pahunche hue hain hamen sabse pahle apne time management karni chahie jab hamari time management good hogi to hamari post ki quality quantity good rahegi iske alava hamen seriously hai post ko delete karna chahie se main unke experience ka andha ho jata hai aur apna aur knowledge meena kar apne ek good quality wali post kar sakte hain jab hamari poster quality quantity good rahegi to automatically hamara hoga aur ham profit se dur rahenge aur ham se dur hai tu
                • #23 Collapse

                  Re: Losses ko kaise control kiya ja sakta hai ?

                  Ap agr apne km pr focus kr k km krien to ap ko loss km ho ga kion k focus k sth Kia gia km hamesha acha hota ha is liye apna km pr ap focus Kia krien ap ko is trha loss. B km ho ga or ap kamyab ho skein ge forex pr jb b km krien to focus k sth krien is trah ap achi learning kr skein ge or ap kamyab ho skein ge.
                  • #24 Collapse

                    Re: Losses ko kaise control kiya ja sakta hai ?

                    dear agar of forex trading mein kamyab hona chahte Hain to uske liye aapko proper planning ke sath kam karna hoga aur aapko ismein soch samajh Kar kam karna hoga to aap khush mein kamyabi jarur milenge kyunki trading ek aisa business hai ki jis mein aap itni jyada mehnat karte hain aur aap ismein jitna jyada knowledge hasil karke kam karte hain uska koi itna jyada fayda hota agar aap ismein successful hona chahte Hain to uske liye jyada se jyada main Na Karen aur office mein knowledge hasil karke kam karen to aapko ismein achcha bonus milega kyunki trading mein kam karne ke liye aapke pass experience or knowledge Kaho na bahut jyada jaruri hai to aapko ismein fayda ho sakta hai.
                    • #25 Collapse

                      Re: Losses ko kaise control kiya ja sakta hai ?

                      losco experience ke jariye control Kiya ja sakta hai agar aap ka experience hoga to aap to control kar sakte hain kyunki experience ke jarie market ki moment ki samajh hoti hai agar aapko market ki moment ki samajh hogi to aap acche broker Ban payengekarne chahie Taki aapko experience bdhe.
                      • #26 Collapse

                        Re: Losses ko kaise control kiya ja sakta hai ?

                        Dear Humko is market Mein loss ko recover karne ke liye planning Karni hoti hai Hamen market Mein kam karne ke liye Apne analysis karne hote hain market Mein kam karne ke different method available hote hain ya Ham par depend kar raha hota hai ki Ham is market mein kaun sa methods elect Karke trading karte hain Agar aamir's market Mein technical analysis Karte Hain To Hm Ko is market Mein different indicators Oru pools use Karke analysis karne hote hain Taki Ham is market Mein Apne analysis karne ke bad market Mein trade open kar sake market Mein different candlestick patterns available hote hain jinko Dekhkar Ham is market Mein trade open Karte Hain Humko market Mein trade Lagane ke bad Sabar karna hota hai Taki Ham is market Mein Apne account per Achcha profit hasal kar sake market Mein mistake se bachne ke liye Humko planning Karni Hoti Hai tab Ham is market Mein Achcha result hasal kar sakte hain Humko is market Mein hard work karna hota hai tab Hum Ko kamyabi Mil Jaati Hai.
                        • #27 Collapse

                          Re: Losses ko kaise control kiya ja sakta hai ?

                          Assalamu alaikum bhai jaan aapane bilkul theek baat ki hai Hamen Apne losses Se Kaise control karna chahie Agar Ham Apne loss ko control karna chahte hain to aapko chahie ki apni mistakes korika bar Kiya Karen agar aap apni mistakes ko recover Karenge tab aap apne lashes ko control kar sakte hain aur aapko chahie ki agar last coconut oil karna hai to aap ko knowledge gain karna chahie knowledge Gate Karke per aapko trade Lagani chahie agar aap Aisa Karenge tab aap apne losses ko recover kar sakte hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Losses ko kaise control kiya ja sakta hai ?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                            Har kesi k zehan mai ye sawal zaror hoga k akhir losses ko kis tarha control kiya ja sakta hai akhir wo konsi chezy ho sakti hai jesko karny say trading mai losses ko control kiya ja sakta hai tu jitne be traders hai aon sub ko maloom hoga k forex earning k lehaz say kafi ziyada mushkil kaam hai bazahir tu ye buhot asaan maloom hota hai lekan ye itna asaan hai nahe jetna hum samjte hai es liye jab be trade lagana ho tu es baat ka khas khyal rakna hoga k stop loss zaror lagaye jaye kiu k agar stop loss nahe lagaya jata taab ho sakta hai k aapko kafi ziyada nuksaan ka samna karna paray es liye jitna mumkin ho stop loss ka lagana aham hai esky ilawa small lot size k trades lagana be buhot zarore hai khyal rakna chaheye k jaise be ho small lot k saat he trades laganay chaheye takay baad mai kesi kisam ki pareshani na ho
                            Assalam walekum Agar Ham Chahte Hain Ki Ham Apne dost ko control karen to iske liye Hamen Apne account mein bahut Chhoti lot size use Karni hoti hai agar Hamari lot size Chhoti Hogi To Hamara loss bhi control ho jaega Agar Hamari lot size badi hogi To Hamara loss bhi control Nahin hoga
                            • #29 Collapse

                              Re: Losses ko kaise control kiya ja sakta hai ?

                              Assalamualaikum dear members kaise hain ummid Karti hun aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein Los ko control karna bahut jyada jaruri hai agar aap Forex Mein kam karte hue lost ko control karna Sikh Jaate Hain To fir aap Jarur Kamyab Ho Gaya isiliye Jitna jyada ho sake acche se kam kar Apna Kam ko importance De aur loss or profit kam Jari rakhen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Losses ko kaise control kiya ja sakta hai ?

                                Losses ko is tarah se control Kiya ja sakta hai ki Ham apna lot size Hi Kam lagaen to Kam loss hoga hamen hamen lalach nahin karna chahie agar Ham lalach karenge to Ham kabhi bhi achcha trading nahin kar payenge aur yah hamare liye bahut hi galat sabit hoga isliye hamen chahie ki Ham start se Hi planning se kam Karen aur achcha kam

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X