Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

    aslam o alikum my dear all members umed hai ka ap sb allah ka karm sy thek thak ho gy my dear ji han Forex mein mistake koi ignore bilkul bhi nahin karna chahie aapki baat bilkul theek hai hamen Forex ne apni mystery koi aur bilkul bhi nahin karna chahie agar ham apni mistake koi ignore karte hain to bar bar apni mistake repeat karte jaate Hain aur apni mistake Kabhi sudhar Nahin paate aur jiski vajah se hamari post delete ho jaati haiaur usse ham kabhi bhi achcha boni shastri nahin kar sakte jyada se jyada koshish karen ke Hain apni mistake ko sudhar aur apni vishay koi ganaur na Karen taki aap successful ho sake ok thanks my dear all members..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

      Hamen kabhi bhi apni mistakes ko ignore nahin karna chahie aur unse learning hasil karni chahie agar aap apni mistake ko ignore karenge aur unse learning hasil nahin karenge to aap kabhi bhi professional trader nahin Ban sakte Forex trading Mein aapki chhoti si mistake se aapka bahut jyada loss ho sakta hai aur aapka account wapas ho sakta hai isliye bahut soch samajh Kar aur market ko acche se study karke aur usko analyse karke koi bhi decision len agar aap se koi mistake Ho jaati hai to senior ki guideline Le Len aur agar aap senior ki mistake se learning hasil Karen aur job mistakes unhone Ki hai un mistakes ko avoid karke kam karenge aur apni mistakes ko cover karenge to aap ho chaal ek professional trader Ban jaenge aur ek achcha profit hasil karenge
      • #63 Collapse

        Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

        Asslam O Alaikum bhai jan umid krta hn ap khairiat sy hn g g bhai ap ny sahi kaha hamrn mistakes ko bilkul bhe ignore ni krna chahye kion k yahi choti choti ghaltiyan hameshan bahut nuqsan krwa deti hain forex men bhe agr ham mistake kren gay to yaqeenan koss ki jaanib hi jain gy
        • #64 Collapse

          Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

          Assalamu Alaikum dear friend ji aapki baat bilkul theek hai mistake kabhi ignore na Karen apni mistake ko sahi Karen loss aur profit business Ka hissa hai hamari apni mistakes ki wajah se hota hai isiliye aisi Koi mistakes na Karen jisse aapko loss Ho soch samajhkar trading Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaye jitna achcha analysis itni acchi adnoc soch samajhkar trading Karen jaldbazi aur lalach ke sath trading karenge to aapko sirf loss hoga aur aapka account wash ho sakta hai apne account balance ko safe rakhen soch samajhkar money management ke sath trading Karen sabse pahle apne experience or knowledge ko increase Karen demo per practice Karen demo best hai practice ke liye demo per jitni practice karenge aapke experience mein hoga aur aap bahut jald real account ke kabil successful trader ban sakenge
          • #65 Collapse

            Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

            Aoa agr hum trading main honay wali mistakes ko ignore kr dety hain to humain is ka bhot zyada loss ho skta hy agr ap ki kismat acchi hy to ap loss say bach bi skty hain pr expert trader humesha apni mistakes pr work krty hain us k bary main learning kray hain ta k wo mistake dobara na ho
            • #66 Collapse

              Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

              walekum assalam dear aapane bilkul sahi kaha hai hamen apni mistakes ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie kyunki Ham dekh Rahe hote hain kya kar Ham ismein mistakes ko ignore karke kam karte hain aur hamesha Maine soch samajh Kar Kam nahin karte Ham kabhi bhi achcha profile nahin Le sakte kar humne kamyabi hasil karni hai to uske liye main soch samajh Kar kam karna hoga aur hamen acche tarike se knowledge hasil karke kam karna hoga to Ham ismein kamyab ho sakte hain agar hamesha main proper planning ke sath Kam nahin karte hue aur acche tarike se knowledge hasil karke Kam nahin karte Ham ismein kabhi bhi nahin ho sakti isliye jyada se jyada main to aapko jyada fayda hoga.
              • #67 Collapse

                Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

                Assalamu Alaikum Forex member ummid karta hun aap sab khariyt say Honge ji han dost aapane bahut hi acchi baat ki hai ki kabhi bhi mistake ko ignore na kre bilkul Aisi hi baat hai Hamen chahie ke Hamen apni Kisi per mistake Ko Kisi b mistake ko ignore nahin karna chahie Bal ke Hamen usko recover karna chahie Jo log apni posting ke mistake ko acche tarike se recover Karte Hain vah Log Hamesha Achcha bonus Aasan kar sakte hain aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain isliye apni posting ki mistake ko Jyada Se Jyada recover Karen aur apni mistake ko Jyada Se Jyada Khyal Rakha karne aur apne trading mistake ko bhi Khyal Rakha Karen kiSi mistake ke vajah se Hamara account was bhi ho sakta hai aur Hamara balance bhi kam a sakta hai isliye banaen Achcha banaen Jo log apni posting ki mistake ko Behtar banata hai Achcha karta hai stop karte hain apni posting mistake ko yah Kisi bhi Galti ko Hua Achcha aur kamiyab member Hota Hai
                • #68 Collapse

                  Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

                  Ji han bhai aapane bilkul theek kaha hai forex forum per Hamay apni mistake ko improve karne ki koshish karna chahie Ham apni mistake ko ignore kahenge vah apni mistake ko improve nahin karenge Ham ismein se achcha bola sar se nahin kar sakte kyunki hamen bonus ka Mistry aata hai kyunki hamari post mein bahut se spelling mistakes hote hain jiski vajah se hamen bonus kam mein rahata hai isase hamen achcha bonus hasil karna hai to hamen apni is spelling mistake Koi purv karna hoga jis samay achcha se achcha bonus aisi Ho
                  • #69 Collapse

                    Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

                    Achha munafa Hasil karne ke liye aur acchi trading karne ke liye bahut Sare Aise log hote hain aur Aise traders hai jo ke is Baat per yakin rakhte Hain Ki Hamen kabhi bhi apni mistakes ko ignore nahin karna chahie Jo log apni mistakes ko ignore Karte Hain vah Kabhi Bhi kamyabi ki taraf Nahin Chahte agar aap apni mistakes ko ignore karte rahenge aap kabhi bhi achcha munafa Hasil nahin kar sakte Achcha munafasutra karne ke liye mystery usko Hamen proper tarike Se Lekar Chalna Hoga Kyunki Jo log mistakes ko ignore Karte Hain vah Kabhi Bhi kamyabi ki taraf Nahin chal Sakte
                    • #70 Collapse

                      Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

                      yeh bohot acha sabaq hay k ham.ko kbhi bhi apni ya kisi ki bhi ki hoi mistakes ko mamoli nhen smjhna chahiyay or kbhi ignoor bhi nhen krna chahiyay kiyon k mistakea say hi insan seekhta hay or sekhna bhi aksar oqat insan apni ki hoi ghaltiyon say seekhta hay or agar apni mistakes say seekha jaey to bohot achi bat hay or agar mistakes na hon yo woh insan hi nhen bal k haywan hay or ghalti insan ki srisht main shamil hay dear brothet
                      • #71 Collapse

                        Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

                        Insan Khata ka putla Hai Insan Chahe Jitna Bhi koshish Kare lekin us se Koi Na Koi mistake lazmi Ho Jaati Hai Lekin sirf Vahi log Kamyab Hote Hain Jo in mistakes ko repeat Nahin Karte voh in mistakes ki madad se Zindagi Mein experience gain karte hain aur use mistake ko Dobara na Karke Ziyada Se zyada fayda uthate hain aur jo log mistakes ko ignore kar dete hain aur jab Dobara unko Vahi mistakes unke Samne Aati Hai To voh usko utilise nahin kar sakte aur voh loss Mein Chale Jaate Hain To Hamesha Forex mein bhi agar aap se mistake so Jati Hai to unhen ignore na Karen Bal ke Unse sikhe aur unhen repeat na karne ki koshish karen agar aap unhen repeat Nahin Karenge to aap bahut kuch Sikh Lenge aur Ziyada Se zyada profit bhi gain kar Sakenge.
                        • #72 Collapse

                          Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

                          ham ko chye k ham mistakes se seekhain na k ham un ko ignor karain agr ham apni ghltioon ko sudharnay ki bajaye un ko ignore karna shro kar dain gay ty ham apnay kam mn kabhi bhi kamyab nhi ho saktay hn hamesha whi log kamyab hotay hn jo log apni ghltioon se seekhty hn na k un ko nazar andaz karaty hn ham ko chye k agr ham kamyab hona chty hn tu hm apni ghltioon ko sudharain yani k ghlti dobara na karain
                          • #73 Collapse

                            Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

                            Asalam u alikum friends ya bat bikul drost ha ka mistakes ko kbi be ignore nhi krna chahiya is KY br aks Un sa hmeen sbak hasil krna chahiya agr ap ak km krty Hua galti krty hn or phir usy dekhty be nhi or agly Kam PA chly jaty hn to us sa ap or be galtiyan kreen gy isi Liya galti ko dekhna chahiya or us sa sabak hasil krna chahiya
                            • #74 Collapse

                              Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

                              Assalamu alaikum my dear friends Mein ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex trading Mein maximum profit injoy kar rahe Honge friends agar aap Forex trading Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko chahie ki aap kabhi bhi apni mistakes ko ignore na Karen agar aap Hamen mistakes ko ignore Karenge to aapki skills improve Nahin Hogi isliye main aapko advice karunga kya apni skills to improve Karen aur mistake ko study Karen agar aap meri instructions ko follow Karenge to aap Jarur Kamyab Honge Jindagi Rahi to Fir Milte Hain Ab Tak ke liye Allah Hafiz
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

                                Yes dear market ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie Hamen market Mein kam karne ke liye Apne analysis karne hote hain market Mein kam karne ke different method available hote hain ya Ham par depend kar raha hota hai ki Ham is market mein kaun sa methods elect Karke trading karte hain Agar aamir's market Mein technical analysis Karte Hain To Hm Ko is market Mein different indicators Oru pools use Karke analysis karne hote hain Taki Ham is market Mein Apne analysis karne ke bad market Mein trade open kar sake market Mein different candlestick patterns available hote hain jinko Dekhkar Ham is market Mein trade open Karte Hain Humko market Mein trade Lagane ke bad Sabar karna hota hai Taki Ham is market Mein Apne account per Achcha profit hasal kar sake market Mein mistake se bachne ke liye Humko planning Karni Hoti Hai tab Ham is market Mein Achcha result hasal kar sakte hain Ham is market Mein acchi tarike se kam Karke successful ho sakte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X