Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

    wa alaikum salam dear member mistake ke liye apko chaiye ke pehle ap us pair pe learning karni chaiye jis ki wajaha se apko loss howa us mistake ko sth mind mein lekr ap dobra trading karty hai to achi trading karne ke expert ban sakty hai or achi earning gain kar sakty hai jis se ap dobra mistake nai kare gye experience se trade ko humesha ke liye kare gye or acha profit hasil karne mein kmayab rahy gye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

      g bilkul thk kha ap ny kh mistaske ko kbhi bb ignore na kryn banklh ussy haal krny ki kosish kryn taakh apki learning skills achi hon ar apki practice bb achy sy achy ho ar ap un mistake sy dour ho kr apny kaam ko quality ko bb bhytr sy bhytr bana kr kaam kr sakkyn to hm aik achy traders bn sakty hn ar apni skills ko bhytr sy bhytr bna sakty hn ar jo log mistake sy avoid nhi krty to wo log bht km apni learning kr sakty hn ar apni skills ko bb bhytr bana sakty hn ar aik achy traders bb nhi bn sakty to is liy lazmi hy kh shuroo sy hi apnio mistake sy avoid kryn ar aik achgy traders bn jyn
      • #33 Collapse

        Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

        Ap ki jb b mistakes hn gi ap ko faida hota ha mtlb k ap agr focus krien to ap ko ap ki mistakes acha experience deti hein is liye insan ko apni ghaltion se he seekhna chaiye ap ki mistakes jb b hn ap un pr focus krien ap ko acha knowledge mile ga.
        • #34 Collapse

          Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

          Dear mistake ko bilkul bhi ignore Na Kare Agar mistake ko ignore Karenge To Ham apni post ki quality ko bahut down kar lenge isliye mistake ko correct Karen agar aap ki koi mistake ho jaati hai to aap usko safe and Secure tarike se theek Karen
          • #35 Collapse

            Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

            Assalam Walekum Sar aapane bilkul theek hai ke Hamen apni Galti Ka azhala Karna chahie unhen Kabhi Nahin Karna chahie Chhoti Se Chhoti Galti ko Kabhi mamuli mat liya Karen Kyunki yah Forex forum per Hamen Badi Itihaas se kam karna padta hai aur trading per to bilkul Galti Ki gunjaish Nahin Hoti apni Galti ko Sudhar per hi Ham acche trader Ban sakte hain
            • #36 Collapse

              Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

              Sahi kaha galtion par ghor krna chahey or in galtion ko thek krny ki koshish krty rahna chahye hamen apni galtion ko dohrana nhi chahye agar hum apni galtion ko dohraen gy to hum kamyab trader nhi ban paen gy pak forex forum par ziada say ziada mehnat krni chahye or apni galtion ko thek krny ki koshish krny chhaye agar hum kamyabi chahety hain to hamen apni galtion say seekhna chahye leking baz okat hum jinta bhi apnay work ko thek say kren phir bhi loss ho jata hia or ye forex m hota rahta hai bs hamen apni himmat nhi harni chahye.
              • #37 Collapse

                Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

                Ji han bilkul for its members mistakes ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie apni mistake se learning Hasil Karni chahie mistakes ko ignore na Karen apni mistakes per focus Karen
                • #38 Collapse

                  Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

                  mistakes ko ignor karain gay to kia fayda hk ga
                  • #39 Collapse

                    Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

                    bilkul aisa hi ho ga jani
                    • #40 Collapse

                      Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

                      Walaikum Asalam.

                      Jee bilkul sahi kaha ap nay mistake hee wahid wo zariya hain jis par focus kar k or apni galtiyo ko samhj kar bht achi trading sehk skty hain . Insan sub say acha apni galtiyo day sehkta hain . Is loay loss honay ki waja or profit na honay ki waja dhondy earning khud ba khud behtree ki traf janay lagy gi.
                      • #41 Collapse

                        Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

                        ji Bhai sahi kaha aapane kabhi bhi mistakes ko ignore nahin karna chahie kyunki jab bhi mistakes karte Hain to iska Koi Na Koi nuksan main jarur hota hai lekin agar main ko ignore kar dete Hain to yah ignore hamen bad mein bahut jyada nuksan deta hai isliye main koshish karna chahie ki apni mistakes ko ignore nahin karna chahie balki jitni mistake ho unse hamesha bar cancel karna chahie bad mein hamen in se kafi madad milegi ke Ham apni galti unko sudhar sakenge isliye koshish karni chahie jitna ho sake hamen mistakes ko ignore nahin karna chahie balki unse sabak sikhana chahie
                        • #42 Collapse

                          Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

                          haan g mistake ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie kyunki agar Ham apni mistakes ko nahin karenge to hamen bahut nuksan pahunchegaisiliye jogi kam karenge se Karen aur hamesha hamen apne kam mein mistake nahin Karen chahieJo bhiga humko Diya jaaye use bilkul saaf tarike se Karen aur Jahan per copy paste wala kam bhi Na Karen kyunki aap ko nuksan dega isiliye jogi kam karenge Dil se Karen aur mistake train na Karen
                          • #43 Collapse

                            Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

                            Members hamen mistakes ko Ignore nahin karna chahie balke apni mistake se se sikhana chahie aur dekhna chahie ki humne kaun si galti ki hai aur kaun se nahin agar ham apne mistakes ko ignore karte Rahe to hamen bahut bada loss ho sakta hai hamen loss se bachne ke liye mehnat se kaam karna chahie acchi quality ki posting karni chahie aur apne mistakes ko ignore nhi karna chahie
                            • #44 Collapse

                              Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

                              Assalam o Alaikum dear forex member g han humin in choti galtian ko ignor na karen q in ki waja sy insan sodharta hy or in ko ignor bhi ni karna chahiye or in sy humin ebrat pakarni chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Mistakes ko kabhi ignore na karin@@@

                                Ji han mistakes ko ignore na Karen Kyunki Hamari Chhoti Se Chhoti Galti Hamen Kisi Barye nuksan Tak pahuncha sakti hai isliye Hamesha koshish karen ke mistakes ko ignore karne ki vajah se apni mistake ko recover Karen Kyunki mistakes to ho hi Jaati Hai Lekin uske liye Hamen apne aap ko Ho Aisa banana na chahie mehnat Karni chahie Ke Humse again mistake Na Ho aur aap Jab post Karte Hain To tab bhi apni mistakes ko ignore kiya Karen Dobara se post ko read Karke mistakes ko cover kar liya Karen Taki aap aapko Achcha bonus mil sake

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X