Gold ki movement itni fast kyun hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ki movement itni fast kyun hoti hai
    Dear member gold ki movement itni taiz kyun hoti hai hum kia gold pay trade open kar kay acha profit hasil kar saktay hain gold ki movement ka sahi andaza hum kaisay laga saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ki movement itni fast kyun hoti hai

    Dear brother poori dunia men gold k sath bahut ziyada business hota hey aur yeh bhi her country ki economy ko strong karta hey aur forex trading men bhi yeh aik famous pair hey iss men bahut ziyada trading hoti hey lekin iss k sath sath gold aik risky pair hey iss men fast aur unexpected hoti hey aur kisi side pe bhi bari movement kar sakta hey iss liay ya tu acha profit mil jata hey ya account jaldi wash ho jata hey iss liay koshish karen k gold pe hamesha small lot size ko use karen aur soch samaj kar trading karen
    • #3 Collapse

      Re: Gold ki movement itni fast kyun hoti hai

      assalamu alaikum dear member market mein jab aap gold ki movement ko focus karte Hain to iski volatility bahut jyada hoti hai iski mean reason ji hai ki iski volatility 2 different factors per depend kar rahi hoti hai jismein aapko gold ki demand and supply co clearly focus karna hota hai aur uske sath sath ismein aapko USD ki value ko completely study karta hota hai jis vajah se aap gold ki market mein bahut jyada volatility focus kar rahe hote Hain.
      • #4 Collapse

        Re: Gold ki movement itni fast kyun hoti hai

        Gold ke movement market Mein Aaj kal bahut fast hai Kyunki Gold ke rate upper position on down position Mein Rehte Hain isliye Iske movement bhi change hoty Hote rahte hain lekin aajkal gold ki market bahut hi to listen mein bahut jyada fast movement kar rahi Hai Iski vajah hi a Hain Ki gold ka rate bahut badh gai hai Is vajah Se market bahut fast movement kar rahi hai
        • #5 Collapse

          Re: Gold ki movement itni fast kyun hoti hai

          Assalamu Alaikum dear member Forex trading main job of gold ki price is ko carefully focus karte hain to ismein aapko market ki volatility bahut jyada milati Hai Iski different regions ho sakti hai aur iske sath sath aapko Iske different associated factors ko study karna hota hai otherwise aap gold ki market Mein successful trading kar sakte Gold per reading karne se aapko bahut jyada advantages Hasil ho sakte hain aur aapko Hamesha successful trading Sabhi Ke liye ismein maximum important analysis ko complete karna Hota Hai.
          • #6 Collapse

            Re: Gold ki movement itni fast kyun hoti hai

            G han ap nah boht acha sawal kia hy gold ke movement market Mein Aaj kal bahut fast hai Kyunki Gold ke rate upper position on down position Mein Rehte Hain isliye Iske movement bhi change hoty Hote rahte hain lekin aajkal gold ki market bahut hi to listen mein bahut jyada fast movement kar rahi Hai Iski vajah hi a Hain Ki gold ka rate bahut badh gai hai Is vajah Se market bahut fast movement kar rahi hai...
            $#@#i Khan
            • #7 Collapse

              Re: Gold ki movement itni fast kyun hoti hai

              assalamu alaikum Eid ka sawal hai ke gold ki market mein itni jyada fluctuations kaise hoti hai kabhi gold down ho jata hai kabhi aap ho jata hai uske liye different factor aur different reasons ho sakti hai lekin nahin baat hai ki aap agar gold undertrading karenge to aap ko pata bhi bahut jyada milta hai thank you Allah Hafiz
              • #8 Collapse

                Re: Gold ki movement itni fast kyun hoti hai

                deer jaisa ke aapane poochha hai ke gold ki movement itni fast kyon ho jaati hai to main aapko batata hun ke gold ki movement itni fast ki ho jaati hai aapko to vaise pata Hoga ke gold silver aur risky per hai lekin insaaf mein se bhi gold bahut hi risky pair hai isiliye gold jab aap move hota hai to iska koi pata nahin chalta kab hamen loss ho jata hai aur kab hamen profit agar ismein samay profit hota hai to bahut hi jyada ki ham ismein apni mahina ki aamdani nikal sakte hain aur jab hamen ismein loss hota hai to to usse yah to hamara accountvah show jata hai ya FIR ham gold per dobara trading Nahin karte kabhi bhi isiliye dear agar aapko gold per trading karni hai to market karnal aisi jarur Karen aur agar aapko market Canada is karna Nahin aata Kisi acche member Kisi acchi senior ke signal ko follow Karen kyon ke agar ham fake signal Polo Karti Hain to usse bhi ham kabhi bhi acchi trading nahin kar paate aur naahi training mein achcha profit hasil kar padhte Hain isliye jitna jyada vah sar ke acche signal ko follow karte hue hi trading Karen aur experience ke sath trading carota ke aap trading mein successful ho jaaye aur bahut hi achcha profit hasil Karke apni life ko bhi successful bana le.
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ki movement itni fast kyun hoti hai

                  Bus yah logon ka account wash karvane ki koshish karte hain yah Khud bahut broker Inko Jona moment agar koi zyada bhai per lage ho to yah for MS ki moment ko change kar dete hain aur koi Agar pir Prasad lage ho to yah Khud BA Khud iski movement ko remove kar dete Hain bye per to isiliye Ham Agar money management ko follow Karenge Tu Hi Kamyab Reh Sakenge Agar Ham Nahin Karenge To Hamara account hai se wash Hota rahega
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold ki movement itni fast kyun hoti hai

                    Gold ki moment Itni fast Kyon Hoti Hai Tumhen aapko yah batana chahti Hun Ki gold ki movement fast isliye Hoti Hai Ke gold bahut hi Achcha per hai yah Hamen bahut Achcha profit De sakta hai lekin is baat ka bhi Hamen khayal rakhna chahie ki Jis Tarah yah bahut Achcha pyar hai aur Hamen Achcha profit De sakta hai Usi Tarah yah bahut jyada risky Pyar Bhi Hai Kyunki gold ki movement ka Kuchh Bhi pata nahin Hota ke kab fast hai aur kab sahi hai gold bahut hi Achcha per hai aur iski bhi Hamen is per trade karne ke liye acche experience ki jarurat hoti hai aur acchi information ki bhi isiliye Hamesha acchi information aur acche experience ke sath Gold ke pair ki trade connect to aap Jarur Kamyab Ho Payenge
                    Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold ki movement itni fast kyun hoti hai

                      Assalam walekum doston Khammam seniors and juniors members Forex per ho meri taraf se Tamam doston ko assalam walekum ji doston Tamam senior members is Baat per aur Karen kya agar aap Gold per trade Karte Hain To Aap Ko Kisi Surat mein bhi hold nahin karna chahie balki aapko Har Waqt Aankhen Khol kar market ka jayja lete Rahana chahie Kyunki gold ki market inter pass hoti hai jo aap ko ISI fast Andaaz Mein profit bhi deti hai aur Usi Lamhe aapko Raj Se Bhi Do Char kar deti hai isliye isliye aapko gold market per Aankhen Khuli Rakhna aur dimag hajar Rakhna chahie Apne takat Ko post hi close close Karen Taki aap profit ke hakdar ho sake aur nuksan se nasht Hue Apne prapt Ko vasul
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold ki movement itni fast kyun hoti hai

                        Dear member gold aik heavy pair hai aur is pe trade karne k liye bhut zayada experience ki zarorat hai aur apko market ki smajh honi chahye aur apko market ki news pe nazar rakhni chahye aur apko achi trah analysis karna aana chahye qk gold aik risky pair hai is pe trade karne k liye apka account balance strong hona chahye tabhi ap is pe safe trading kar sakty Hain gold ki movement bhut tezi say change hoti rehti hai hamen isko smajhne k liye bhut zayada experience ki zarorat hai hamen chahye is pe jb bh trade Karen tu market ki position ko daikh k aur gold k chart ko study Kar k trade Karen aur koi jald bazi na Karen aur hamen chahye k signals pe zayada trust na Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold ki movement itni fast kyun hoti hai

                          My dear forex friend gold pori duniya m sab s ziyada trading ka zariya hy jo os country ki economy m bohut ahmeyat rakhta hy or is liy forex m bhi isy ik bari pair mana jata hy or isy riski pair bhi kaha jata hy jis ki movement itni fast hoti hy kih isy smjhana thora mushkil hota agr is pr trade krni ho to hmy apni trade ka lot size chota rakh kr open krna chahiy qkih is pr profit bhi acha milta hy account wash hony k chances bhi ziyada hota hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold ki movement itni fast kyun hoti hai

                            Gold vaise to Ek bahut hi jyada important currency Hai Iske alava gold key value bhi bahut jyada hai isiliye Iske rate Kafi jyada hai market mein aur Yahan per currency karne mein fayda bhi Hamen bahut jyada Milta Hai yani kya trade karne mein gold ki market Mein trade karne se pahle Hamen chahie ki Iske samajh mein Uske bad Yahan per trade karen to yah Mein Kafi Jyada profit de sakti hai thank you
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold ki movement itni fast kyun hoti hai

                              Gold ki movement bahut jyada fast Hoti Hai is fast movement ko acche tarike Se samajhne Ki Koshish karne chahie aur gold ki spasht movement ko without understand ki aur usko study ke kabhi bhi traders ko apni trade open Nahin Karni chahie Kyunki use time bahut jyada risk hota hai abhi market mein bahut jyada loss ko face karna per sakta hai agar vah is Lo Se Bachana chahte hain aur Market Mein Gold ke currency pairs ke jariye se apne trade ke jariye Se Jyada Se Jyada dollars Hasil karna chahte hain to usko chahie keva Gold ke currency Pyaar Ki first movement ko samajhne ki koshish karen Uske bad hi trading start karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X