Bahut zyada loss se naumeed na hon.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Bahut zyada loss se naumeed na hon.

    ye such he bhout ziyada loss sy naumeed nahi hon chaye ku k har nakami k bad kamyabi zarror milti he or wesy bi mayosi kufar he bus ap mehnat karty rahin kbi har na manyin bus apna kam karty rahin or kamyabi zarror mily gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Bahut zyada loss se naumeed na hon.

      is market main loss hota rehta ha kisi ko kam hota ha or kisi ko zeyada hota ha lakin is ka matlb ya nhe ha ka ham mayaous ho jaen or kam karna he chor den agar market ap ko loss de rahi ha to ap is ko cover bhe kar sakty han to ap na ghabrana nhe ha apna kam jari rakhen kun ka ye ap ko bhe pata ha ka market main loss or profit hota ha bas ap na apna kam acha karna ha tto ap ko result bhe acha he mily ga
      • #33 Collapse

        Re: Bahut zyada loss se naumeed na hon.

        Hamen Lo Se Bachana chahie Agar Hamara Ek Bar lock ho gaya To Hamen kabhi bhi achcha prapt Nahin Mil Sakta kamyabi dosat Mumkin Hai Jab Ham Apne Logon se bechenge aur profit lene ke liye Ham mehnat Karenge Aur mehnat Ke Sath Yahan work Karenge Jab Ham apni posting ke Limited quality ko add Karenge kam karne mein dilchaspi Denge Soch Mein Kesariya trade Karenge to main Achcha prapt Milta Hai Kya kamyabi Sar use buniyad per Hamen Hasil Hoti Hai Jab Ham mehnat aur Lagane Ke Sath Kya Kam karte hain aur ham Jab mehnat aur Lagane Ke Sath Kya Kam karte rahenge to mute nature prefer Milta rahega isliye Hamen main kam ko ek acche 9 ladkiyan per karna chahie aur Soch Matka Saathiya trade karne chahie Jab Ham Soch Samajh Ke Sath trade Karte Hain Ki Tumhen Achcha prapt Milta rahega isliye Hamen Lagane Aur mehnat Ke Sath kam Karen aur apni postman ki quality ko add Karen Jab Ham apni post Ne ki quality ko ek acchi ko Miyan bich Mein Aata kam karte rahenge to main proper Milta rahega
        • #34 Collapse

          Re: Bahut zyada loss se naumeed na hon.

          Bilku correct loss ko apne dimagh p beth k nhi le Jana is se ap ki working mutasir ho ge to apni work me posting ya trading me jahan mistakes hn un ko repeat na krn or loss p ghabrana nhi h or profit k liye mehnat krni h
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #35 Collapse

            Re: Bahut zyada loss se naumeed na hon.

            Ji doston yah baat to bilkul Sach hai ki agar Ham ne kisi bhi karobar mein kamyabi Hasil karni hai to humko usmein sabse pahle Koi Na Koi Bhi nuksan hota rahata hai To agar Ham aise nuksan hone se ghabraye jaenge To Ham usmein Kamyab nahin ho sakte doston aap apni himmat na Har hai aur mehnat karte rahen kyunki mehnat ka fal meetha hota hai aur mehnat kabhi bhi gaya nahin hoti doston mehnat hi hai Jo humko kamyabi tk phonch ati ha Shukriya Dosto...

            اب آن لائن

            Working...
            X