Bahut zyada loss se naumeed na hon.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bahut zyada loss se naumeed na hon.
    Dear forex members yeh eik ESA business hai jis mein loss bhi hota hai aur profit bhi . Is liye kabhi bhi loss se naumeed na hon blky aur zyada mehnat krein. Aur pehle se acha kam krne ki koshish krein...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bahut zyada loss se naumeed na hon.

    Beshak assa hi hai agar insaan ko ziada loss hu jatta hai tu woh naumeed hu jatta hai hammy hamesha sahi se kaam krna chiye trade wagera magar loss hu jy tu uska hammy afsoos ni huna chiye trading mai loss tu huta rehta hai akhir kaaar his a huta hai loss or profit agar ham mehnat krnegy or mehnat se hi sare nazaam raij hain yh bhut acha platform hain agar ham mehnat karain hardworking tu ham zrore success achieved kr skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Bahut zyada loss se naumeed na hon.

      Bht ziada loss s na umeed na hn kbhi bhi loss s na umeed ho k kam choro gy to kuch bhi ni mily ga ziada s ziada mehnt krain r loss ko recover krny ki try krain hm jitna ziada gain krain gy utna ziada faida hoga ziada s ziada apny kam p focus krain tbhi apko kuch mily ga forex bht acha bussiness h is s faida uthaen r apny loss ko profit men bdlain
      • #4 Collapse

        Re: Bahut zyada loss se naumeed na hon.

        Bilkul aapane theek Kaha bahut jyada loss se Hamen ummid Nahin Hona chahie Hamen Himmat Harne jaaiye na ummid na ham ghabrae Jaenge aur Kam Nahin kar Sakenge isliye main aat Karen aur Himmat a Rahe Bar Bar koshish karen aap Kamyab Ho jaenge Bahut Der Se member Hain Jo ke Himmat Har Jaate Hain aur Fir Na Kami bhi Unka Mukaddar banti hai
        • #5 Collapse

          Re: Bahut zyada loss se naumeed na hon.

          dear aapki baat bilkul sahi hai forex trading bhi Baki business ki tarah hai kya sab business hai ki jismein profit aur last donon ho sakte hain isiliye Jab aapko profit hota hai to aap hote hain lekin agar aapko loss Ho jaaye to use waqt aapko mayus ya na ummid nahin hona chahie kyon ki mayusi aur na umeedi kufr Hyisiliye aapko chahie ki aap forex trading mein agar aapko loss hota hai to main use hokar kaun chhod Na Dena band kar pahle se jyada mehnat lagane ke sath apni learning Karen taake aapki Jin weakness ki vajah se aapko lost hua hai vah recover Ho jaaye aur pahle se jyada achcha kam karne ke bad ab Apne loss ko bhi recover kar le kyunki acchi learning aur knowledge or experience ke mutabik Jab aap kam karte Hain to aap apne pahle wale loss ko bhi bahut jald recover kar lete han
          • #6 Collapse

            Re: Bahut zyada loss se naumeed na hon.

            Yah bilkul Hamen bahut jyada lost Se Na ummid Nahin Hona chahie Hamen Himmat ke sath kam karne ki koshish Karni chahie Taki Ham is 100% Kamyab ho sake Agar Ham Himmat ke sath Kam Nahin Karenge to kabhi bhi acchi kamyabi again nahin kar sakte na hi Kabhi Ham Aise Achcha result Hasil kar Sakenge isiliye jitna bhi ho sake Hamen proper Apne work per focus Karte Rahana Ho guitar ke acche se Achcha result Hasil Karke acchi kamyabi again kar sake
            • #7 Collapse

              Re: Bahut zyada loss se naumeed na hon.

              Agar Hamen Forex trading mein bahut jyada loss ka Samna karna pad raha hai yah Hamara bahut jyada loss Ho Gaya Hai To Hamen na ummid Nahin Hona chahie Hamen bilkul bhi Pareshan Nahin Hona Hamen hardworking Karte Rahana chahie jitni Jyada ham hardworking Karenge Hamen Achcha bonus Milega Hamen bahut last ho chuka Hai Magar Hamen experience Hasil Nahin ho raha loss hone se hi Hamen experience Hasil Hoga isliye Jyada Se Jyada learning Karen Uske bad apni trade active Karen FIR aapko loss ka Samna nahin karna padega
              • #8 Collapse

                Re: Bahut zyada loss se naumeed na hon.

                Assalamualaikum forex members jesaa k ham Sb janty hn k business chahy koi bhii ho us mn profit aur loss sath sath chalty hn Jahan hamen profit mil skta Hy wahan hamennloss bhii ho skta Hy so hamen loss ko bhii face krny kia hosla hona chahye aur hamen save sy Kam Lena chahye aur apnii mehnat jaarii rakhnii chahye q ham zyada tar loss sy hii sekhty hn baray mehrbaniii kbhii loss sy mayos na h. Blky us loss sy seekh k apna output zyada bnain shukria
                • #9 Collapse

                  Re: Bahut zyada loss se naumeed na hon.

                  Dear aapki baat theek hai ki Ham Ko loss se confused Nahin Hona chahie ladke Apni struggle ko continue Rakhna chahie aur Forex trading mein humko Jyada Se Jyada struggle Karke Apne last ko cover karna chahie Kyunki clear Forex member Jab Ham Forex trading Mein kam Karte Hain To ismein Hamen loss aur profit donon ho sakti hain Agar Ham loss Mein Jaate Hain To Ham Ko Apne weak points notice Mein Lene chahie aur koshish Karni chahie ki in ko Dur Karke Apne loss ko profit mein change Karen aur Forex trading Mein Achcha trader banne ki koshish karen.
                  ......Forum is a great place for traders talk.......
                  • #10 Collapse

                    Re: Bahut zyada loss se naumeed na hon.

                    Ji thk kaha ap ne k boht ziada loss say ghabrana nahi hai kiun k hr kam mein kuch faida aur kuch loss zaror hota hia isi trha apko is kam kelye patience rkhna hai aur agar loss ho jata hai to ap ne ghabrana nahi hai bal k hosla rkhna hai aur market ko achi trha smjh k phr trade kren ta k agli trade mein apka loss recover ho jaye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Bahut zyada loss se naumeed na hon.

                      G han bahot hi zarori hay ap ka liya bh nuksan ho berdasht kerna or ap ka under ya salhiyat majood honi chaye kh ap loss ka samana ker skey or acha knownlodge gain ker sky ager Pap ka pass ya sahliyat hy to phr ap kamyab hay ap ko kamyabi sa koi bh nahe rok sekta
                      • #12 Collapse

                        Re: Bahut zyada loss se naumeed na hon.

                        Assalam alaikum my dear friend bahut zyada loss se naumeed Na Ho kyunki profit aur loss to Zindagi ka hissa hai Ham jo bhi business karte hain usmein hamen yah to loss ka samna karna parta hai ya FIR profit ka isiliye hamen pareshan nahin hona chahie bilka sabar se kam karna chahie Allah pk perummid rakar PHR c apne kaam ko dil se start karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Bahut zyada loss se naumeed na hon.

                          forex ke kam mein loss bhi hota hai hamen apni jindagi mein kabhi bhi log se ghabrana nahin chahie give ke failure is a part of life hamen apna har kam tasalli se karna chahie jis kam ko Ham dil se aur sali se karte Hain to vah Kam hamen bahut fayda pahunch jata hai isiliye kisi bhi failures se ghabrana nahin chahie hamesha khud par bharosa rakhe aur mehnat Karen hamesha Dil sy kaam Karen Jo kaam apko mehnat se fayda pahuncha hota hai to usmein aur jyada mehnat Karen mehnat se Hi insan kam ho jata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Bahut zyada loss se naumeed na hon.

                            Ji han bilkul dear aapane bilkul sahi kaha hai Ham Sab Forex trading Mein kam Karte Hain To ismein Hamen Agar Jyada loss Ho Jata Hai To Hamen usse bilkul pieterse hurt Nahin Hona chahie Hamen ismein Soch Samajh Kar kam karna chahie aur ismein knowledge Hasil Karke kam karna chahie To Ham ismein fayda Hasil kar sakte hain Kyunki Ek Aisa business hai jismein Ham Kitni Jyada mehnat Karenge aur Hamesha Mein Jitna Jyada knowledge Hasil Karke kam Karenge uska mein itna Jyada fayda Hoga isliye main Chahe kya mis mein jyada Se Jyada Main Karen aur ham ismein Jyada Se Jyada knowledge Hasil Karke kam Karen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Bahut zyada loss se naumeed na hon.

                              Forex ka kaaam par hamye kabhi bhi ghabrana nahi chahiye q k jaab ham kisi kaam ko karny par ghabraty hain to hamy us kaam main kabhi bhi trust nahi hota hamye apna har kaam tassali Sy Karna chahiye q k jo kaam ham apni tassali Sy karty hain wo kaam hamy bohot ziyada faida deta hy r ham kamyab bhi ho jaty hain isi liye hamy apny kaam par focus Karna chahiye r kamyab ho jana chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X