Assalamu Alaikum Forex trading market Mein Ab Jab Bhi Koi trade open Karte Hain To uske liye aapko Stop loss ki limit ko Jarur execute karna chahie lekin stop-loss Hamesha proper calculation karne ke bad hi Lagana chahie stop loss Ke Liye Mein Kitni rakhni chahie Jitna loss aap easily recover kar Saken kabhi bhi blindly stop loss ki limit Ko Na lagaen Aisa Na Hoke Itna Jyada loss Ho jisse recover karna aapke liye Mushkil Ho Jaaye iske liye aapane proper per uski moment ko calculate karna hota hai aur uske bad hi aapko stop-loss ki limit ko Lagana chahie
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим