Loss sa ghbrn nhi chya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss sa ghbrn nhi chya

    G han friends ap ko kabhi bhi loss sa preshan nahi hona chahiay ta k ap aur ziada achi post kar sakain to agar ap ko koi loss a jata hay to ap ki sab sa bari kamyabi is baat main ho gi k ap nay loss ko recover kaisay karna hota hay to ziada sa ziada loss recover karnay ki koshish karain ta k ap ko mazeed learning hasil ho aur ap ka knowledge more increase ho so hardworking ko mamool bana lain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss sa ghbrn nhi chya

      G sahee kaha apne forex trading me losses se ghabrana ni chahye. Jaisa k ham jantey hn prifit aur losses business ka hisaa hn. So hamen losses se ghabrane ki bjaey apne knowledge or experienxe ko gain krna chahye ta k ham apni tarding me behtari la k losses ko kam kr saken. Or ik eham baat job koi loss ho jaey to tension lene k bjaey uski wajuhaat jan.ne ki koshish krni chahye. Ta k ham apni ghalti pe control kr k ainda k liye losses se bachen.
      • #18 Collapse

        Re: Loss sa ghbrn nhi chya

        Assalamu Alaikum ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge Jaise bhai ne kaha hai Hamen loss se ghabrana nahin chahie Kyon ke kisi bhi business ko karne ke liye usmein donon hi parts Hote Hain profit aur loss donon Ek business ka hissa hai isliye Agar Hamen Las Ho bhi Jaaye To Hamen Apne mehnat Jari rakhni chahie
        https://t.me/pump_upp
        • #19 Collapse

          Re: Loss sa ghbrn nhi chya

          Respectable all friends I hope you will be happy and fine Jab Ham trade Lagate Hain To Hamari trade Los Main Bhi Ja Rahi hoti hai aap profit main bhi to Jab Hamari friend loss Mein Ja Rahi Ho To Hamen ghabrana Nahin chahie balkeshwar ke sath Apne Ko bardasht karna chahie Kyunki Ek Bar loss hota hai To Hamen profit bhi a jata hai isiliye Hamen love se ghabrana nahin chahie balke Full focus hokar Apne bacchon Ko Deni chahie aur hardworking Karni chahie aur Sabra ke sath aur Himmat ke sath loss ko bardasht karna chahie
          • #20 Collapse

            Re: Loss sa ghbrn nhi chya

            Thek kaa hamin bilkol ghabrana nahi chaiy isliy hamin hamesha confidance k sath kam karna chaiy hamin chaiy k hum loss b hojay to ghbrana nahi chaiy bhal k bhot mehnat karni chaiy ta k hum loss sy profit hasil kar saky
            • #21 Collapse

              Re: Loss sa ghbrn nhi chya

              ji bilkul hama kabi bi lose sa ghbran ni chaya agar hum lose or nakamybi sa ghbra ja ga tuhara andr hamash dar bana ra ga.ya bi nai ka hum forex ma bi nai ham har soba ma dar ho ga ham kabi bi lose sa ghbran ni chaya
              • #22 Collapse

                Re: Loss sa ghbrn nhi chya

                jee haan bcoz loss and profit is the part of every trade hum jald bazi nahi karte aur lalach se bhi door rehte hain aur is kaam ko proper knowledge ke sath karte hain.utna zaida eran kar saqty hai foraex par zaida say zaida minat kar kay forum ka option bht hi acha rkha ah k log typing se apna bonus forex main invest kr skay .forex main kamyabi hasil krny k liye is ki knowledge leni chaye tb hi kamyabi ha
                • #23 Collapse

                  Re: Loss sa ghbrn nhi chya

                  G han ap nay theek kaha hy hamin loss say ghabrana nahin chahiye bal or ziada achi mehnat karni chahiye agar hum loss say ghabra jain gay to hum forex main kamiyabi hasil nahin kar sakty kamiyabi or achi earning k liye ziada say ziada mehnat karni chahiye ta k hum forex main acha profit hasil kar k achi earning k sath kamiyabi hasil kar sakain...
                  $#@#i Khan
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss sa ghbrn nhi chya

                    Forex online business hy is main loss or profit sath sath hy is lia jb hm loss Ho to hm ghbrn nhi chya blky hm loss ko recovery krna chya hm loss sa subk hsil krna chya apni mistk ko dkhna chya tb hi kamyb Ho ga tb hi hm acha profit hsil kr saky ugr hm loss sa ghbr rha GA to hm kbhi bh kamyb Nhi Ho ga jitni ziyada mhynt kra ga konwldg or experience Ho GA hm utna hi kamyb Ho ga
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss sa ghbrn nhi chya

                      Loss is part of business hum ko us business am loss se for ra na chiy agr hum Asia kerty hy to hum ko work na ka faida hota hy loss hum ko lesson data hy k hum apna knowledge ko zadia kery q k hum profit se zadie teach ni kerty hy hum zadia teach loss se kerty hy
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss sa ghbrn nhi chya

                        Hello forex members !
                        Nakami kisi bhi jaga lazmi he..isi tarah forex me bhi profit loss dono shamil honge ...loss Hume hamare experience ko barhata he...loss se humein pata chalta he k hamri trading strategy me kiya khamiyan hein
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss sa ghbrn nhi chya

                          Koi bhi kam ho usmein fayda aur nuksan donon Hote Hain Agar aapko nuksan Hota Hai To aapane ghabrana Nahin Hai Kyunki Agar kabhi nuksan Hota Hai To Kabhi fayda Bhi Jarur hoga bus aapane Dil Se mehnat karni hai aur is kam Ko chhodana Nahin Hai Jitna aap isase Pareshan Honge utna aapko Dar Hoga aap ise dil se aur aur enjoy kar ke Karen Inshallah aap Jarur Paida uthenge
                          • #28 Collapse

                            Re: Loss sa ghbrn nhi chya

                            Assalam o Alaikum dear members hamen Forex forum py loss sy ghabrana nhi chahiye loss aur profit tu business me hoty he rehty hain hamein loss ko daikh k ghabrana nhi chahiye jab ham market ko analyse nhi krty hain tu phr hamein loss hojata hy hamein loss ko daikh k aur profit ko daikh k control krna Chahiye jab tak ham learning nhi kreingy market ko tu phr hamein loss hojata hy hamein loss ko daikh k bilkul he nhi ghabrana chahiye.
                            • #29 Collapse

                              Re: Loss sa ghbrn nhi chya

                              G han my dear forex friend ap n bikul thek kaha hy kih humy trading k doran agr loss ho jaiy to humy pershan nhi hona chahiy balkih apni mehnat or struggle ko jari rakeen or is bat ka pata lagein kih kis waja s loss howa hy or os mistake ko improve krein takih dobara os mistake ki waja loss na ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Loss sa ghbrn nhi chya

                                Loss se ap ko kabhi b preshan nai hona chaiye kion k forex aik buisness ha is mein ap ko loss b ho ga or profit b so ap kabhi b ase preshan na hn apna km ache se krte rahin or daily krien daily work se ap ko acha backup milta ha or ap ko achi earning b gain hoti ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X