humein lot size kam rakhna chy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: humein lot size kam rakhna chy?

    Dear friends aapane kaha hai ki Hamen lot size Kitna Rakhna chahie to main aapko yah Baat batana chahti Hun Ki Hamen Hamesha Apne account ke mutabik hi lot size Rakhna chahie Agar Hamara Kaun Bada Hai To Hamen Jyada lot size Lagana chahie aur Agar Hamara account Chhota Hai To Hamen small large size Ka istemal Karna chahie Jani thoda lot size Lagana chahie lot size Hamesha Hamesha account ke mutabik ki Hona jaruri hai Jitna Bada account utna Jyada large size Jyada lot size aapko Achcha profit bhi kabhi kbar De Jata Hai Lekin jaldbaji aur Lal aaj ki vajah se Aksar Hamari Kaun was Ho Jaate Hain isliye Meri Rai To Yahi Hai Doston ke Hamesha Apne account Ko Dekhkar lot size lagaen Jo Hamare liye best sabit ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: humein lot size kam rakhna chy?

      Dear friend forex business man app agar chata han kaa app Koo jam saa kam losses hon too app Koo chaia kaa app chote saa chote lot saa teared Koo open karan agar aap kaa teared chote lot saa open hoo gaa too app Koo losses kaa bawjood app Koo app kaa wash nhn hoo sakta QK apna teared koo recover kar kaa apna teared koo kamyab bana sakta han
      • #18 Collapse

        Re: humein lot size kam rakhna chy?

        Agr hamara account balance km ha to hamein lot size km rkhna chaiye or agr ap ka account balance ziyada ha phir ap lot size Thora increase kr dein kahin ziyada lot size mein khatra b hota ha k ap ka account b kabhi kabhi wash ho jata ha is liye apna km Dian se krien kion k forex pr focus k sth km Kia Jay to ziyada betr ha.
        • #19 Collapse

          Re: humein lot size kam rakhna chy?

          Assalamu Alaikum pyare doston jab ap trade kar rahe ho to aapko chhoti se chhoti laat lagani chahie jitni jyada aap choti lat lag aaenge utna aap ko usmein nuksan nahin hoga warna aapka account wash ho sakta hai hamen chahie lot lagane se pahle senior ke signal ko follow Karen aur senior ki respect karni chahie per soch samajh Kar aap trade Karen per ismein aap success honge
          • #20 Collapse

            Re: humein lot size kam rakhna chy?

            Assalam Alaikum ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge ji Jaise bhai ne kaha hai Hamen marketvalu Ko Dekhkar lot size Rakhna chahie Agar Hamara account Kam Hai To Hamen lot size bhi kam Rakhna chahie jisse Hamara account was Nahin hoga Agar Hamari trading last Mein Jaati Hai agar Hamara account balance Kam Hai To Hamara account Wapas ho sakta hai isiliye lot size kam Rakhna chahie Shuru mein
            https://t.me/pump_upp
            • #21 Collapse

              Re: humein lot size kam rakhna chy?

              Dear member ye ap ny acha sawal kia hy to dosto mry experience ke mutabik agr hmary account mn balance kam hy to hmen lot size bhi kam rkhna chahye Q ke agr hm lalach kar ke lot size ziada lgaen gy to hmen ziada loss ka khatrah rehny ke sath sath account ke wash hony ka khatrah bhi rehta hy is liye hmen chahye hm apny account ke balance ko samny rkhty huwy lot size lgaen taaky hmen nuksan na ho.
              • #22 Collapse

                Re: humein lot size kam rakhna chy?

                Assalam o alaikum!

                ummid hai ki aap se bilkul theek honge jaisa kya aapane kaha hai kya mein lot size kam rakhna chahie to aapko batate chalenge kijiye aapane bilkul theek hai hamen lot size hamesha minimum choose karna chahie minimum lot size chahie hamen bahut jyada fayda hota hai agar Ham lot size ka juice acche se karenge tu Hi hamen fayda hoga hamen chahie soch samajh Kar Ham lot size koshish karen minimum lot size se hamara account safe rahata hai hamen chahie Ham safe trading Karen shiv trading sahi achcha profit hasil Kiya ja sakta hai
                • #23 Collapse

                  Re: humein lot size kam rakhna chy?

                  Dear Hamen Apne account per lot size Apne account ke hisab se Karni hoti hai Market mein bahut jyada trader trading kar rahe hote hain Jiski vajah se Ham is market Mein Itni fast movement ko observe kar rahe Hote Hain Humko is market Mein trade Lagane se pahle market ki movement ko samajhna hota hai agar aamir's market Mein acchi trade open kar lete hain to Humko apni trade ka stop loss entry level per set karne ke bad red ko hold Rakhna chahie Kyunki is market mein humko Jyada profit Hasil karne ke liye Sabar ke sath kam karna hota hai jo log is market Mein jaldbaji ke sath kam karte hain vah Apna nuksan kar sakte hain Humko is market mein Main acchi planning Karke kam karna hota hai tab Amaze market Mein Kamyab Ho Jaate Hain market Mein Achcha result Hasil karne ke liye planning Karni Hoti Hai tab Humko is market Mein Kafi Jyada fayda Mil Jata Hai market Mein jaldbaji Karne Wale trader apna hi nuksan kar rahe Hote Hain Hyderabad market Mein Kshetra Kaise kam Karte Dam Ko kamyabi Mil Jaati Hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: humein lot size kam rakhna chy?

                    mn ap ki is bat sa bilkul ittefaq karta hun keh humain lot size kam sa kam rakhna chahye. lot size kam rakhne ka aik to yeh faida ha k ap bure nuqsan sa bach jate hn. aur dosra markeet ke utaar chraao mn bhi experience ho jata ha. in sab chezon ko made nazar rakh kr he in baaton par gaur krain aur munaafa kmain.
                    • #25 Collapse

                      Re: humein lot size kam rakhna chy?

                      Assalamu Alaikum Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki Hamen lot size kam Rakhna chahie bilkul aise hi baat hai Hamen lot size kam rakhni chahie bilkul Aisi Hi Bata Agar Ham lot size kam Rakhenge To Ham Apne account ko safe Rakh sakte hain aur accha profit Hasil kar sakti hain Kitni kam lot size Hogi Hamari Hamen hi fayda hoga Hamare account ko saaf rakhne mein bahut jyada hold mil sakta hai isliye Jab Bhi treading Karen To Hamen Main Apne account ke mutabik hi trading Karni chahie lot size use karna chahie Agaram Big Lot size you use Karenge To Ham kabhi bhi achcha prophete se nahin kar sakte Ham losi Hasil Karenge isliye Sambhal lot size used ka aur acchi kamyabi Hasil Karen
                      • #26 Collapse

                        Re: humein lot size kam rakhna chy?

                        My dear friend assalamu alaikum ummid karta hun AP sab khairiyat se hongy humein lot size kam krna rakhna chy tk jb hum tarding karty hain tu hum lot size krakhty hain humein kam rakhna chy.agr hamri market loss mein jati ha tu humra es sy account wash ho saka ha es ly humein es chez sy bachna chy humein achy sy wok krna chy aur humein dil lga kr kam krna chy humein aur humein achy sy kam krna chy humei learning karti rahna chy aur phr us k accord kam krna chy es ys hamra experince b zyda hota jy ga humein dil laga kr kam krna chy jitni zyda hum mehnt karein gy humein utan hi zyda fida ho ga aur currency pairs men trading aur small lot size ko use karen aur stop loss ko zaroor manage karen aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay Hain avoid karen toh ap zaroor acha profit hasil kar saktay hain small lot size apkay account ko save rakhta hai ap agar nuqsan mein bhe jayen toh apko zayada nuqsan nhii ho sakta hai apka account kam lot size say save rheta hai koshish karen kay apnay balance kay mutabik hi trade karen aisay ap bohat acha munafa hasil kar saktay hain.
                        • #27 Collapse

                          Re: humein lot size kam rakhna chy?

                          Dear Forex member main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex se acchi earning Hasil kar rahe Honge aur Forex se bahut Kuchh Sikh Rahe Honge ji han bilkul sahi baat hai forex main Hamen Hamesha trading karte waqt Apne bonus ke mutabik Hamen lot size kam Lagane chahie Agar Ham lot size kam lagayenge To Hamara account save rahega aur jo Insan jaldbaji karta hai aur Soch samajhkar trading Nahin lagata Hua Jarur loss Hasil kar sakta hai isliye Har Insan ko chahie ki vah trading karne se pahle market ki moment ko acchi Tarah samjhe aur check Karen tab Hi Hua Apne training ko Achcha banaa sakta hai aur jo Insan market ko analyse karta hai vah Jarur Kamyab ho sakta hai isliye FIR milenge Khuda Hafiz.
                          • #28 Collapse

                            Re: humein lot size kam rakhna chy?

                            Members bilkul Hamen Soch samajhkar lot size Kamal karna chahie lot size Jitna kam Hoga aapka account safe Rahega aap market mein jyada der tak trading kar Sakenge survivor Sakenge aapka account wash Nahin Hoga agar aap aur reading Nahin Ki Ho Aur lot size bhi kam ho to aap kafi der tak market Mein Rah Sakte Hain Hamen lot size Hamesha kam hi istemal karna chahie
                            • #29 Collapse

                              Re: humein lot size kam rakhna chy?

                              Lot size ka inhisar apky balance par depend krta hy k apnka balance kitna hy aor ap khan par trare kar sakty hain yani k apka balance kamnhy to ap gold aor metals par trade na kreen isbtrah aoka account wash hijayga isky elava agar aoka account best hy balance zyads hy to apoo chahiay k apnmetal.par trade kreen akr best profit hasil kreen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: humein lot size kam rakhna chy?

                                Assalamu alaikum dear forex members g Han apko trading krty waqat lot size Kam sy kam use krna chahiy q k jitna lot size Kam ho ga utna hi ap safe trading lga skain gy friends kame lot size use karne ke bahut sare fayde Hain isase ek to aapka account wash hone se bacha rahata hai aur second is ka fayda yeh hai ki aap keh loss k chances bhi kam hote hain isliye aapka account balance agar kam hai to aap kam se kam lot size use karne ki koshish Kiya Karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X