kya market ko samjhna zarori hai..?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya market ko samjhna zarori hai..?
    g han. market ko samjhna har treader k leye zarori hai. jo market me up and down ko jan geya wo acha profit kama sakta hai. aur market ko jane k leye ap ko candlstick ka pata hona chaye k kon se candl bany k bad market upar ki taraf jati hai ya nechy ki taraf,..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Market

    Je market ko smjhna bht zrori hy is k bgair agir ap trading krin gy to ap profit nhi bna skty blkah loss ka zuada chance ho ga
    • #3 Collapse

      dear dost aap ny bilkul sahe parmaya ky mareket ko samjna har tade ky leay zarore hain aur candlstick ko bhe sahe tarekay ka istemal sy aap ko poora pata chaly ga ky aap ky sath kya hony wala hain
      • #4 Collapse

        g han forex trading mein agar ap theek trade lena chahte hian to apko market ko samajhna bohat hi ziyada zaroori hai aur apko chahiye ke ap is mien market ko samajhne ke liye mehnat karen.
        • #5 Collapse

          g han forex trading mien apok market ko zaroor hi saamjhna hoga warna ap is men phir kamiyab ho hi nahi sakte is liye market ko read karna seekhen.
          • #6 Collapse

            gee haan market ko to smjhna zaroari hota he jo market ko smjh kar kam neh krte hien woh apni trade ko acha na kr paty hain to hmein lamze markt ko learn krna hota he market kay sath update rh kar kam krna hota he
            • #7 Collapse

              Assalam o Alaekum, mery pyary Bhai jaan, kia haal hain ap kay ? Trading kesi ja rahi hai ap ki ? Jee han jb tk smjh nhi hogi tb tk hm kam ni kr pain gy is ma q k bina smjh k jo b kam kia hai us ma loss hi hota hai bandy ko ar hm ni chahty k loss ho is lye pehly seekhain.
              • #8 Collapse

                g han market ko samjna trading se pehly etna hi zarori hay jetna forex me learning karna zarori hota hay market ko jab tak app samaj nahi paty ho app ko trading hi nahi karni chaye.
                • #9 Collapse

                  G han bilkul ager aap market ky trend ko nhi samjhain gay to ap trading kr hi nhi sakty . Ager ap bgr samjy trade lagao gay to loss ma hi jao gay .
                  • #10 Collapse

                    Why not dost us market ko samjhy bagher to us main ap kabhe bhe ache earning nahe ker sagty hin our jo bhe understand ker jata hai wohi kamyaab hota hai
                    • #11 Collapse

                      yes market ko samjhna zarori hai pher he app forex market main acha profit earn ker sagty hain trend kia hota hai trend reversal kia hai our break out kia hai strategy kesay use kerty hain
                      • #12 Collapse

                        jee han, market ko samjhna bohat zarori hai taky ham ko is sy maximum benefit mily aur loss na ho. ham ko chahiye k ham trading sy phly market k trend ko daikh lain taky ham ko trading mai faeida ho saky.
                        • #13 Collapse

                          G forex market ko samjh kr trade krna bohat zaroori hai kyu k jo forexmarket mai samjh kr trade krtay hai tou wo forexmarket mai kamyabi bhe hasil krtay hai en ki earning bhe zada hoti hai.
                           
                          • #14 Collapse

                            forex market ko samjhna bohat zaroori hai kyu jab ap ko forexmarket ki samjh ay gy tou ap es market mai trade kr sakty ho. es tarah ap es market mai trend kay mutabique strategy bhe bana sakty hho/.es lye forex market ko samjna bohat zaroori hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jahan tak mera khayal hai main ye samjhta hon k forex market ko samjhna bht he zarori hai kyun k jb tak ap market ko samjho gay ni apko market k trend ka andaza ni hoga ap kbhy bhe forex main kamyab trader ni ban sakte ho brother

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X