Are you always or most often losing in forex market?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    pehley to main mostly is main losing karta tha magar ab mera time to is main zaya ho jata ahi recovry main magar loss itna nahi hota hai.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: fxtrd پيغام ديکھيے
      Are you a dedicated and committed trader, but you are always or most often losing to the market? If yes, then we need to talk. Please send me a message with your contact details. I am interested to know traders who are frustrated because of constant losing. Thanks.
      i am new in this field and i think k loss krny se ap sirf paisay he nahe harty balk ap ko is se bohat ziada faida b hota hai .Faida is tarhan hota hai k jb ap loss krty ho to ksi galti ke waja se krty ho to wo galti ap ko next time k leay experience deti hai so do no be disappoint because of failure FAilure is a Good teacher
      • #408 Collapse

        Yes right some time most of often i loss in the forex trading business and I have to face loss and I have to avoid loss but I need to learn more then I can expect to get the more earning, I can manage and I can get success our my all dreams, forex is the best for me all time.
        • #409 Collapse

          nai aba sa bee nai hai k forex main hamesha loss hee hota hai is main app ko loss hota hai but isvk sath sath app ko earning bee ho saktee hain janab hamesha loss nai hota hai
           
          • #410 Collapse

            bhai jan forex business me profit or loss to aam bat h is me na he koi profit ki limit h or na hi investment ki hamary pas jitna ziyada knowledge hoge or jitna ziyada experience hoga hun utna ziyada profir kama sakty hen.
            • #411 Collapse

              losing is mein har koi hota hia aur aap bohat kam waqt mein bohat acha profit bana leeta ho is liye is business ko sab like kartay haiin meri family is bsuiness ko bohaat likes kartii hai onlys ziydaa profit baannay ki lalch na kiya kaarey yeh bad hai aur is busines mein fears say kaam kiya kaary.
              • #412 Collapse

                my dear friend forex ka kuch pata ni chlta kabi loos bi hota hai aur kabi profit bi but humain trade kerte time lalach ni kerna chahie belke apne knowledge aur experience se soch ker trade kerni chahie ta k loss k chances ko mazeed less kia ja ske.
                • #413 Collapse

                  main har waqt to is market main loss nahi karta hun magar kabhi kabhar to is main mujh ko loss ho hi jata hai ziada bhi.
                   
                  • #414 Collapse

                    Han bhaei eisa he hi main es karobar min eitna purana nahi hua hon purane ka matlab he k abhi meira tajurba eitna ziyada nahi hua he k mieri ziyada tar trades profit min end hon meire sath aksar eisa hota he k meiri kuch trades to profit hi min end hoti hin magar phir kuch trades minus min bhi khatam hoti hin.
                    • #415 Collapse

                      dear forex trading mai first time har kise ko loss hi hota hai lakin us ke bad hi us ko knowledge or experience milta hai forex mai aise bilkul bi nahi hota ke ate sath hi forex market mai wo acha profit earn kare hamasha har koi apni mistakes se hi sikhta hai ..........
                      • #416 Collapse

                        dear trading aik aisa business hay jis may apko profit bhi hota hay or loss bhi par gbhrana nhi chahye mahnat karni chahye.
                        • #417 Collapse

                          yes dear ma forex ma new hun or mjhe ab tak to forex trade ma loss he hua ha or abi tak he ho raha ha but ma apne loss sa learn kar raha hun or next time us sa learn hasil karta hun
                          • #418 Collapse

                            no forex mein loose aur profit hota rahta hai par kosis karay es mein jab be kam karay tention na ley ap k liye money earn karna easy ho ga aur es mein greedy na karay
                             
                            • #419 Collapse

                              forex maina agr apako lsos hota hay to apki apni ghalti ki wajas ay hota hay agar aap ismain sajee trend reading kay sath trade karian or iskay sath apa fundamental analysi bhi kartay hain to aapko ismain loss hona buhat mushkil hojaye ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                mein loss karta hon lekin recover bhi kar leta hon and forex mein loss tu hota rehta hay is mein koi serious nahi hy sirf ap ko chayie kay ap is mein koi lalach na karay aur is ko seekhna lazmi chayie kiyon kay ager knowledge nahi hota hay tu phir ap loss kar sakty hay aur profit made karnay mein bhi nakam rahay gayn isi liye is ko focus karey .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X