Analysis Ke Sath Trading Krni Chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis Ke Sath Trading Krni Chahie
    Forex trading Mein analyses ke bagair trading nahin karni chahie aur analyses ke sath hi hamen trading ko start karna chahie to hi hamen samay achcha profit Hasil kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis Ke Sath Trading Krni Chahie

    Gyan bhai aapane bilkul theek kaha hai hamen ismein analyse ke sath Hi Kam karna chahie agar hamara ismein analyse hoga to Ham ismein achcha kam kar sakenge isliye hamen chahie ki Ham ismein analyse Karen aur acchi tarah mehnat Karen achcha kam Karen tha ki hamen is mein achcha kam karke acchi kamyabi hasil kar sakte hain aur acchi hai na life se acchi trading bhi kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Analysis Ke Sath Trading Krni Chahie

      Ji bilkul aapane theek Kaha Ke Humko Hamesha analyse ke sath hi apni trading Karni chahie Kyon Ke Jab Ham acche tarike se market ko analyse karte hain to ise Hamari success ke chances sau percent hote hain lekin Agar Ham apni Marg ko acche tarike se analyse Nahin Karte aur Market ki moment ko acchi Tarah Se Nahin Dekhte to is main Hamen loss ke chances bhi ho sakte hain to dear Forex member Humko chahie K Jab Bhi apni trading start karen to usse se pahle market ko different type ke indicator Ka istemal Karke Humko apni market ko analyse karna chahie jisse Ham bahut hi successful trading kar sakte hain.
      ......Forum is a great place for traders talk.......
      • #4 Collapse

        Re: Analysis Ke Sath Trading Krni Chahie

        Dear member agar aap Pak Forex form per kam kar rahe hain aur aapane trading karni hai to aapko chahie kya aap Apne experience ko analyse Karke trading Karen acchi aur aur informative information Hasil Karke aur Market ke bare mein acchi information on Knowledge Hasan Karke Student ke bare mein Achcha experience Haasil Karke a aur markets ko Achcha analyse Karke aur apne experience mein jyada Se Jyada work Karke Apne work ko complete Karke trading Karen Taki aapko Forex Mein acchi kamyabi Hasil Ho
        • #5 Collapse

          Re: Analysis Ke Sath Trading Krni Chahie

          Forex main hame analysis par bhi focus karna chahye trading k lye hamen apna mind bilkul fresh rakhna chye laziness na ho ya neend aa rahi ho to trading ni karni chye ta k mistake k chance kam sy kam hon jab tk ap ka mind bilkul fresh ni hoga ap tb tak koi bhi kam nhi kr skty chaye wo kesa b ho r trading k lye to must hai ka ap bilkul fresh mind hon.
          • #6 Collapse

            Re: Analysis Ke Sath Trading Krni Chahie

            Analysing bht ziada zrori h hmen koi bhi trade open krny s pehly market ka analysis karna chahiay vr dekhna chahiay k market kis direction men h t kesy kitni movement ho ri h r order kb place krain mtlb entry point konsa acha h hmen bht ziada soch samjh k kam karna hota h jitna ziada hm smjhain gy utna ziada hmen faida hoga isi liay hmesha soch samjh k chlain
            • #7 Collapse

              Re: Analysis Ke Sath Trading Krni Chahie

              g han ap nay shi kha hai humain achay say analysis kurni chahiye jis kay bad he hum achay say trading kaa kam kur pay gay to zyada say zyada humain achay say analysis kurni chahiye to humain achay say apna best dayna chahiye agar hum es main achaay say apna best day gaay or achay say analyssis say hum trading kuray gaay to utna he hum success gain kur pay gaay to zyd say zyaada acha kam kurnaa chahiye or es kay bad forex main kaamyab hona chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Analysis Ke Sath Trading Krni Chahie

                beshak lagabhag 95% log videshee mudra baajaar mein apana paisa kho dete hain, lekin yah keval hamaare ant se kuchh galatee ke kaaran hota hai, ham baajaar ke rujhaan ko nahin padhate hain lekin baajaar ke niyamon ka paalan karake ham videshee mudra vyaapaar se kama sakate hain







                • #9 Collapse

                  Re: Analysis Ke Sath Trading Krni Chahie

                  g bilkul ap ko humesha soch samej ker analysis ke sath trading kerni chahye ye aek good and best business he aur ye ke hum agr fresh mood me posting kren ge to to loss se kafi bach sken ge is lie work shru krne se phle ap ko fresh hona chae take achi posting kr ke achi profit kma sken aap kisi stress mai hoty ho r stress k sth blkul bhi posible nhi hai k bnda trade kr skay sai se to iskay lie bht important hai k aap relax ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis Ke Sath Trading Krni Chahie

                    ji han dear aapki baat bilkul sahi hai forex trading main Jab aap trading kar rahi hoti hai to ab kuchh chahie ki use pahle market ko acchi tarike se analyse Karen aur uske bad apna order please Karen kyunki Jab bahut analysis ka process complete karne ke bad trade lagate Hain to aap ko pata hota hai ki market kis taraf munh karne ja rahi hai aur kya aapko achcha profit de sakti hai ya nahin isiliye analysis trade open karne se pahle karna bahut jaruri hote hain Taki aap acchi aur profitable trading kar sake aur apni analysis power ko strong karne ke liye aapko chahie ki aap acchi learning hasil Karen kyunki jitni acchi aapki learning hoti hai itna hi knowledge or experience increase hota hai aur itna hi achcha profit aapko mil sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis Ke Sath Trading Krni Chahie

                      Forex main hum analysis ke bager achi trade nahi kar skate so hame first analysis karne chahye forex trading main ap ko kafi cheezey bear kerna parti hai jaise ke emotions, experience, hard-work, patience ager yeh sub cheezey ap ke ander hoti hai to ap achi trading ker sakte hain or kamayb ho sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis Ke Sath Trading Krni Chahie

                        Analyz krna bhot zyda zarori ha or ac k bagr ahgy ni ja skyy ap axha bonuses ni ly skyy
                        Or ap k Kam rjk jhy GA
                        Analyz Krny k liya graphs ko used krna bhot zyda zarori ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Analysis Ke Sath Trading Krni Chahie

                          My dear friend Forex trading ki market Ek Aisi market hai jo Kisi bhi waqt Apne movement change kar sakte hain iski movement change hone ka Nahin Pata Chalta Hai isliye try Karenge Jab Bhi aap trading kar rahe ho sabse pahle market ko analyses Karen Vikas aapko Bada hokar market ki movement kahan per Jaani hai aur uske bad aap entry point pr Apne trade Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Analysis Ke Sath Trading Krni Chahie

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Bashir_Niazi پيغام ديکھيے
                            Forex trading Mein analyses ke bagair trading nahin karni chahie aur analyses ke sath hi hamen trading ko start karna chahie to hi hamen samay achcha profit Hasil kar sakte hain
                            Assalamu alaikum dear friends are aapane bilkul sahi kaha hai ki Forex trading mein hamen sabse jyada mehnat Karni chahie aur jab bhi ham trade lagaen to market ki movement ko dekh kar aur analyse ko read karte hue trade lagaya jab tak market ke munh mujhse main Aaye to hamen aapane trader bhej Nahin lagani chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Analysis Ke Sath Trading Krni Chahie

                              Bilkul aapke Hamesha Hai analyse ke bagair trade open Nahin karne chahie aapko sabse pahle market ko acche se analyse karna chahie Uske bad aapko market Mein Apne trade open karna chahie aur Soch Samajh Kar market trade open Karen aur Market ke movement ko Dekhte Hue market Mein Apne Karen Kyunki agar aap market ke movement ko Dekhte Hue trade Nahin Karenge to aapko loss ho sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X