Kabi be stop loss key baghir trading nahi Karni chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kabi be stop loss key baghir trading nahi Karni chaye

    g bilkul thk kha kh stop loss ky baghyr hmari trade ki quality pr bht hi burra impression par sakta hy ar hm kbhi bb aik achy traders nhi bn sakty isliy jb tk hm stop loss ko ly kr ar take profit ko sath sath nhi chalayn gy to hm apni skills ko bhytr sy bhytr nhi kr sakty hm aik achy traders nhi bn sakty is liy yy to aik basic steps hn trade ki quality ko bhytr banany ky liy jb tyy hi thk na ho to hm kysy aik achi earning kr sakty hn isliy jitna ho saky trade ky tradends ko samajh kr hi kryn to yy hmary liy bhytr sy bhytr ho sakta hy ar hmari eaning ko yaqeeni bana sdakta hy ar hm aik achi skills hasil kr ky dosroon ki bb thk sy madad kr saakty hn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kabi be stop loss key baghir trading nahi Karni chaye

      jee haan trade kabhi b stop loss k bina na lgaien hame galti ka reason dondany chay.hame un galtio ko door kerna chay jes se hame profit kerne me mushkelat hoty hane.me abi bouns hasal ker raha me trading tab shoro karo ga jb me mukamal train ho jawo phir koi mistake naa kar ke jab ham trading karte he to hame ek acha prophet hasil hota he
      • #18 Collapse

        Re: Kabi be stop loss key baghir trading nahi Karni chaye

        ji han dear main bhi aapki is baat se agree karti Hun ki Stop loss ke bagair kabhi bhi trading nahin karni chahie kyunki Jab aap SL ke bagair forex market mein trading kar rahe hote Hain to waqt aap risky kam kar rahe hoti hai kyunki is tarah agar aap apni tradeco co-wash kar rahe hain to tab to aap apne trade ko loss mein jaane se rok sakte hain lekin agar aap apni trade ko watch out nahin kar rahi to aapane stop-loss ka istemal bhi nahin kiya to is tarah aapka account bhi watch ho sakta hai isiliye agar aap apne account ko sev aur secure rakhte hue trading karna chahte hain to aapko stop-loss ka istemal karna jaruri hota hai is tarah ek hath limit per loss ke bad aapki trade automatically close Ho jaati hai aur aapka account wash hone se bache jata hai
        • #19 Collapse

          Re: Kabi be stop loss key baghir trading nahi Karni chaye

          jee haan apne theek kaha i am agree with you good trader hain kiu k phr hamary pass hr chees ka knowledge ho ga or hum ko kisi chees or kaam main tension nhi ho gi ap real trading ma fail b ho skty he. i think trading ma wo successful hy jis ki trading judgement achi hy aur yeh ap k experince par depend krta hy.
          • #20 Collapse

            Re: Kabi be stop loss key baghir trading nahi Karni chaye

            jee haan i am agree with you jab maximum earning karnay lag jaty hain aur isi tarh mein nay fully knowldge hasil kia hai aur fully practice on demo account.forex trading men hamaray profit ka reason ye hai kay hum hardwork karen aur demo par zeyada practice karen.app is ko achitarhan seekh kar or is mien experience or skills bana kar is ko start karien taqe app ko koi muskil na ho
            • #21 Collapse

              Re: Kabi be stop loss key baghir trading nahi Karni chaye

              assalam o alaikum, forex trading aik bahut hi acha business hae pr kabhi kbhar yhan bhi trading loss ko ja rhi hote hae q k internationally values kam ho rhi hoti hain.
              jis ki waja se market rate loss main hota hae.agar ham stop loss pr click ke den to ham ziada se ziada loss se bach skte hain .or ye forex main aik bahu t hi achi cheez hae jis ki waja se hamen ziada loss nhe hota.jis ka matlab ye haw k kabhi bhi market tradde loss k bagair mhe krni chjahie. shukria.
              • #22 Collapse

                Re: Kabi be stop loss key baghir trading nahi Karni chaye

                jihad dear Forex way stop loss ke bagair trading nahin karni chahie stop loss or take profit hamare business ka hissa hote hain hamare business kahe kampot hota hai jismein hamen stop-loss ko use karte hain aur hamen loss nahin hota jitni limit male horse ko rakhenge use se jyada nahin hoga isliye stop loss and profit ko yad karna hamare account ko wash hone se bacha sakta hai
                • #23 Collapse

                  Re: Kabi be stop loss key baghir trading nahi Karni chaye

                  Asalamu Alaikum.

                  Jee bilkul sahi kaha ap nay stop loss bary loss say save rahkti hain account ko is liay har expert or senior traders br br ye hee advice karty hain k stop loss lazmi use kary kiyo k aj taak market ko koe bhi 100% predict ni kar skta kisi bhi software ya indicators ya technical or fundamental analysis method say market kbi bhi khae bhi kesay bhi move kar skti hain or ek dum kitni bhi fast move kar skty hain is liay stop loss use kary taaky is u turn or market k against jany ki surat mai bach sky
                  • #24 Collapse

                    Re: Kabi be stop loss key baghir trading nahi Karni chaye

                    Asslam o Alikum dear friends umeed kerta hn k ap sb khairiat sy hn gy r dear friends training kerty hove ap ko kbhi bhi stop loss ko use kerna ni chorna chahye q k jb ap stop loss ko use Kerty hm to jb ap ki trade loss mn ja rhe ho gi to ap ki trade ruk jaye gi r ap k sara account wash hony sy bech jaye ga r ap bry loss sy bech jaty hn
                    • #25 Collapse

                      Re: Kabi be stop loss key baghir trading nahi Karni chaye

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Furqankhan
                      G bhai ap ne thek kha he agr ap achi se trade karna chaty hain tu ap ko tp aur lp ka istamal lazmi karna hoga is ke begar na ap profit hasil kar sakty hain aur na ap ache trader karsakty hain ar na ap k6 seekh sakty hain tu dear friends ap yhn SL r TP ka istmal zror kren
                      Stop loss ap kay account ko wash honay say bachay ga.ap stop loss ki price ko set karain or phir us se ap apni trading mai set karain. lekin ap stop loss ki price ko analysis se set karain gy apny judgement se trade na karian es se ap ko faida yeh hoga kay ap sahi se stop loss jab set karain gy tu ap ko phir stop loss hit honay kay chances kam or profit kay zaida hai.
                      • #26 Collapse

                        Re: Kabi be stop loss key baghir trading nahi Karni chaye

                        Assalamu alaikum friends mein karta Hun ki tamam dost khairiyat se honge ji han dost aapane bilkul sahi kaha hai ki hamen stop-loss ke bagair kabhi bhi trading Nahin Karni chahie dost agar ham stop loss k trading karenge to aise samjhe humne bahut bada risk le liya haidost sometime aisa hota hai ki market hamare opposite chali jaati hai aur humne Star plus Nahin lagaya hota to isase hamara account bhi was ho jata hai to dost aisi galti se avoid Karen aisi galtiyan na Karen aur stop las las main use Karen HAL bata Kar aapke pass knowledge Nahin hai experience Nahin hai to pahle experience or knowledge hasil Karen stop class ke related na Karen kya aapane Star plus kis Tarah se lagana hai aur uske bad aap apna work start karen
                        • #27 Collapse

                          Re: Kabi be stop loss key baghir trading nahi Karni chaye

                          Kbi b ni loss indication k alava ap ko Trading krni chaiya or ap ko ahmesha stop kr k marketing krnj chaiya taky
                          Further ooer jhy or axha responc ahy
                          • #28 Collapse

                            Re: Kabi be stop loss key baghir trading nahi Karni chaye

                            Salaam. G sahee farmaya apne ne hamesha trading krte waqat stop loss lazmi apply karen. Iska faida ye hoga k agar market hmare analyses se opposite chahli jaey to stop loss lga hone ki waja se hamari trade automatic close ho jaeygi jis se ham big loss se bach saktey hn.isi tarah take profit b lgana chahye khas tour pe jab ham online na hun to kyn k baaz aukat aisa hota he k market hamare analyses k mutababik hamen profit me to le jati he lakin phir opposite ho k hamen loss ki trf ley jati he agar munasib jaga pe tp lga hoga to ham auto pe apna profit save kr letey hn. So trading me sl or tp lazmi apply karen.
                            • #29 Collapse

                              Re: Kabi be stop loss key baghir trading nahi Karni chaye

                              han g es sa ham ko loss he hoa jta hi to ager ham an loss sa bouch kar he ham an kama jo hi karan hi to os sa ham ko bht he msal jo hi ho he skata hi ham jb beh koi bhe trade ko oepn akrty ahin lakan os sa phly ha os ko analysis akr rhy hoty hain to aik our bhe ham ko analysis akrna he ho ag kh es ka stop loss jo hi kahan pa lagay jay to os ko samjh akr hees amin ham ko aik stop loss jo hi lga he laina he ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Kabi be stop loss key baghir trading nahi Karni chaye

                                stop loss k bagair trading krna sirf nuksan he hay jo log forex trading main kam krne se drte hain actually unhe is bat ki fikr hoti h k kahin unhn loss na hojaye kyun k market ki up and down movement ki waja se hamesha profit hasil hona aik namumkin baat hn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X