Demo account vs teacher/guider.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    demo account k sath kisi ki guide line bhi honi chaye jo k start main ap ko is k bary main kuch brief tu kary ta k ap us k mutabiq practics karty rahain is liye demo k sath kisi ki guide line hona bohat zarori ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      friend mai samjhat hoo kai forex trading ko learn karny kai liye demo account buhut hi best hai asa compared to teacher or guide mai samjhta hoo kai demo account is like a teacher in forex
      • #678 Collapse

        ager hamary pas koi teacher ho to hamain demo account ki zarorat nahi hoti but ager teacher na ho to demo accouunt hi hamara teacher hota hai jis se hamain trading kerna seekhty hain.
         
        • #679 Collapse

          demo account sy hum bohat kuch experience hasil kar sakty hai .par forex mai trading karty waqt hum ko teacher ki guide laina hamary lye bohat mufeed hai agar hum apny teacher ko guide kary to hum acha profit gain kar sakty hai.
          • #680 Collapse

            teacher guider is best .no doubt demo se hmy acha experience or kafi kch seekhny ko milta hy pr demo ko use krny ka treeqa agr acha se pta lg jai to or kya cahiye..so teacher sath ho to soony pr suhagaa hy ...:):)
            • #681 Collapse

              fore mai batanay se utna nahe at hai jit na k ap ko khud ser khapa kar ata hai es mai mainay se demo mai ak he mah mai sari trading sekhi thi aur har waqt demo ko use karta tha
              • #682 Collapse

                friend mai ssamjhta hoo kai forex trading ko learn karny kai liye kioi teacher guide karny walo ki zaroorat nahi hai balky forex trading ko learn karny kai liye demo account buhut hi best hai ,...demo acccount is like a teacher inn forex
                • #683 Collapse

                  Forex trading business ki learning k liye kisi teacher means experience traders se teaching lene good hai but teaching aik terha se theory hai or jab tak practical nahi ker gey acha experience nahi aye ga means demo trading er practice b must hai new traders k liye.
                  • #684 Collapse

                    bohut achi bat kahi hy ap ny ismein mein to yehi kehna chata hun k is mein hum ko dono hi ko kam mein lana chhaye aur dono hi sy faida utana chhaye ismein kamyab hony k leye dono hi bohut zarori hen.
                    • #685 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: ramisforextrader پيغام ديکھيے
                      mana k demo account se hamen experience or knowledge hasil hoti he hamara confidence develop hota he magar demo account ko 1st time use karne k liye bhi teacher/guider ki zarorat hoti he jub mene 1st time apna demo account open kiya to mujhe kuch bhi samajh nahin aaya or mene apna demo account close kar diya ishi trah aap ko bhi demo account use kar ne k liye bhi teacher ya guider ki zarorat ho gi am i right?
                      dear friends ap ko yae pata hona chaheyae kay demo account ki apni value hai or teacher ya guider ki be apni ehmiyat hai demo hamay wo nahi pata skta jo aik teacher batay ga or aik teacher hamay wo nahi bta skta joo ham demoo sy sekh letay hain yae dono alag alag hezyn hain........................
                      • #686 Collapse

                        app ne akk ashi baat ki he or me app ko batata chalo ke pakistan forex forum me ek teacher ki apni ahmiyat hai agar hamaray pas teacher hai to hum apna 2 months ka kaam 15 dino me samjh saktay hain aur demo account pay sirf hame practical he karna hota hai.
                         
                        • #687 Collapse

                          app ne akk asha saval kia he or pakistan forex forum per app ki baat se agree kerta ho kiun ke pakistan forex forum me ek teacher ki apni ahmiyat hai agar hamaray pas teacher hai to hum apna 2 months ka kaam 15 dino me samjh saktay hain aur demo account pay sirf hame practical he karna hota hai.
                           
                          • #688 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: RamisForexTrader پيغام ديکھيے
                            Mana k demo account se hamen experience or knowledge hasil hoti he hamara confidence develop hota he magar demo account ko 1st time use karne k liye bhi teacher/guider ki zarorat hoti he jub mene 1st time apna demo account open kiya to mujhe kuch bhi samajh nahin aaya or mene apna demo account close kar diya ishi trah aap ko bhi demo account use kar ne k liye bhi teacher ya guider ki zarorat ho gi am i right?
                            ap ka pehly ksi teacher se seekna or pheer demo per kaam krna bohtr faiday mand hai forex business k leay is se ap ka experience double hojata hai or ap ziada se zaida earning kr sakty ho
                            • #689 Collapse

                              well my dear friend, meray khayal say ager humari english language pey command thori achi ho aur hum nay ager forex kay baray mein forex ki basics ko properly understand kia ho tou meray khayal say hum kisi ki guidance kay baghair bhi demo account run kar saktay hain han ager humein kisi expert teacher ki guidance mill jaey tou ye tou humaray waray niyaray hon gey...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                demo account aik aisa accounty hai jis main aap ko aik ordinary balance diya jata hai jis say aap is main trading kartay ho or is say profit or loss gain kartay ho is main aap ko theek say guideness ho jati hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X