Silver ki market movement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Silver ki market movement
    Forex market me Silver ki market me movement kesi be tarha se gold ki movement se different nahi hoti hay jetna profit aur loss ham gold me kar sakty hey Etna profit aur loss hamy expect karna chaye key hamy Silver me be ho sakta hay, jetni achi strategy aur achi planning ki zarorat gold me trading karny key ley hoti hay Etna hi mehnat aur planning ki zarorat silver me trading karny me be hoti hay es ley gold me trading jes tarha se ham careful ho kar aur risk ko reduce kar key karty hey hamy esi tarha silver me be loss se bach kar trading karna ho gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Silver ki market movement

    Assalam walekum aapane bilkul acche Sawal Ki Hai Jise liver ki ki market movement bilkul Gol Ki Tarah Hai yah Bhi Ek recipe per hai agar aapko ismein profit chahie to aapko proper analysis Karke market ki mumant ko Dhyan Mein rakh kar trade open karna hoga tabhi aap ismein profit Kama sakte hain lekin usko trade per Lagane se pahle aapko Dhyan se a market ki movement ko analyse karna hoga thanks dear stay blessed
    H.O.P.E.
    HOLD ON, PAIN ENDS


    .
    • #3 Collapse

      Re: Silver ki market movement

      Dear brother forex trading men silver bhi gold ki tarah aik risky pair hey iss men fast aur unexpected hoti hey aur kisi side pe bhi bari movement kar sakta hey iss liay silver ko easy nah len balkay soch samaj kar trading karen aur small lot size ko use karen aur stop loss ko zaroor manage karen kiun k iss men ya tu acha profit mil jata hey ya account jaldi wash ho jata hey
      • #4 Collapse

        Re: Silver ki market movement

        Silver bahut hi risky pair hy tu hamen as men market ko dekh kar trading karny hoty hy agar hum market ko achy tarah say analysis nahin karty hain tu hum naakm ho jaty hain tu hamen market men dekh bhal kar trading karny hoty hy agar hum jaldi kay sath trading karty hain tu hum nakam ho jaty hain ur kabhy bhe achy earnming hasil nahin kar sakty hain tu hamen forex men koi bhe kam soch samajh kar karna hota hy tabhy tu hum forex men achy earning hasil kar sakty hain kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men jo dil kay sath trading karty hain tu voh kamyab ho jaty hain hamen achy soch kay sath ur achy expewrience kay sath forex men kam karna lazmen hota hy
        • #5 Collapse

          Re: Silver ki market movement

          G hy bilkul thk kha hy gold or silver ki mouvmnt same hoti hy ya duno bht hi risk pair hy is par bht hi soch semjh kr treading krni chya tb hi hm acha profit hsil kr saky ga hm jitni ziyada mhynt kra ga konwldg or experience Ho GA jitna acha sa in pair ki mouvmnt ko semjh GA utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni ziyada mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Silver ki market movement

            silver bahut he acha p air ha is ka bary main ye kaha jata ha ka ye gold ko follow karta ha yani jasy gold move karta ha ye bhe same wasy he movement deta ha lakin ye thora slow hota ha or jab ap trade le ka gold ko dekhty han to ap ko guusa bhe ata ha lakin mery khayal main ye gold sa safe ha kun a ye ap ko acha profit de sakta ha or agar ap na money manage mnent ki ha o is sa ap ka acount wash nhe hota ha kun ka ye zeyada fast move nhe karta ha lakin is par ap mna work karna ha to ap is ko analysis kar pher entry len
            • #7 Collapse

              Re: Silver ki market movement

              hn yr ap ki sari batyn bilkul sahi hyn ky silver ki markt bhot tazi ky sath move krti hy dosty pair ky mokably may silver ki market bhot zyada taz hoti hy is lay bss ap ko chaya ky ap ko is pr hi trade krni chay or ni dosty pair pr bi trade kryn lakin is pr zyada trade kryn q ky is sy ap ko acha bonus mil sakta hy agr ap silver ki market ho smaje kr is pr trade krty hyn to may khud ni silver pr hi zyada trade krta hon or mujy acha profit hota hy silver ki market sy.
              • #8 Collapse

                Re: Silver ki market movement

                Hamen forex market mein bohot hi ahtiyat ki zarurat hoti heybecause yeh bohot hi risky business hey Silver bahut hi risky pair hy tu hamenas men market ko dekh kar trading karny hoty hy agar hum market ko achy tarahsay analysis nahin karty hain tu hum naakm ho jaty hain tu hamen market mendekh bhal kar trading karny hoty hy agar hum jaldi kay sath trading karty haintu hum nakam ho jaty hain ur kabhy bhe achy earnming hasil nahin kar sakty haintu hamen forex men koi bhe kam soch samajh kar karna hota hy tabhy tu hum forexmen achy earning hasil kar sakty hain kun kay forex men kam karna asan nahin hyas men jo dil kay sath trading karty hain tu voh kamyab ho jaty hain hamen achysoch kay sath ur achy expewrience kay sath forex men kam karna lazmen hota hy
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: Silver ki market movement

                  Silverkey market gold ke sath movement Karti Hai Kyunki Jab silver Upar jata hai to Gold bhi Upar jata hai aur jab silver down aata hai to gold ki market bhi down aati hai aur gold ki market USD dollar ke sath movement karti hai agar Jewish dollar Upar jata hai to Gold down aata hai aur Agar USD Dala jata hai to Gold isliye Hamen chahie ki Ham market Chhoti Chhoti Si movement ko Samajh Kar kam Karen aur profit Hasil Karen

                  • #10 Collapse

                    Re: Silver ki market movement

                    My dear friend agar aap metals per trading kar rahe ho to metals Mein gold aur silver ki movement bilkul same hoti hai agar aap gold ko analyse Karte Hain To aap uski vajah silver per bhi trading kar sakte ho market Mein silver per bahut hi kam log trading karte hain lekin silver per trade karna bahut Achcha rahata hai thanks.
                    • #11 Collapse

                      Re: Silver ki market movement

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      Forex market me Silver ki market me movement kesi be tarha se gold ki movement se different nahi hoti hay jetna profit aur loss ham gold me kar sakty hey Etna profit aur loss hamy expect karna chaye key hamy Silver me be ho sakta hay, jetni achi strategy aur achi planning ki zarorat gold me trading karny key ley hoti hay Etna hi mehnat aur planning ki zarorat silver me trading karny me be hoti hay es ley gold me trading jes tarha se ham careful ho kar aur risk ko reduce kar key karty hey hamy esi tarha silver me be loss se bach kar trading karna ho gi.
                      Assalamu alaikum market mein silverkey movement bahut tej hoti hai so hamen chahie ki silverkey movement ko dekhe aur silverke
                      ke beta picture chahie silverkey movement Vinita karte ho working and money silverkey movement ko dekhte hue hamen kam karna chahie silverkey movement bahut tej Hoti hai Shilpa ki moment Ka chitra dekhna chahie thank you
                      • #12 Collapse

                        Re: Silver ki market movement

                        silver gold ki tarah ek hi bahut hi jyada rishte per hai aur iski movement bhi aksar gold ki tarah hoti hai yah same god ki tarah munh karta hai aur yahan per aapko loss and profit Ka Chand bhi bahut jyada hote hain isliye aapko yahan per soch samajh ke acche tarike se analyse karke trade karne chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Silver ki market movement

                          Salam
                          forex main jb b koai trading karta hy to us ko pair select karny party hain jin main se ak silver hy silver ak metal hy jis ko aam alfaz main chandi khety hain is ke market movement bohat zaida hote hy lakin ap is main kam balance se b trading start kar sagty hain is main zaida balance ke zarorat ne augur ap k pas acha bones hy to ap lot size barra rakh kar zaida earn kar sakain gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Silver ki market movement

                            Assalamu alaikum dear friend jaisa kya jante Hain market ka behtarin pair silver hai jogiya main bahut achcha profile Deta Hai to ham sab logon ko iski market ki movement ko samajhna Hoga aur is per trade lagani hogi Jo kya hamen Chand Hemant macha profile de sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Silver ki market movement

                              silver or gold market bahut barish ki hoti hai isliye Indore mein trade karna bahut aur iski hota hai lekin hai inmein profit bhi jyada hai agar aap ki trade acchi Lage to aapko bahut jyada profit milta hai isliye aap experience depend karta hai ki aap kitne experience hai aur hai kitni acchi trade laga sakte hain silver petrol gaana achha hai lekin aap experience ki jarurat hoti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X