forex trading main first level kese clear kia app ne

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    first level me hum insta me apna account open karte hai jis me humara profit or bonus aa jata hai phir hume apna id card english,or passport or utility bills ki copy add karwani parti hai jab ja ke hum apna profit withdraw karwa sake ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      Pakistan froex forum trading main first level claer karna bhot lazmi hy or ap jb ap ko pakistan my level clear
      • #513 Collapse

        apko first level clear karne keliye apna Identity card dena hota hey ya phir agar aaapkey pas passport he to woh bhi aap send kar saktey hain aur us se apki first level clear ho jati hey. a
        • #514 Collapse

          forum kay saath jo account aap trading kay liey attach karain uss ko verify karny kay liey aap kay pass id card or utility bill ka scan hoona zaroori hai or account open karty time sari details documents kay mutabik he enter karain.
          • #515 Collapse

            Jee bai first level pass kernay k lia aap ko cnic ko english terjman k saath bejna ho ga aur jub aap ka first level paas ho jai tu aap ko passport ko dana ho ga .....
            • #516 Collapse

              G janab forex mai trading ky liyay ju ap ko level hasil krna parhta hy woh sab kuch hota hy or is ky liyay ap ko zarorat hoti hy Knowledge or experience ky liyay ap ko kafi kuch krna parhta y.
              • #517 Collapse

                bhai main ne to jitna kaam kiya hai apne seniors ki help se kiya hai un se seekhne ki koshish karta hoon buhat mehnat hai is mein buhatt experience chahiye hota hai is kaam ko karne mein tab hi kuch hota hai
                • #518 Collapse

                  forex me aap ko first level clear karne ke lye passport use kar lena chahiye woh easy rehta hai zyada or aap ko problem bhi nhi hoti hai koi agar woh nhi use kar sakte hain to phir aap smart card ka istamal kar ke clear kar sakte hain .
                  • #519 Collapse

                    My dear friends main ne 1st level of verification ke liye apna urdu ka CNIC up load kiya ha or wo acceptable ha. or CNIC se hi mera instaforex ka 1st level of verification clear ho gia ha. har ko apna urdu ka CNIC use kar sakta ha.
                    • #520 Collapse

                      Instforex kay account main verification kay two levels hay aur dono levels ka withdraw kay liey clear hona zaruri hay so humay chaheiy keh apny document upload kar kay enko verify karwain.
                      • #521 Collapse

                        urdu main nic accept ho jaata hai main ne aise hi clear kia hai aor ab mera account verified hai is main koi problem nahee hoti
                        • #522 Collapse

                          jub ap apna insatforex ka account ko banatay hai tu is kay laiy ap[ko apna account ko main website pe ja kay open karna hota hai waha pe hi ja kay apko is pe apna id cardko scan karwa kay us ko uplaod karna hota hai is tarah say hi apka apna fisrt leve; complete ho jata hai
                          • #523 Collapse

                            dear Insat may account ko verify karnay kay liya may nay aapna urdu wala C.N.I.C hi diya tha laykin us ko pahlay notri karwa laiya tha iss kay baad hi or ok howa tha or or ya kam say kam 2 mb ka hona chahiy nahi to phir bi ya accept nahi hota.
                            • #524 Collapse

                              forex trading main first level shro shro main he mushkil lagta hai lekn main esasy parr kar lia tha is main mujy Allah k karam sy itni koi tension ni hove ur ap ko b is main itni tension ni honi chahehy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                if you want first level of verification,then first translate your Urdu id card and after that upload your translated id cared then it is cleared by the administrations of this market,. do with care.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X