Stop loss k bagair trading secure ho he nahi sakti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss k bagair trading secure ho he nahi sakti
    Humay stop loss use krna chahiye takay kam loss mei hum rahen aur next opportunity faida len Jab trader trading kar raha ho or computer k samny ho to phir take profit or stop loss ki zaroorat nhi lekin agr trader ne kisi kam se jana ho or wo apni lot ko close na karna chahta ho to us ko chahiye k wo apni lot ko modify kar k us ko stop loss de de ta k loss ho to us k mutabik ho...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss k bagair trading secure ho he nahi sakti

    dear friend forex trading mn safe trading krnay k liay stop loss ko use krna bahot zroori ha keun k stop loss account ballance ko safe rakhnay k liay bahot achha tool ha isliay jb bhi trade lgayn to sath mn stop loss ko lazmi use kren keun k agr stop loss ko use nhi kren gay to trade ziada loss mn janay sa apka account bhi wash ho skta ha
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss k bagair trading secure ho he nahi sakti

      ji han main bhi aapki is baat se agree krti hun ke stop loss ke bagair aapki trading kabhi bhi kyon nahin ho sakti kyunki Jab aap trading ke dauran Stop-loss ka istemal karte Hain to usko sambhal karte hue agar aapki trade last mein jaati hai to ek makhsoos loss ke bad aapki trade automatically close Ho jaati hai aur is tarah agar market ki movement jyada down mein hoti hai to aapko jyada loss nahin hota aur apne account ko safe rakhte hue trade kar sakte hain isiliye Mera tamam friends ko yah Mishra hai ki take profit aur stop loss ka istemal forex trading mein bahut jaruri hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss k bagair trading secure ho he nahi sakti

        stop loss or take a profit ke bagair trade hamari si kyon Nahin ho sakti agar aap successful trading karna chahte hain aur aap secure trading karna chahte hain to aapko stop-loss Ka istemal Karna bahut hi important hai
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss k bagair trading secure ho he nahi sakti

          Essel Har acchi trade main aapko Lagana chahie Is Tarah Jab Bhi lagaenge automatically aapke liye Swift reading karne ki vajah se aapke liye Hamesha profit mein se management se aapke liye good Hoga Achcha Hamesha mind Banakar Jabi Forex Mein kam Karen acche mind hi ki vajah se aapko kamyabi mil Jayegi isliye aap ki koshish Akbarpur acche Andaaz Mein Hamesha acche Waqt Mein Hogi to aap ke liye Hamesha perfect acche Andaaz Mein Hamesha kamyabi Lena acchi learning Jise possible hai isliye kamyabi ke liye apne aap ko Hamesha suitable Karen aap Jab Bhi kam Karen Forex Mein acche Andaaz Mein Karenge to kamyabi acche Waqt Mein Hamesha acchi learning khinche possible hai
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss k bagair trading secure ho he nahi sakti

            Assalam o alaikum.g hn stop lossk bagair business secure hi nhe hota.
            Pr forex hi aik esa business hae jo ye sholat de rha hae apne tmaam members ko k wo loss ko khatam krn or market trading stop kr dn .is se ziada nuqsaan nhe hota or tradingloss se bach jati hae jb dobara trading speedup ho jae to hm trading start kr skte hn .to isse lie trading stop loss k bgair mumkin hi nhe. shukria
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss k bagair trading secure ho he nahi sakti

              Forex men trading profit and loss pay ki jati hay agar ham profit ko to mind men rakhen magar ham loss ko mind na rakhen to hamen bhot loss ho sakta hay aislye sab say phli bat to ye hay kay ham loss ko bhi mind men rakhen kay forex men loss bhi hota hay to ham ais say bach kis tara sakty hn aislye hamen koi na koi startegy I khtir karna ho gi aor jo mt4 men zeada loss say safe rehny ka tareka hay wo SL ka tool hay jisko ham istimal kar kay loss ko control kar sakty hn aislye hamen ye tool use karna chaye ya phir apnay kisi tare kay say loss ko coverify karna chaye kuyn kay agar ham loss ko cover ni karen gay to ham ko account say bhi hath dhony par sakty hn.
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss k bagair trading secure ho he nahi sakti

                G han forex trading men stop loss hamaray account ki safety k liay hota hey aur jo log stop loss ko ignore kartay hen woh jaldi nakam ho jatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir trade lagatay waqt stop loss ko zaroor manage karen aur stop loss ki limit itni rakhen jo aasani se recover kar saken aur koshish karen k stop loss ko zaroor manage karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss k bagair trading secure ho he nahi sakti

                  Assalam o alaikum dear member um maid hy sub tkek hon or acha kum kar rahe hon gay G han forex trading men stop loss humery account ki safety k lie hota hy or jo log stop loss ko ignore kartay hen woh jaldi nakam ho jatay hen is lie aghar kamyabi chahtay hen tu phir trade lagatay waqt stop loss ko zaroor manage karen aur stop loss ki limit itni rakhen jo easily recover ker saken or treading stop loss k bagher kamyab nhi ho sakte
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss k bagair trading secure ho he nahi sakti

                    Risk management ke liye aapko Hamesha focus karna hota hai aur ismein apni Har trade per stop last ki limit ko set karna hota hai Kyunki agar aap Star Plus ki limit ko set Karte Hain To aap ke liye bahut jyada advantages Hasil karna Aasan ho sakta hai aapko Hamesha Koshish Karna Hogi ki Forex trading Mein jitni bhi trade open karte hain UN per Star Plus ki limit ko set Karke apne liye advantages ko increase karna hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss k bagair trading secure ho he nahi sakti

                      bilkul apne sahi kaha agar ap trade karne waqt trade ke sammne bethty hai kahn jana nai chahty to phr apko stop loss ki zarorat nai parti ye tab zarorat parti ha ke apne trade laga kahn bar jana hai or ap trade ko modify kare or stop loss or take profit ko use kare takay profit or loss barabar ho jis se bara nuqsan na ho ye faida hai in dono tools ko use karna or laga kar apne trade ko safe karna.
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss k bagair trading secure ho he nahi sakti

                        Assalamu Alaikum dear friend Umeed karta hun Sab khairiyat Se Hain care friend Hamen charger ke ham har acche trade Lagane ke dauran Ham Star Plus ka istemal bahut jyada Karen Agaram stop-loss ka istemal Karenge To Ham profit Achcha manage kar Sakenge aur Jyada lost se Karenge aur Hamara Kaun si Kyon Rahega secure Rahega aur Hamen Jyada nuksan Nahin hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss k bagair trading secure ho he nahi sakti

                          Dear members,
                          Stop loss aik bht ichi planning hai agr ap stop loss k bgair hi trade ko open kr dete hain to agr market ki movement bht fast hoti hai or phr down ho jati hai or apki trade loss me jati hai phr account ko safe rakhna bht mushkil ho jata hai or apka sara balance zero ho jata hai.
                          Is leay agr hmen ksi tention k bgair trade krni hai or apne account ko b secure rakhan hai to hmen chaheay k hm stop loss ki technique ko lazmi apni trade me use kren.
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss k bagair trading secure ho he nahi sakti

                            Ji bilkul sahi kaha forex market mein kamyab trading kyliey apko risk management krni hogi oor stoploss or takeprofit ka istimal krna hoga. Forex mein stoploss key bina koi trade na lgaien kiun keh isky bina aap ka account chand minat mein wash ho sakta hey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss k bagair trading secure ho he nahi sakti

                              no doubt market mein agar aap stop plastic use karte hain to yah bahut achcha indicator hai lekin market kyunki uncertain hoti hai to sometime aisa Bhi hota hai ki aapane market mein stop-loss use Kiya hota hai aur aapki trade 10 may automatically close ho gai hoti hai lekin jab aapki market dubara reversal indicator kesariya reverse aati hai to aapko pata chalta hai Ki vahi trade jo aapki loss mein close hui hai agar aapane stop loss use na Kiya hota to vahi trade aapki profit mein close hoti yahi ishq ka sabse bada disadvantage hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X