Trading experience and knowledge.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    forex trading do chizo per hai ek to knowledge aur dusra experince yeh do chiz forex me trading karne ke liye hona bahoot zaroori hai aur iske bina koi karenga to loss ke jada chance honge isliye sabse phele forex sikhe uske baad experince hasil kare fir live me trrade kare to achcha hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      trading ke maame ma ye dono chezain sab se ziada aur sab se pehle important hai aur ye dono saath he saath chalte hen , sirf agar knoledge ho lekin kabhi experience nai kiya ho tou aap kaam ni kar aaoge same case hai . ke agar sirf bgair knowldge kaam ka experience karo
      • #603 Collapse

        yes brother aap bil;kul theek kh rhe ho mein agree hou aap ki baat se or yeh khna chahoio ga k forex mein yeh 2 cheze hai jin ko follow krty hoye hum aik ache trader ban sakty hai es k illawa or bhi hum apny mind ko use krty hoye boht kuch hasil kr sakty hai
        • #604 Collapse

          dear friend agar hamray paas forex mai knowledge and experience ho to phir ham forex trading mai success ho sakty hai ese liye hamy chahie kai ham es mai knowledge and experience hasil kary
          • #605 Collapse

            dear g han ap nay theek kaha hai jab ham chatay hain k ham forex par trading karny k liye or is par work karnay k baray mai aik acha experience or knowlege gain kar payen to hamen is par aik to hard work karna hoga or dusra is par ks trha work kar k ham aik achi earning gain kar payen gay is k baray mai jankari gain karni hogi hamen.....
             
            • #606 Collapse

              g han dear ap nay yai theek kaha hai or mai ap ki is bat say 100% agree karta hun forex par trading karnay k bary mai knowledge or experience ham jahan say b ho gain karen ta kham khud ko aika chi earning gain karwa saken dear
               
              • #607 Collapse

                man samjhta hon janab aap ki bat kisi hadh tak thek hai kion ka demo account tu samjhain hamain bigneer sa la kar experienced level tak sikhata hai aur jahan tak bat ha loss ki tu jasa hi trade loss main jati hai newbie ki parashani barhti hai
                • #608 Collapse

                  Learning is the best way to be succeed in Forex.Beside their is not other way to be succeed here.If we want to make a very good profit then we have to gain enough knowledge and experience.
                     
                  • #609 Collapse

                    g han sahi kaha ap ne k experience or knowledge hi forex trading mien kamyabi k zariye hein. but ye acha h k phle hm demo account se hi experience or knowledge akatha kren or apna profit avail kren. jb k direct real trading krne se hmen lose hoga or dil tooty ga islye hmen experience or knowledge hasil krne k lye demo account ka banana prta h
                    • #610 Collapse

                      g mere khayal mein aap sahi keh rahe hain k demo account se hamain kafi maddad mil sakti hai aur is forum pr posts threads aur google mein se bhi kafi informative mawad mil sakta hai forex business ko samjhne k leay.
                      • #611 Collapse

                        g han bilkul sahi kaha ap ne k hmy in do basic cheezon se hi tou knowledge or experinence hasil hota h.... or hmy zeada se zeada demo account per kam karna chahye ta k hmy experince hasil ho jaye
                        • #612 Collapse

                          trading ki information apko online her jaga say mil skti hai jaha say dil kary waha say lo ab to ecommerece ki books milti hain and proper course bmojood hain trading k candle sticks ka
                          • #613 Collapse

                            han bahi ap bilkul dahi kah raha ho forex am eamning ka laey knowledge or experience ka hona bhot zarori hota ha or ap in chezon ko interneet demo account se sekhta ho agar ap osa nahi karan to ap forex par sahi se earning nahi kar payen ga
                            • #614 Collapse

                              my dear brother mai aik naya user ho forex forum mai aur abhi sirf posting hi kar raha ho aur trading ko seekh raha ho aur mai aap ko ye bata chalo keh aap ko trading ki experience demo account se bhi milege aur aap net se bhi kaafi videos trading k bare mai daikh kar apna knowledge ziada kar sakte hai thanks.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                g han ye ek bohat he zarori bat hai k ham ak achay experience aur knowledge k sath kam karen aur wo humen is forum sy aur online easily mil jata ha jis sy humen ek achi kamyabi hasel ho sakti ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X