Trading experience and knowledge.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    meray khayal main trading ka expirience hona bohat lazmi hai kiun kay agar apko kisi cheez ka tajurba hi nahi ho ga tu ap us kaam main nuksaan zayada utha saktay hain esi tarha ilaam hona bhi zaroori hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      knowledge to ap ko websites miley gi or experience ap ko demo trader account sy hasil ho ga mukhtalif websites ko visit krain or knowledge hasil krain
      • #393 Collapse

        jab ham forex market men trading kerni ki practice kerty hai to hamain is ka acha knowledge bhi hota jata hai or trading kerny ka expericene bhi hota hai is ley log pahly is ki learning or practice kerty hain.
           
        • #394 Collapse

          Obviously you r right.lose kiye bina koi acha trader nh bn skta.bt is ka ye bh Mtlb nh k ap bar bar los kren.jo shks 3 bar los krny k bad bh learn na kry apni mistakes sy phr osy chahye k wo trade krna chor dy,because Forex itna difficult nh hai k ap mistake pe mistake krty jayn or last men ap ka balance 0 reh jay
          • #395 Collapse

            traders trading main success kay lea experience or trading ka knowledge bohat zarorey ha. kyon kay jab tak traders ko trading main koe nowledge nhe ho ga . to wo kasay trade karan gay or jab tak is main experience nhe ho ga to is main successful kasay hongay .
            • #396 Collapse

              bhai han ya iak sai bat hai k succsess full bnny k ya aikknowledge or exprence hona buht zrori hai
              • #397 Collapse

                haan g forex trading karnay kay liye experience aur knowledge ka hona bohot zarori hay. aur experience aur knowledge aap ko practice karnay say market kay baray main news hasil karnay say aur jahan say trading kay baray main information mil jaye, say hasil hoti hay
                • #398 Collapse

                  Is ka matlab he kay ap ki strategy sahi work nai kar rahi or ap continuously loss mein ja rahay hein ap ko chahy kay ap apni strategy ko review karin or new strategy built karin, pehly ap osy demo account pe test karin agr demo pe good result he to phir ap osy real account me apply karin.
                  • #399 Collapse

                    experience aur knowledge dono bohat zaroori hain janabe inkay bagair trading bohat mushkil forex trading is world ka best online business hay aik humay skills aur knowledge chaiye achi mehnat kar hum achi si earning kar saktay hain achi mehnat kar kay best strategies chaiye mehnat se he success hay hardship k saath success hay
                    • #400 Collapse

                      G sir bilkul thek kaha apne tarding karne ke liye in do chezon ka hona bhot zarori hota hai jo ke hamen yahen pe provid ehoti hai hum forex se bhot si knowledge gain karsakte hain aur bhi different ways hain jese ap differnt websites pe ja ke wahan se trading ki information lesakte hain aur books wagera read karsakte hain jab ke experince jabhia yega jab apke pas achi knolwedge jayagi jo ke apko demo account pe practice kar ke millega aur ap automatically market ko analyiz karna seekh jayenge aur uske indicators ko follow karte howe aik achi earning karsakenge
                      • #401 Collapse

                        Yes traders trading main success kay lea experience or trading ka knowledge bohat zarorey ha. kyon kay jab tak traders ko trading main koe nowledge nhe ho ga . to wo kasay trade karan gay or jab tak is main experience nhe ho ga to is main successful kasay hongay.
                        • #402 Collapse

                          ok good blkul thk farmaya me apki bt se blkul sehmt hun mre bhai waqai hume in do cheezeon se experience hoga zahir hy shuru shuru me galtyan to nikalti hn mre [[[[[[[[[[[[[[[[[
                          • #403 Collapse

                            gee bhai bilkul main ap ki bata say agree hon jab tak hamry pass forex ka knowldge aur is kay bary main experince nai huga tab tak hum log is amin kuch bhi nai ar skty hain is liye ye 2 bahut hi zrurui hain
                            • #404 Collapse

                              forex trading k liye experience or knowledge dono bohat zarori he agar ye dono ap ko nahi pta to hamesha loss karo ge agar ap ne ye dono chize hasil ka li to ap ko kam hi loss ho ga or profit ziyada ho ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                mere khayal say forex trading may knowledge ki zaida zaroorat hai kyun kay aap ko experience hasil karnay k liye bhi knowledge honi chahye or knowledge ki hi waja say aap successfull hotay ho..is liye agr aapko experience chahye us k liye bhi knowledge honi chahye..i think knowledge is a key of success..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X