Trading experience and knowledge.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    yup. .forex mein trading karney k lye experince aur knowledge bohat zaroori hai aur experince to app demo account se hi get kar sakte ho aur knowledge bohat sari websites hain wahan se le sakte hain aur pakforum se b bohat knowledge milti hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      ap ne boht acha sawal kia he mera jis had tak khayal he k ap kodemo accout per practic zada se zada kerni chahiye is se ap ko trading ka treqa a jae ga or pak forex ki fourm ko b zada se zada learn ker chahiye.
      • #48 Collapse

        main samjhta hoon ke bht zarori hai ap ke liye forex trading ke business main earning karne ke liye ya ap ko success hasil karne ke liye ke ap ke pass is business ka experience hona chyia aur experience ap ko tab hota hai jab ap practice karte hain aur practice main tab hi success hote hain jab ap ke pass achi knowledge hoti hai
        • #49 Collapse

          je haan maray yar in dono ke bohat he zeyada ahmeyat hay maray dost dono he is kam kay ahm hisay haan maray dost agar knowledge nahe ho ga to ap log kuch bhi nahe kar sako ga maray dost knowledge is power and experience tajorbay say hasil hota hay janab
          • #50 Collapse

            Yes brother you said well. A person who want to gain good knowledge and experience he or she can work in demo account because demo account can give him the working experience. He or she can get lots of knowledge from demo account and if he do mistake in demo account then he can learn more.
            • #51 Collapse

              I would say both..without knowledge you need more time to understand forex,you will get experience with time for sure.to understand and to take right decision on right time need knowledge...
              • #52 Collapse

                forex main tarding ka experince aur tarding sy realitve knowledg bohat zayda important hai khoe ky jatna zayda ap ko knolwedge hoga forex main ap ko utna he fiydaa ho ga
                • #53 Collapse

                  ji ha bilkul aap ne sahi kaha hay kay trading may expiriace kay lye aap demo account say hasil kar sakte ho our knolege kay lye aap ko mukhtalif website mil jaye gi jis ke zariye aap forex ki tamam malomat mil jate hay aap ko in website ka bhi visit karna chahiye is ke elawa jo jeze rahjati hay wo hame trading me loss karke pata chalti hay.
                  • #54 Collapse

                    Well, knowledge aap kisi experienced trader say he hasil kren tou behter rhey ga ya un resources say hasil kren jo reliable hon aap k liye, second baat k experienced ksay aata hay, tou my dear it takes time to be an experienced man in any field. Aap bus lgy rhen or bhool jaen kisi bhee kisam ki jald baazi ko.
                    • #55 Collapse

                      mare pyare dost agr app ko knowlage chaye too app forex ke neys study karne ya phir is ke book study karen take app ko forex ke maloomat hoo aor phir work karen.aor app ko experince bi demo account se hia mila ga app demo account par bi work kare too app ko kohd ba kohd trading samj ma aajaye gi,tabhi app ko experince hoo jaye ga aor achi earning bi hoo jaye ge.
                         
                      • #56 Collapse

                        yes i think every forex trader need to proper knowledge and experience.i think if you do not achieve to proper khowledge and experience then you can not good earn here.so knowledge is much important.
                        • #57 Collapse

                          Friends trading mey experience or knowledge bhot ahmiyat ka hamil hy agar humey apni earning barhani hy to humey demo account pey practice kar key apni knowledge or experience me izafa kar saktey hy.
                          • #58 Collapse

                            ji dear aap ne experince gain kernay k baarey me theek btaaya ha meri sub new trader se request ha k demo acccount per interest se trading ki practice kerain ta k jub aap live trading kerain to aap ka loss na ho ..ore daily aap forex news ko study kerain aap ka knowledge bi brhay ga
                            • #59 Collapse

                              Forex trading mein experience aur knowledge ki boht ziada importance hoti hay agar hamary pass forex ka acha experince ho aur acha knowledge bhi tu ham forex trading mein boht acha nafa earn ker sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Experience ap sirf loss kar k nhin balke faida kar k bhi hasil karskte hain aur knowledge bhi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X