Trading ke andar lot size ko dekhna bahut hi jaruri hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ke andar lot size ko dekhna bahut hi jaruri hai
    Ham Sab Ko Yahan per Apna lot size dekhna chahie Agar Ham Apna lot size Dekhte Hain To Hamen kamyabi milati hai isiliye Yahan per Apne time per Apna Kam Karen Apna bonus increase Karen aur bonus ko increase Karke apni success Hasil karne ki koshish Ko Nahin Jab Ham Yahan per Apne time per Apne Sab kam kar lenge To Ham Kamyab Ho Jaenge Yahan per lot size ko dekhna bahut hi Jaruri Hota Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ke andar lot size ko dekhna bahut hi jaruri hai

    Trade ko open karny key ley agar lot size ko suitable point par set na kia jaye to es ka be nuqsan hota hay ham jo be order market me place karny ki planing karty hey es me sab se important order ko buy ya sell karna hota hay aur 2nd number par lot size ki setting hoti hay agar lot size ko watch key baghir market me trade open kia jaye to es order me ye mistake sarny ki waja se loss kia ja sakta hay, ghalti se lot size zeyada be lag sakti hay aur kam be lag sakti hay es ley dono taraf hi traders ka nuqsan hota hay.
    • #3 Collapse

      Re: Trading ke andar lot size ko dekhna bahut hi jaruri hai

      .New your Ne Hamen chahie ke Ham Jyada Se Jyada Mohabbat Karen aur apne aap ko computer table banaen Agar Ham apne aap ko Forex Mein Kamyab kar lete hain To vah Hamen kar kabhi bhi kisi chij ki Kami Nahin Rahegi .
      • #4 Collapse

        Re: Trading ke andar lot size ko dekhna bahut hi jaruri hai

        ji han aapki baat bilkul sahi hai ki trading ke andar lot size ko dekhna bahut jaruri hota hai kyunki lot size hi hamen Apne account ke balance ke mutabik select karna hota hai jitna jyada hamara account balance hota hai ham utani hi badi lot size ke sath trading kar sakte hain kyunki use tarah hamare pass bade account mein trading karne ke liye gunjaish sada hoti hai aur jawab ka account small hota hai aur account balance kam hota hai to use waqt aap small lot size ki shaadi trading kar sakti hai aur garv badi lot size ke sath trading karti Hain to aap Bada risk Le Rahi hoti hai aur aapko loss bhi ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading ke andar lot size ko dekhna bahut hi jaruri hai

          trading karte waqt hamen lot size hamare capital ke mutabik lagana chahie jitna aap ka account balance hote nahin hai aap acche tarike se lot size lagaen aur hamesha kam se kam lot size rakhen jitna kam se kam lot size rakhenge utna hi aap apne account ko safe rakh payenge aur aap acchi trading karke achcha profit hasil kar sakte hain iske liye aapko lot size hamesha apne capital ke mutabik lagana chahie
          • #6 Collapse

            Re: Trading ke andar lot size ko dekhna bahut hi jaruri hai

            Ji haan brother trading ka sara daromadaar aap ki lot size per hain lot size jitna kam Hoga loss aur profit bhi utna kam Hoga jab keh lot size jitna ziada hoga loss ya profit bhi utna ziada hoga
            Right time right signal say trading karma best way hai agar signals strong Hain tu aap account kay mutabiq lot size ka intakhaab kar saktay hain aur trading mein successful ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading ke andar lot size ko dekhna bahut hi jaruri hai

              Asslamoalikum my dear forex member aap sab khairiyat se on 11 cprofit cancel kar rahe honge ji bilkul aaj ke topic mere bahane go to question kya hai trading ke andar lot size ko dekhna bahut hi jaruri hota hai ji bilkul laga aap ki lots ajiet hogi to aapko bahut jyada hi nuksan hoga launch hoga aur bar aapane plot size kam rakhe to aap ko nuksan bhi ho jaaye to aap kya kaun band nahin ho sakta
              • #8 Collapse

                Re: Trading ke andar lot size ko dekhna bahut hi jaruri hai

                Dear friends g Han bilkul sahi kaha hay k ao his waqt trade kar rahay hon to ap ko lot size ko mad e Nazar rakhtay huay trade karni chahiay ye ni hona chahiay k ao apni Marzi sa lot size lga dain aur bagair kisi seniors k mashwaray kiay huay to is sa ap ko hamesha loss hi hoga aur ap ko profit hasil nahi ho saktay ga to Kam sa Kam lot size pa trade start karain ta k ao bhari loss sa bachay rahain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ke andar lot size ko dekhna bahut hi jaruri hai

                  Bilkul trading kay andar lot size ko dhekna bohat hi zaroori hai hum jab bhe order market ko achi tarha say analyze kar kay open kartay hain toh hum sab say phelay apnay lot size ko dhektay hain phir hi hum koi trade open kartay hain market ko watch kar kay aur uskay mutabik trade open ki jaye toh is mein apka hi faida hai lot size ka intakhab soch samajh kar hi karna chaye ghalti say lot size zayada ya kam ho jaye in dono sooraton mein trader ka apna hi nuqsan hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ke andar lot size ko dekhna bahut hi jaruri hai

                    Walaikum salam dear member forex trading main jab hum kam kar rahe hote hain to aapko lot size bahut hi hi important hoti hai isko jab aap lot size ko focus karte Hain to ismein aap jarur dekhna chahie ki hamari lot size account ki hisab se a honi chahie agar aapka account maximum hai to aap usmein badi Laut to laga sakte hain lekin vah aapke liye bahut hi risky hoti hai isliye aapko chahie ki aap forex trading mein planning ke sath kam Karen jab aap planning ke sath kam karte hain to ismein aapko different advantages hasil hote hain jisse aapka account save reh sakta hai aur aap profit gain kar sakte hain jab aap small lot size use karte hain to usse aapko profit to Kam hota hai lekin iska advantages yah hota hai ki aapka account sev rahata hai aur aap apne account ko increase karke Bada kar sakte hain isliye aapane agar kamyabi hasil karni hai to aapko rules regulation ke mutabik kam karna hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ke andar lot size ko dekhna bahut hi jaruri hai

                      Assalamu Alaikum Jab Bhi aapane State Open Karni hoti hai to aap Jo technical analysis karte hain market ka aur planning karte hain usmein aap yah bhi decide Karte Hain Ki aapane Apna lot size kya Rakhna hai Kyunki yah aapki account ki security ke liye bahut jyada jaruri hai Hamesha lot size carefully select Karen aur jab tak aapko market Hoon Main ke bare mein exact Pata na ho kabhi Mein Bada lot size select na Karen Kyunki isase aapka account wash Ho Sakta Hai Chhote lot size ki trading security training hoti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ke andar lot size ko dekhna bahut hi jaruri hai

                        Hmra treading ka Sara kam lot par hota hy is Lia lot size ko dkhn bht hi zarori hoti hy is Lia hm chya ky hm mhynt kra konwldg or experience hsil kra soch semjh kr apna account ky hisb sa pair ky hisb sa lot ka istml kra tb hi kamyb Ho ga or hsil kr saky ga jitni ziyada mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading ke andar lot size ko dekhna bahut hi jaruri hai

                          Ji han bilkul sahi Forex trading ki is market trading karne ke liye trading ke andar lot size ko dekhna bahut jyada Jaruri Hota Hai Jo members a lot size ko acche tarike se study karte hain aur unko Samajh Kar Apne account balance kaise aapse select Karte Hain To vah members hi lot size ki selection bahut hi acche tarike se kar sakte hain aur unke jariya se apne trade ko Apne account ko sev Rakh sakte hain aur apne utrade ke jariye Se Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain Kyunki Jin members ke pass lot size se related best experience hota hai vah members hi in lot size ka Sahi istemal kar paate Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading ke andar lot size ko dekhna bahut hi jaruri hai

                            Asslam o Alikum dear friends umeed kerta hn k ap sb khairiat sy hn gy r apny kam ko achy tareqy sy Ker rhy hn hy r friends trade k ander lot size ko dekhna bht important h agr ap Apni trade k ander lot size ko ni dekhein gy r trade ko open Ker dein gym to agr market k indexes loss ki tarf ja rhy hm r ap ki jo jo lot size h wo big fix h to is sy ap k sara account bhi wash ho sakta h is lite hm jb bhi bhi trade open krein to hmein small lot size use kerni chahye taky agr trade loss ki trf ja bhi rhi h to ap k sara account wash hony sy bech sky q k jb trade us lot tk jaye gi to whan ja Ker automatically close ho jaye gi r ap bry loss sy bech jayen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading ke andar lot size ko dekhna bahut hi jaruri hai

                              lot size ka khyal rakhna Ham sab logon ke liye bahut important hota hai jitne bhi members is ko acche tarike se samajhkar kar rahe hote hain UN logon ko hamesha benefits mil jaate Hain aap logon ne koshish karni hai ki market ke andar sabse pahle koshish karni hai ki analyzation ke process ko complete Karen acche se samjhenge to aap logon ko profit bhi ho jaega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X