Trading is much confusing and exciting for beginners

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading is much confusing and exciting for beginners

    Ji han aap Sahi kah rahe hain trading Mein Jo Bhi naya Banda aata hai usko confusion hoti hai lekin sath mein excitable bahut jyada hota hai FIR trading start karne ka Sar Kisi Ko shop hota hai aur apni earning gay karna Har Koi Chahta Hai excited hote hain lekin Jab vah Apne trade open karte hain to use time Hua thoda confuse ho Jaate Hain vah market ko acche tarike se samajh Nahin paate isliye UN members ko Jyada confused Nahin Hona chahie Bal ke bahut hi active Rahana chahie new members ko chahie ki vah practice Se Kitna Jyada hokar lakhendra ke vah jald experience full trader Ban sake bahut Shukriya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading is much confusing and exciting for beginners

      trading bahut he zeyada confouse karny wala karo bar ha asal main is main na market move he aasy karti ha ka hamen is ki samjh he nhe ati ha kabhe ye up ja rahi hoti ha or kabhe down a j ati ha to is sa ham confouse hoty han or khas ar biggners in ko bahut he zeyada problm hoti ha yahan par kam karty hovy
      • #18 Collapse

        Re: Trading is much confusing and exciting for beginners

        Ji han bilkul aapki baat bilkul hi theek hai Kate trading 1 confuse business To Hai Lekin ismein excitement bhi bahut zyada Hoti Hai Jab Ham new new trading ko join Karte Hain To Hamen bahut zyada interest Hota Hai hai to beginners ke liye bahut zyada excited business hai is Mein trading karne mein bahut zyada maza Aata Hai Lekin Hamen confusion ko Khatam karne ke liye mehnat Karni Hoti Hai market se profit Lena hota hai mehnat Karke
        • #19 Collapse

          Re: Trading is much confusing and exciting for beginners

          Yes dear trading bahut jyada excited hai Humko market Mein discipline ke sath kam karna hota hai agar Hamen is market Mein jaldbaji karte hain aur apne account per bahut jyada risk Lete Hain To iski vajah se Humko nuksan Ho Jata Hai Humko is market Mein Soch Samajh Kar kam karna hota hai tab Hamesha market Mein achha decision Le sakte hain Agar Ham is market Mein rules Banakar kam karte hain aur koi mistake Nahin Karte to is market Mein Humko kamyabi Mil Jaati Hai Jo trader is market Mein acchi planning Karke kam kar rahe hote hain vah is market Mein successful Ho Jaate Hain market Mein Apna target set karne ke bad Humko kam karna hota hai agar Ham is market Mein jaldbaji karte hain aur hard work Nahin Karte to use market Mein Kabhi Bhi successful Nahin ho sakte market Mein Kamyab hone ke liye Humko hard work karna Hota Hai Humko is market Mein acche tarike se kam karna Hota Hai.
          • #20 Collapse

            Re: Trading is much confusing and exciting for beginners

            Dear member ummid hai sab theek honge ji han aapane bilkul theek baat ki hai ki beginners ke liye trading confused hoti hai aur exciting bhi hoti hai aur isliye beginners ko chahie ki vah bilkul confused na hun aur vah han Puri lagan ke sath trading Karen aur forex pe focus ho k trading Karen aur unko mushkil hoti hai to vah senior se help Le sakte hain aur unko chahie ki vah confidence ke sath trading karne aur Koi jaldbazi Na Karen aur apne emotions per control Karen aur unko chahie ke Hi vah Kam profit pe agree hun aur unko chahie ki vah apni galtion per najar rakhen aur unko theek Karen aur unko chahie ke vah demo per practice Karen kyon ke start mein excited hote hain aur vah Josh mein aakar Koi galti na Karen
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Trading is much confusing and exciting for beginners

              Forex aik aisa business hai jis mein jub bhi naye individuals kaam kertay hain tou unn ko iss mein kaam kernay ka maza tou ata hai lakin woh iss mein confound bhi bahut zayada hotay hain kyun kay forex mein unn ko market ki theek sae samajh nahin hoti hai tou woh iss mein pooray certainty kay sath kaam nahin ker saktay hain iss lye unn ko disarray hoti hai

              اب آن لائن

              Working...
              X