Assalam o Alaikum! Dear Forex member forex market ko samajhna bahut Mushkil hai isliye Forex Mein 90% credit loss karte hain forex market a currency market Hai Jahan per trader jyadatar currency pairs per trading karte hain aur currency pair Mein different 2 countries ki currencies Hoti Hai in currency ke andar changing ki vajah se yah currency pair move karta hai agar trader in donon currency pair ke related Apna knowledge complete na Karen aur unke related news ko was Na Kare to vah kabhi bhi Kamyab red nahin kar sakta yahi vajah hai ki forex market ko samajhna Mushkil Hai Aur isko detail ke sath samajhne ke liye Kafi time ki jarurat hoti hai lekin Jyada dadreda jaldbazi se kam lete hain Jiski vajah se unko loss hota hai yahi vajah hai ke forex market ki failure ki percentage bahut hi hai aur 90% render loss Karte Hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим