How to Control Emotional Trading? Plz tell me.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    assalam o alikum bhai me ap ko ye advice kronga k ap apne emotional ko apne tajurbe or qabilyat se control kr len agr ap apne emotional ko control nai kr skte hen to age bhot lose ko face krna par jae ga
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      Asslam o alaikum bhai abe to me new ho bhai jaan apni experienc ko istimal kar k trading karo or zayda jaldi bazi nai karni chai ha apny emotion ko control karna chai ha aksar log zayad lalich ki waje se loss me chaly jaty han thank you
       
      • #798 Collapse

        han dear bilkul hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain hmychahiyeh zaida sy zauda mehnst krh or emotion per control kry tub e kanyab ho skty hain or forex vest kaam hai hmy chahuyeh mehnat kry
        • #799 Collapse

          Assalam walikoom merai khayal sai to emotional trading khatam karnai ka sab sai aasan tareeka to yehi hai kai aap dil ko nikal kar hi trading karnai betho jo kai namumkin hai isliyai dimaag use karo
           
          • #800 Collapse

            agar hum apne emotions ko achi trha se control karna chahte hein to phir hamen chahiye keh hum is business mein achey confidence ke sath work karen aur apne andar acha patience layen to hum apne emotions ko bhi control kar saktey hain.
               
            • #801 Collapse

              Yes it is very good for you as a trader to always try and control your emotion so that you will be able to make good gain so always be very focus to make profit
              • #802 Collapse

                bro forex trading aik aisi market hai kai is main emotion kai bagair ap trade kar hi nahin saktay ap jitna marzi control kar lain emotions beech main a hi jatay hain bas koshish karain kai aisi trade hi na dalayn kai ap k emotions involve hon is market main safe and sound trading karain with stop loss and take profit.
                • #803 Collapse

                  trading me emotinons ko control kerna aik ahcay tradr ke nishaani hay and uski success bhi is me he he hay kay woh ktin achi tradin kerta hay and apnay emotions ko kis terha control kerta hay jo kay success ka secret hay
                  • #804 Collapse

                    Assalaam o alaikum apne emotion ko agar cotroll karni then aapko cahiye k aap dhiyaan se trade karen aur tukka na lagain trade mein aur aap koshish karen k aap damaag k istemaal karke trade karen then iska faida aapko hoga aur aapko chahiye k aap kisi baat k tenshion liye bager trade ye kaam karen taake aapko kisi baat k koi nuqsaan na ho .
                    • #805 Collapse

                      ager ap ko business main profit ern hota hai to ap ko is per emotional nahain hona chahiyeh bulkay apni is mehnat ko lagan say kerna chahiyh.
                      • #806 Collapse

                        forex aik risky business hai jahan emotions par control rakhna boht zaruri hai iss k liye i think iss k liye Order ka volume hamesha normal rakhna chahiye aur zada earning k chakar me jaldbazi dur rehna chahiye aik good trader me ye qulities hona zaruri hai jabhi achi earning ho sakti hai.
                        • #807 Collapse

                          we should be focused with a discussion of one strategy alone. from here live more in-depth discussion in which the pros and cons, so we will all be able to try and practice it as well.
                           
                          • #808 Collapse

                            According my opinion to Control Emotional Trading we must have to practice and and follow a low risk management with money management so that we can not get a big loss in forex trade business and easily over come our losses in forex .
                            • #809 Collapse

                              Daer all Asslamu allikum wa rehmatullahi wa barakatihi janntt halalahu wa dozkh harama hu agar ap chahtay hain kay ap trade ko permanent krtay rho to is bat ka khayal rkho kay ap ko immotions ko control main rkhna pray ga yeh us waqat hi mumkin hai jb ap lalach na kro gay aur trade ko slow slow krtay rho gay.....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                bhai mere khayal mey trading mey emotional ho ney ki zarurat hi nahi hey q k agar emotional ho ge tou ap ko thik thaklose or ho ssakta hey jis k responsible ap hi ho gey or agar ap ne esa kar liya tou well good . Trading mey emotional nahe ho na chaye bal key har cheez ko bilkul thandey damakh se sochna chaye or is se faida uthana chaye . Thanks.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X