How to Control Emotional Trading? Plz tell me.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    emotional trading ko control karne k liye apke pas trading ka acha experience hona chaiye ku k trading me ap emotions jabhi hote hen jab apko achanak loss ho jata he or ap usko pora karne ke liye emotional ho jate hen or galt trade laga dete hen jsiki waja se apko loss ho jata he newbie bohat emotional trading karte hen jabhi strating me loss hota he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      mare kyayal me aap jab trading start kartay ho to aap ko chahiye ke aap emotion ki trading nakare balke aap apnay dimag our markit ko deekhtay howe trading kare our sirif itni hi trade lagaye jis say aap ka account save rahe jahe aap ki earning kam ho agar aap is me lalach kare gay to aap ka loss ho sakta hay.
      • #63 Collapse

        plz jab bhi aap trading karain tu sab se pehley aap ka relax hona zaruri hai, phir aap trade karain or ager aap ko profit ya loss ho bhi jata hai tu ye apna mind pehley se bana lain k aap ne emotional nhi hona hai or jazbati bhi na hun, kyun k ye business ka hissa hota hai, pata nhi ham ye baat kyun bhool jatey hain.
        • #64 Collapse

          hahhahah jee my dear ya question wo ha jo me bh control nahi kar pata ho lakin jab souchta ho ky ma apna hy loss kar rha ho emotion ho kar to me is par control kar kr trading ko our zayda learn karta ho
          • #65 Collapse

            forex trading business mein hum ani trading ko aik planing k saath ker k hi emotion se bach saktey hain aur hum trading mein secure reh saktey hain aur iss se hum achi trading ker k profit hasil ker saktey hain.
            • #66 Collapse

              I think it is personal matter because it depend on the ours good knowledge experience and the good others knowledge but i think emotion trading is many many danger in the forex market because forex market is all time movement .
               
              • #67 Collapse

                hum ko forex mein emotional per controly karn cheny hum ko is ke wage se zayed loss hot hein or hum tarding mein kamnyb nhge hot hein emtional tarding ko bhot zayed naksan puncht hein her tader ko is pher contorl karn cheny wern hum kbhi kamnyb nhe ho saky gy.
                • #68 Collapse

                  Emotional trading per aap aik he soorat may kaboo pa sktey hen ager aap step by step trading ko learn kren, or un tamam cheezon ko na sirf study kren bulkay demo account per implement kerty huwey unka results bhee check kren, aap apny liye kuch rules bnaen, or tamam rules knowledge ko dekhty huwey hon or oshih kren k aap khud bhee un rules ko nahee break kren gey.
                  • #69 Collapse

                    trading mei emotional hona aur greedy ye dono ap kay big enemy hain hamesha without risky trading honi chaiye dear forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just ap ko best skills ki need hay then success milay gi
                    • #70 Collapse

                      bahi emotions aur greed yah aik bha bari bimari hai is sa bachna ka aik buhat aasan hal hai aap apna aik trading target set kar lo daily ka au jab wo achive ho jay tu Allah ka shukar ada karo aur apni trading band kar do ziada profit k pechay na bhago tu aap is sa bach jao gay
                      • #71 Collapse

                        in my opinion yes most of traders apney emotons ki wjah sy lost kar dety hyn account mery trah..kabhi bhi emotion sy trading na karyn strateygy bnayen or us pe amal karyn,,taa k aap kamyaab ho skyn forex myn..:Phappy traduing
                        • #72 Collapse

                          you can controll your emotional trading by the power of the skill and knwoledge then you can control your mental and if you will not control your mental then you can bear loss which is not good to any trader who is trading
                          • #73 Collapse

                            Emotion control is a so hard work for us. we need a mental satisfaction for control all of our bad emotions. we need to be cool and patience to control our emotions.
                            • #74 Collapse

                              bhai jaan emotions ko khattam karney k liya appko apney andar k greed ko marna hoga aur aik proper mind set bana hoga aur jo b profit melay chahay woh cents mein hi kiyun na hoo usey utna hoga aur us par khush hona hoga jab tak app apney profit par khush hona nahi sakeingay tab tak app emotions ko control nahi karpayeingay aur ziyada ki lalach karthey hi jayeingay..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Trading main apko jab tez trading sy wasta parta hai tu phr apk emotions main izafa hony lag jata hai aur ap is halat mai ghalat trde laga dayty ho islye apko chahye k apni trade main emotions ko control main rakhyn aur apny zehn main ek target set kryn k ek din main jitna profit earn krna ho usk baad trade close kr dayn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X