How to Control Emotional Trading? Plz tell me.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    ap apnye jazbaat ko kbo rakhye khas toor par jab market ka utaaar charho ziada ho to us wakat hoshmandy sy kam karnye ky ziada zarorat htye hy,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      If you are involved in using it for the intend of all kinds beneficial news all the indication is really helpful. Forex trading information and updates to percentage users multitude of the latest industry expression. This way, if someone shows part in me to take and increase a lot of zealous.
      • #48 Collapse

        Forex trading main emotions ko control karna boohat tough kaam hai or ye loss ka sabab bhi banty hain.agar aap apny emotions ko control karna chahty hain to aap stop loss or tp use karain or kabhi bhi greed na karain.apni strategy kay mutabik kaam karain.
        • #49 Collapse

          Bussiness ke liye bhot zaroori ha ke apne emotions ko control me rakha jaye warna is se bhot loss hota ha... agar hum greed me apne trade lagaye gaye aur emotions me aur begare result ziyada lagate jaye gaye to humhe loss ho sakta ha
           
          • #50 Collapse

            Forex mein loss ki aik waja emotion bhi banti hai aur jab forex k bara mein learning ki jati hai tu hum ko bar bar forex mein emotion ko control karna k bara mein bata jata hai . kyun k jab hum iss buisness mein bhut ziada profit ko dekhta hai tu hum emotion ho jata hain jis se hum ko loss ho jata hai. emotion ko control hum trading karta hain profit k target mind mein set kar k agar karta hain tu hum emotion ko control kar skta hain.
               
            • #51 Collapse

              Ye baat to confirm hai ke apko trading karte hue apne emotionals pe qaboo rakhna hota hai,to emotionals ko control karne ke liye apko chahiye ke aap daily apna ek target set karen aur us target ka profit le kar ap us din ki trading band karden,kabhi bhi over trading na karen.
              • #52 Collapse

                agar ham chahty hain kay ham forex may success hasil kary and apny emotion par control rakhy to hamy chahiye kay ham forex ku achy tariky say learn kary proper knowledge and experience hasiel kar kay trade start kary es tara ham apnay emotions par control rakh saky gay.
                • #53 Collapse

                  dear control on emotions is all depend on us but its not that easy that we thought before so i think we have to forget it and do much trading and do hardwork so we can make some good money here..
                  • #54 Collapse

                    during trade apne emotions ko control main rakhna bhot importance rakhta hai kiun ke isi emotions ki wja as ehamare andar greed peda hota hai jis ki waja se hum loss ki taraf jate hain aur isko control karna hamare hath main hain agar hum apne mind main aik planing ke sath aur market ko follow karte howe trading karen aur jo apne emotions ko control nai rak h pata aur jaldbazi main bara profit lene ke chakar main hota hai woh kabhi kamyab nai hosakta
                    • #55 Collapse

                      Emotion hamari trading par bohat effect karty hain aur in ko control karna bohat mushkal hai ,ap ko sub doston ne bohat achy mashwary deay un par amal karne k elawa sirf aik aur kam karain 100 % guaranteed mashwara hai DAROOD SHARIF parha karain.
                      • #56 Collapse

                        acctually yahan sub jald bazi ker jaty hian or jald say jald zada say zada kamany kay chakr ma bhut zada loss ker jaty hain nut agar ya issay buchna chahtty hain to zara aram say sukoon say kam kryn or sub kuch daikhty huay kam kryn
                        • #57 Collapse

                          Don't become emotional while doing this business because if you do like this then can lose much amount in this business it is a work of mind not for emotional.
                          • #58 Collapse

                            Yes bhai emotional trading to bht hi zyada nuksan dy hai forex trading emotions ko control krna her hal men banta hai warna apko had sy zyada loss hoskta hai. Forex trading agar ap learning ki traf aen gy to apko itna loss bardasht nahe krna pary ga.
                            • #59 Collapse

                              forex trading aik interesting online bussiness hai jis mai apko fresh mind ho kar aur hard working se kam karna hota hai ager app soch samjh kar forex trading mai invest karte hain to apko loss hone ke chances nil hain aur ager app ki tawaja kisi aur taraf hoti hai to app earn nahi kar sakte
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                dear brother emation control karna ap par depend hota hi brother na k kisi our par yeh bata skta ho emation k bahot ziyda ebooks hai trading may our who learning kar lo baoht ziyda farq ho ja ga brother ap par achay say trading kar sako gay pher ap brother
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X