Urdu mein posting karna behtar hai ya English mein posting karna behtar hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Urdu mein posting karna behtar hai ya English mein posting karna behtar hai?
    Doston main aapse yah puchna chahti Hun Ki Ham fore form per Jo posting Karte Hain Is Se Humko bahut kam bonasin hota hai Kyunki Ham apni post ko Urdu language mein posting karte hain main aapse yah puchna chahta hun ke Agar Ham English language mein posting karna start kar den to kya Ham Jyada bonus Hasil kar sakte hain ya nahin? Kya Hamare liye English language mein posting karna best rahega ya Urdu mein hi posting karna Dost Hai? Doston bahut Sare dost Aise Hain Jo ke Kahate Hain ke ham log english-language Mein posting Karte Hain jisse Humko Jyada Se Jyada bonus Hasil Hota Hai To Kya Ham bhi English mein posting kar sakte hain ya nahin?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Urdu mein posting karna behtar hai ya English mein posting karna behtar hai?

    Pak forex forum mein hum surf urdu mein post kr sakty hy kunky hum mt4 mein treading krty hy isliy hum ko urdu mein post krni chaiy agar hum english mein post krein gy tu voh humari post delete ho jay gi aur hum ko is ja bonus nhi milh ga
    • #3 Collapse

      Re: Urdu mein posting karna behtar hai ya English mein posting karna behtar hai?

      Yeh pakistan forex forum hai tou iss lye iss mein hum forum per urdu mein hi postings ker saktay hain kyun kay pakistan ki national language hi urdu hai aur issi tarah yeh forum aur mumalik mein bhi chal raha hai tou wahan kay log bhi apni national language mein hi iss mein postings kertay hain iss lye humain inn baatoun mein nahin ulajhna chahyea balkay forum per mehnat sae kaam kernay kay bary mein sochna chahyea
      • #4 Collapse

        Re: Urdu mein posting karna behtar hai ya English mein posting karna behtar hai?

        Dear member hamen yah chiz mind mein rakhni chahie ki Forex forum posting ki official language Roman Urdu hai To hamen Roman Urdu mein hi posting karni chahiy English mein post har member nahin kar sakta aur iska hamen achcha result bhi nahin milta isliye Roman Urdu mein posting karni chahie yahi best tarika hay.
         
        • #5 Collapse

          Re: Urdu mein posting karna behtar hai ya English mein posting karna behtar hai?

          Ji Hum Sab Ko Jo Bhi holding sabse easy Lage Hamen Usi Mein posting kar deni chahie because posting se Hamara bonus level aata hai aur posting Se Hi Hamen kamyabi Hoti Hai itni acchi posting Hogi Hamari kamyabi use per karegi
          • #6 Collapse

            Re: Urdu mein posting karna behtar hai ya English mein posting karna behtar hai?

            G hy bilkul thk kha hy hm hm post urdu main krni chya hm English main post Nhi krni chya ku ky English main post kra GA to sub ko semjh Nhi ay gi is lia hm aysa alfz istml krna chya urdu main post kra ta KY sub ki semjh by ay or us ky mutbk reply bh kr saky ga jitni ziyada mhynt kra ga konwldg or experience ky sath qulit wark kra tb hi kamyb Ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Urdu mein posting karna behtar hai ya English mein posting karna behtar hai?

              hello doston posts Urdu mein ho ya English mein hamen acchi quality ki post karni chahie jitni acchi quality ki post hogi utna hi hamara achcha bonus milega aur English mein Karen yah Urdu mein aasan lafzon mein karna chahie jitne aasan lafzon mein aur was a alfaz mein post create hogi utna hi achcha ka bonus milega jisse aapko acche thanks aur like milenge aur aapke hosla afzai hogi
              • #8 Collapse

                Re: Urdu mein posting karna behtar hai ya English mein posting karna behtar hai?

                aslam po alikum my dear umeed hai ka ap khariyat sy ho gaye ap ny bhot acha swal kiya hai j han Pak forex forum mein hum surf urdu mein post kr sakty hy kunky hum mt4 mein treading krty hy isliy hum ko urdu mein post krni chaiy agar hum english mein post krein gy tu voh humari post delete ho jay gi aur hum ko is ja bonus nhi milh ga
                • #9 Collapse

                  Re: Urdu mein posting karna behtar hai ya English mein posting karna behtar hai?

                  Dear how much forum parchi post Karke Jyada banaa Sar kar sakte hain Market Mein acchi tarike se kam karne ke liye Humko Sabar karna hota hai jo trader market Mein jaldbaji karte hain vah is market Mein nuksan kar lete hain Humko is market mein nuksan se bachne ke liye hard work karna hota hai Agaram is market Mein Chitra Kaise kam Karte Rahte Hain To Ham kis market Mein kamyabi mil Jaati Hai market Mein Kamyab hone ke liye Humko discipline ke sath kam karna hota hai tab Hamesha market Mein Apna target aasani ke sath Hasil kar sakte hain market mein humko Apne analysis strong karne ke liye education Hustle Karni Hoti Hai tab farmers market Mein acchi tarike se Kamyab Hote Hain Jab Ham is market Mein analysis Karte Rahte Hain To Hamara confidence building up ho jata hai uske bad Hamesha market Mein kamyabi Hasil kar lete hain Hum Kis market Mein.
                  • #10 Collapse

                    Re: Urdu mein posting karna behtar hai ya English mein posting karna behtar hai?

                    According to my Idea both of the methodologies are ok if we upload the post in Urdu it is also very good and if we upload the post name English language then and it is also very beneficial for the workers so please don't worry about this issue it is not the hurdle in our profit but also in my opinion it is is good that if we follow the English language Hindi section because English language is international language and from abroad the most people can understand over policy of Forex and the knowledge of Forex can be spread in all of the world but both methods are ok
                    • #11 Collapse

                      Re: Urdu mein posting karna behtar hai ya English mein posting karna behtar hai?

                      Urdu mein posting krna bahter hai ya english mein bohat Acha swal hai forex main aap ko sab ki asani ka Lia urdu mein posting Karni bast hai agar aap urdu mein posting krtay hai tu aap ki posting har koi read Kar sakta hai or aap aagr english mein posting krtay hai the har koi aap ki posting read a nhi kar saktay iss say aap ko hi faida hota hai har aik ko nhi iss Lia aap ko udru mein posting Karni chahiy
                      • #12 Collapse

                        Re: Urdu mein posting karna behtar hai ya English mein posting karna behtar hai?

                        MAssalam o alikum dear forex member kyun kay hum sab Pakistani hai aur humari komi zaban urdu hai hum urdu ko achi tarah say samajhtay hain .jitni hum urdu ko samajhtay hain utna hum English nhi jantay hain .meray khiyal main urdu main posting karna behtar hai posting ko humain simple zabaan main karnay ki zarorat hai humari language jitni sadi ho gu utna hi hum forex kay member ko faida pocha saktay hain post humesha asaan aur amm guftagu si honi lazmi hai ap English main bhi kar saktay hain par ap si guftagu behtar hai forex forum main takay har insaan ki samajh main a jae
                        • #13 Collapse

                          Re: Urdu mein posting karna behtar hai ya English mein posting karna behtar hai?

                          Aslam o Alikum Pakistan Forex forum me posting k lye Roman Urdu zuban select ki gai hy q k Urdu zuban sb ko asani se smaj me ati hy or posting karna b kafi asan hota hy es lye Urdu me posting krna behter hy q k forex py Urdu allow hy or yehi humri national language hy.
                          • #14 Collapse

                            Re: Urdu mein posting karna behtar hai ya English mein posting karna behtar hai?

                            Ham apni post ki language matlab Ke Punjabi istemal karna start kar dete Hain To is Se Kisi Ko Bhi Hamari post ki Samay nahin aati aur koi bhi Hamari e Kahi gai baat ko Samay Nahin pata. Log Hamari post se understand Nahin ho sakte Jab Hamari language theek Na Ho Ho To Hamari post ko samajhna Mushkil Ho Jata Hai Jiski vajah se log Hamari post Nahin padhte aur na hi like karte hain aur Is Tarah Hamen bahut kam bonus Milta Hai Aur Is Tarah Hamen sirf company Ki Jana aise hi bonus Milta Hai Lekin Agar Hamari post Mein Koi Jyada wrong data include Ho Jaaye to company bhi Hamari post delete kar Deti Hai Jiski vajah se Hamen bonus Milta hi nahin hai. Hamen chahie ki Ham kam se kam Urdu language mein post Karen y
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Urdu mein posting karna behtar hai ya English mein posting karna behtar hai?

                              Is forum ph ham urdo m hi posting kr skty ham q k ham jis form per kam kar rahe hain vah Pakistani form Pakistani Jo language hai vah hai Urdu to ki national language hai isliye hamen form per Urdu mein kam karna chahie na ke English mein, aur hamen apni juban per fakhar karna chahiy , kisi bhi kam ko samajhne ke liye aap apni juban mein samajhna jaruri hai isliye is platform per hamen Urdu mein use din karni chahie Taki junior ko bhi help mil sake aur vah bhi achcha Kama sakte hain aur trade kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X