indicator kon sa use krna chaya ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicator kon sa use krna chaya ?
    Assalam alikum kia hal hyn all friends or ap kon sa indicator use kr rahy hyn abi to mery pass trading kay lay rsi wala indicator hy lakin ap sub mujy batyn ky may kon sa indicator use krin jis sy mari trading a hi ho saky or mujy progit hasil ho saky is lay mujy batyn ky may kon sa inficator use kron or mery lay kon sa indicator best hy jis pr may achi trading kr sakon
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicator kon sa use krna chaya ?

    There are lots of indicators are being used in Forex trading business and you can choose any one from then and for descriptive analysis and explanation about these indicators you have to read Forex trading book in which that is complete description of all indicators is present while I am using H4 time frame indicator and from my point of analysis it is best to one because it gives me analysis and market view of 4 hours and I can easily understand about the situation of trading market from the the indicator of H4 time frame so you can also choose any one from them it's totally based on you.
    • #3 Collapse

      Re: indicator kon sa use krna chaya ?

      ji Mere Bhai aapane bahut Achcha Sawal ki hai bahut hi Achcha Hamen gai hai Sawal se indicator kaun sa use karna chahie indicator yaar depend Karta Hai indicator kaun sa use Karen Ham Jo indicator Wala ki jo are main aapko Sahi Lagte Hain Ki Jaise H4 hai ya FIR aur Si Hai matlab ki koi bhi hai indicator aapke liye Achcha lagta hai vah karna chahie aap ko pata Hona chahie indicator indicator for Samiti Karenge to hi Achcha hoga
      • #4 Collapse

        Re: indicator kon sa use krna chaya ?

        indicator hamesha custo moving average wala use karna chahiye is sy graph behtreen ban jata hy is ko istamaal karny sy do tar a jati hain jin ko follow kar ky trading achi ho sakti hy is sy hamein pata chal jata hy ko agal candle kaha move kary gy ye indicator custom moving average sab sy best hy hamein isy use karna chahiye
        • #5 Collapse

          Re: indicator kon sa use krna chaya ?

          Forex mein humain indicators lazmi istemaal kernay chahyeain aur indicators bhi forex mein bahut zayada istemaal hotay hain lakin forex mein koi indicator bhi future movement ki indication nahin detay hain bus aap unn indicators sae market ki future movement ka andaza hi laga saktay hain iss lye aap jo bhi indicator istemaal.ker lain wohi aap kay lye behtar hai baqi aap ko kamyabi aap kay experiance ki wajah sae hi milni hai
          • #6 Collapse

            Re: indicator kon sa use krna chaya ?

            indicator ka istemal hamen sahe tarah se kar he lena cahiyetake hum is main kamyab ho jaen lakin hamen is main kabhe bhe himmat na harte howe ache se kam ko karma ho ga tab ja kar he to hum is main kamyab ho jate he hain hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye jitne zayada hum is main mehnat ke sath ache tarah se apne kam ko kar jate hain hamen is main success mil jate hae or hum is main kamayb ho jate bain hamne kabhe bhe ghabranan nhe cahiye take hum kamayb ho pate hain
            • #7 Collapse

              Re: indicator kon sa use krna chaya ?

              Ham Apne trade ke liye Kisi bhi indicator ko select kar sakte hain jisse indicator ke bare mein hamare pass acche experience or knowledge Jo Hamen use indicator ko apni trade ke liye select karna chahie tha ki Ham acchi tarike se trade Laga Ke acchi kamyabi Hasil kar Saken market Mein different indicator maujud hote hain mein sabse pahle to indicator ke bare mein acchi experience or knowledge Hasil karna chahie Kyunki market Mein jitne bhi indicated maujud hote hain yah bahut jyada important Hote Hain
              • #8 Collapse

                Re: indicator kon sa use krna chaya ?

                indicator ko kis lye use karty han or ye kis kam ata ha asal main is ko chart par apply kar ka market ko anallysis kiya jata ha or ye koi 1 nhe ha is koi kafi sari types han to jis ko jis indicator ka samjh ati ha woh us ko use kar ka market ko analysis karta ha kun ka ye 1 tool ha to is ka bagir ap market ko analysis bhe nhe kar sakty han islye is ka use zarori hota ha taky market ki driectionka pata chal jaye or pher entry le kar is sa profit bhe liya ja saky
                • #9 Collapse

                  Re: indicator kon sa use krna chaya ?

                  yaar mere khyal mein aapko Pata hona chahie kya aapane kaun sa indicator kis waqt use karna hai tu mere naal Main aapko Bata Pata hoga Kya aapane kaun se indicator kis time use karna
                  • #10 Collapse

                    Re: indicator kon sa use krna chaya ?

                    Forex main indicartor ap ka kis kam ata ha asal main ye ap ki help karta ha chart par market ka jaiza leny main lakin phely ap ko indicator ko bhe samjhna parta ha ka ye work kasy jkarta ha or is sa ap na kasy kam lena ha lakin jab ap ko is ki samjh a kjati ha to market main kam karna ap ka lye abhut he assan ho jata ha
                    • #11 Collapse

                      Re: indicator kon sa use krna chaya ?

                      phely ap ye samjh len ka indicator hota kaya ha kasy work karta ha or chart par is ko kasy set kar ka use kar sakty han to is ko samjhny ka bad ap na dekhna ha ka konsa indicator ap ko zeyada progress de raha ha jo bhe ap ko acha lagta ha us ko chart par ap aplly karen lakin ap ne is lo phely demo pa use karna ha is sa ap ko is ki progress ka pata chal jata ha or yr bhe ka ye ap ko profit de ga ya nhe is main ema ha fibo ha or bhe bahut sary tool han jin par ap work kar sakty han
                      • #12 Collapse

                        Re: indicator kon sa use krna chaya ?

                        Assalamu alaikum dear members indicator home forex market Surat HAL kyon hota book use karte hain jisse hamen nishandehi rahti hai ki Ham kis track per ja rahe hain aur hamen ismein profit kitna hai aur loss kitna hai tabhi Ham apne a aap ko sudhar sakte hain hamen indicator acche wale uska nachegi
                        • #13 Collapse

                          Re: indicator kon sa use krna chaya ?

                          Bohat say indicators use hotay hain trading kartay hye yeh apko khud decide karna hota hai kay apko kon sa indicators use karna hai bohat si aise books hain jis mein trading kay baray mein bohat information di hotin hain agar apko eik base read kar lain toh apko sahi indicator use karnay ka sahi tareeqa aa jaye ga H4 time indicator bhe best indicator hai trading karnay kay liye kyun kay yeh best use hota hai trade open karnay kay liye aur hum 4 ghantay tak analysis kar saktay hain market ko lekin yeh apki marzi hai kay ap kon sa time frame use karen yeh apkay khud kay oper depend karta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: indicator kon sa use krna chaya ?

                            Assalamu alaikum all forex members ummid hai aap sab log khairiyat se honge sawal hi ke forex mein main kaun se indicators ka use karna chahie jasy k H4 time indicator FIR or SI ha Jo bhi ap ko acha lagta ha wo indicator ap use kro jitna zyada indicator use kro gy itna jyada fayda hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: indicator kon sa use krna chaya ?

                              market ke andar different types of indicators hote hain jinko understand karne ke bad ham log acche se use kar sakte hain aur usse Ham logon ko bahut achcha profit bhi mil sakta hai lekin jo Ham logon ko samajh aata hai uske profit hasil karna aasan ho jata hai aap logon ne bhi aisa Hi karna hai ki understanding increase karte rahana hai Taki aapko profit aana shuru ho jaaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X