Stop loss proper calculation ke bad Lagana chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Stop loss proper calculation ke bad Lagana chahie

    Forex members bilkul stop loss Lagane ke liye proper calculation ke sath hi stop loss Lagana chahie Soch Samajh Kar aur Market ko understand karte hue acche knowledge ke sath hi stop loss lagakar Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain aur kam se kam loss se Bach sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Stop loss proper calculation ke bad Lagana chahie

      Ji han bhai bilkul aapane sahi Kaha Forex parambara Mein sabse Jyada lot size 0.01 ke rakhni chahie aur stop-loss aur take profit ka istemal karna chahiye jisse Hamara account bilkul save rahata hai aur ham bahut jald Hai ismein experience for all aur marketing analysis karna sikhe Jaate Hain Agar Ham ismein stop-loss ka use Nahin Karte Hain To Hamen bahut jyada nuksan hota hai aur Hamari life and successful Ban sakti hai
      • #18 Collapse

        Re: Stop loss proper calculation ke bad Lagana chahie

        exactly members hamen stop-loss lgany sy pahle full calculation karne ke bad apni trade par stop loss lagana chahie kyunki ya Na Ho ki Ham stop loss LGA dain or us point per a k hamari trade loss may stop ho jaaye aur uske bad achcha profit mein hamari trade ho rahi ho lekin Ham pahle hi apni trade loss me stop kr chukain Hun to is me bad pachtany k phly hi calculation k sath apna stop loss set krain anjany me na stop loss lgaa dain k apko pachtana prdy
        • #19 Collapse

          Re: Stop loss proper calculation ke bad Lagana chahie

          Assalamu Alaikum dear Forex member kaise hain aap Sabhi ummid hai ki aap sab theek Honge aur Apna Kam kar rahe Honge Sahi Kaha Hai Aap Logon Ne ke Hamen stop loss proper calculation ke bad hi Lagana chahie Agar Ham pahle Star Plus Laga Denge To isase Hamara count Divas ho sakta hai Hamen Sawar Top class ka istemal Jarur karna chahie aur calculation ke bad hi karna chahie Agar Ham calculation ke bad top 10 ka istemal Karte Hain To Ham Apne kam ko Kamyab Bana kar Achcha profit gain kar sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: Stop loss proper calculation ke bad Lagana chahie

            Umeed krta hon k guys ap sb khariyt se hon gy Forex m Jab ap apna order execute Karte Hain To uske sath aap apna stop-loss ki limit bhi Lagate Hain Jo ki proper calculation ke bad Lagana chahie bahut Chhoti stop loss limit Nahin rakhni chahie Kyunki isase aapki trade jaldi close Ho Jaati Hai Aur bad Mein loss cover karna Kabhi Mushkil ho jata hai aur kabhi bhi stop loss ki limit bahut jyada bhi nahin rakhni chahie ki aapko loss recover karne mein pareshani ho isliye Ek reasonable stop loss limit rakhni chahie Jo kah trend ko bhi follow Karen aur uske sath sath aapko loss recover karne mein bhi bahut jyada mehnat na Karni Pade umeed krta hon k ap ko is post se faida hoga
            • #21 Collapse

              Re: Stop loss proper calculation ke bad Lagana chahie

              Salam walekum bhai jaan aapane bilkul theek baat ki Hai Star Plus 1 proper Anil se Sath Lagana chahie agar aap calculation kar lete hain tab jakar ab Star Plus Laga sakte hain Meri jio ja raha hai ki agar aapke pass Munna sota hai to aap Star Plus Na Lagaya Karen Kyunki stop-loss Mein Kabhi Jab aapki movement candle banaa Rahi Hoti Hai To usmein vah Kabhi fake moment Deti Hai FIR movement Dene Se aapka Jab loss complete hota hai to aapki trade automatic call ruk Jaati Hai To fake movement Mein Jab aapko last Hota Hai To fir vah aap Hona Shuru Ho Jaati Hai tab aap profit Aap Ko Nahin Milta ab nuksan Madrid close Kahate The Isliye aapko chahie Ki Star Plus Soch Samajh Kar Lagaya Karen
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Stop loss proper calculation ke bad Lagana chahie

                Walikun salaam dear ap ny sahi bat ki hai k hamen apni trade ky duran stop loss ka istamaal lazmi karna chahea jab bhi ham apna order execute karty hain tu ham us ky sath stop loss ka istamaal karty hain or hame stop loss ko na tu kam margin per rakhna chahea or na he long margin per balky proper calculation karty hoa stop loss ka istamaal karen taky bad mai ap ko loss recover karny mai mushkil na ho kiyun k kabhi kabhi loss ko recover karna mushkil hota hai es kiye ap ko chahea k proper calculation ky bad stop loss ka istamal karen taky easily recovery kar saken

                اب آن لائن

                Working...
                X