Assalamu Alaikum Forex trading market Mein Jab aap apna order execute Karte Hain To uske sath aap apna stop-loss ki limit bhi Lagate Hain Jo ki proper calculation ke bad Lagana chahie bahut Chhoti stop loss limit Nahin rakhni chahie Kyunki isase aapki trade jaldi close Ho Jaati Hai Aur bad Mein last cover karna Kabhi Mushkil ho jata hai aur kabhi bhi stop loss ki limit bahut jyada bhi nahin rakhni chahie ki aapko loss recover karne mein pareshani ho isliye Ek reasonable stop loss limit rakhni chahie Jo kah trend ko bhi follow Karen aur uske sath sath aapko loss recover karne mein bhi bahut jyada mehnat na Karni Pade
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим