Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain

    Dear apne bhut acha question keha hay forex forum bhut acha online business hay forex trading ma kamyabi haisl karny kelye experience aur knowledge ka honaa bhut zadya zoure hota hay forex trading ma ager hamen bhut zadia loss ho jata hay phir hamen teshion nai lena chahie phir hamen sabar ka sath work karna chlye experience aur knowledge ka sath trading karna chlye phir hum kamyab hu skaty hay phir acha porfit haisl kar sakty hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain

      Salam Walekum dear friends meet karta hun Sab khairiyat se Honge dear friend se loss Ki Sabse Badi vajah Hamare jajbat Hote Hain Hamare chal power control Mein Nahin Hote Jab Pocket Mein hote hain aur Bahut Khoob market Ne Chali Jaati Hai
      • #33 Collapse

        Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain

        hamry emotion or hamary jazbat han in par agar hamen cantrol na ho na to ham market sa loss let han to is ko ap ko samjhna ho ga agar ap na in ko cantrol karna ha to ap ko phely apni physology ko set karna ha jab ap ye kar len ga to market ki sahi sa samjh aye gi ap ko tb ap ka lye apny emotion ko cantrol karna bhe assan ho jata ha to ap acha kam bhe kar lety han or market bhe ap ko loss nhe de opati ha to ap na in bato par focous karna ha to ap ki trading theak ho jaye gi
        • #34 Collapse

          Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain

          Kaya hamary emotion or jazbart hamary loss ki wahja ho sakty han 100% hamen inhen ki waja sa loss hota ha ab jab trading karny ka lye ap ki physology 60% kirdar ada kar rahi ha to is main ap kamyab ya nakam ho ye dpe3nd karta ha ka ap apny emotion ko kis tarah sa carntrol kar rahy han agar ap ki physology theak ha or ap market ka wait kar lety han to ap ko loss nhe ho ga
          • #35 Collapse

            Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain

            Hamare Jazbaat loss Ki wajah Nahin hote hain balki loss ki wajah Hamari susti or kahli hoty hain Hamari e condition zaroor Hamari trade Par Asar Karti Hai Kyunki Agar Ham fresh hokar trade Karenge to Hamari trade Hamen Achcha profit Degi aur Agar Ham Kisi tension Mein Yahan per Kisi e depression Mein Aakar trade open kar denge To Hamen loss hi hoga to Behtar Hai Ki Soch Samajh Kar trading Karen aur loss Se Dur Rahe
            • #36 Collapse

              Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain

              Dear friends,
              Umeed hai sb friends khariat sy ho gy jesy k bhai ny kaha k loss hmary sirsf jazbat ki wja sy hoti hai is liay jb b trading kry to jazbati na ho bal k aram sy trade kry ta k apko loss na ho or ap jb trading kry to apko cool Mind hona lazmi hai ta k ap apna life style change kry sgy or ap jb trading kry to ap wait kry ta k apko pta chl jae k apka is time profit ziada hai tb ap is trade ko close kr k apna profit hasil kry
              • #37 Collapse

                Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain

                Dear member trading k doran pani emotion ko control me rakhain q k ye ap k lye loss ki waja ban skti he.is lye apny jazbat per control zrori he.apny andar sabar paida krain ik sabar krny wala admi hi ik kamyab trader ban skta he.market ki mavoments ko ghor se check krain jald bazi bilkul na krain.hamisha sabar ka muzahera krain q k ap ki emotion ap ko distub krti hain is lye trading me sucessful member banny k lya sabar se kam len or hardworking krain.
                • #38 Collapse

                  Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain

                  bus ki vajah hamare jaise baat ho sakte hain hamen mehnat Karni hogi mehnat karenge to hamare jazbaat bhi acche honge aur ham bhi acche honge lekin jab tak Ham mehnat nahin karenge kamyab nahin hoti nahin aati hamare liye bahut important hai
                  • #39 Collapse

                    Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain

                    ap ko pata ha forex market main akm karny ka lye ap ko sirf exprince he zarori nhe hota ye deamg ka kam ha to is main ap ki physology ka almal dakhal hota ha to agar is main ap apny jazbat par kabo kar lety han to ap kamyab ho jaty han
                    • #40 Collapse

                      Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain

                      Ji han Apne bilkul theek kaha hai Hamen loss ka Samna Tumhare Apne Jazbaat ki wajah se hota hai agar Ham Apne Jazbaat ko control Mein rakhen To Hamen loss kabhi bhi nahin ho sakta agar aap apne emotions ko control karte hue trading Karte Hain To aap kaun kabhi bhi loss ho hi Nahin Sakta isliye Hamesha Hamesha Apne emotions per control karne ke bad FIR Lagani chahie Jo traders Apne emotions per control nahin kar paate Vahi loss ka Samna karte hain bahut Shukriya
                      • #41 Collapse

                        Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain

                        Yes jajbat or mony management bohat aham ha forex me
                        • #42 Collapse

                          Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain

                          ge bilkul agar hamen loss hota hy aur ham agar jazbati hoty hain to ham apny loss ko bht ziada lay kar chly jaty hain . agar ap ko loss hota hy to kosish karen keh jazbat me bilkul bi na aen agar ap jazbat me aty hain to apko kabi bi achi laning ni kar saken gy aur jab ap achi planing ni kar saken gy to apko kabi bi acha response ni mil saky ga aur apko kabi bi account ko recovery ni kar saken gy , account ki recovery karny klye apke pas itna knowledge ho keh ap apny emotions me a kar koi bi decision na len .
                          • #43 Collapse

                            Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain

                            Dear forex member hamary loss ki main waja hamri lack of knowledge hota hai jis hamen kafi ziada nuksan hota hai or loss ki main waja hamra lack of analysis hai hamara analysis jitna acha ho ga utna ziada ap ko loss ko control kar sakty hain agar ap acah analysis karn seekh lety hain tu ap loss ko achy tariqy sy control mai kar sakty hain ....
                            • #44 Collapse

                              Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain

                              Jab Ham emotions Mein Aakar Aur gusse Mein Aakar tradings Karte Hain To Hamari trade Hamen nuksan deti hai aur Hamare account ko bhi nuksan ho sakta hai isliye Hamen chahie ki Ham kabhi bhi jaldi Mein Aakar kam na Karen aur emotions Mein Aakar kabhi bhi without knowledge trading na Karen Bal ke Ham acche knowledge ko use karte hue acche tarike se mehnat karte hue kam Karen Kyunki yah mehnat wali trades Hamen bahut Achcha profit de sakti hain

                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Loss ki vajah kya Hamare jajbat Ho sakte hain

                                Assalamualaikumkaise hain aap sab khairiyat se honge ummid karta hun pahle se jyada se jyada fayda hasil kar rahe honge ji Bhai aap bilkul theek aaye hamare loss ki vajah hamare jazbati hote Hain agar Ham badi ki lalach karenge to hamesha lossy hoga to hamen apne jajbat per control karna chahie hamen achcha word karna chahie sambhal size ka istemal karna chahie jitna jyada aap small size hoga aapko itna hi achcha profit hasil kar sakenge to main aap sahab ko yahi kahunga ki jyada se jyada mehnat kijiye aur kamyabi hasil

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X