Trading karte waqt Dil Mein Dar Nahin Rakhna chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading karte waqt Dil Mein Dar Nahin Rakhna chahie
    Agar Ham trading karte waqt Dil Mein Dal Rakhenge yaar Iske Se bharenge To Ham Kamyab Nahin ho sakte Kyunki trading meriscreen abhi Jaroori hai lekin jab tak hamare pass experience or knowledge Nahin hoga tab tak Ham risk bhi nahin Le Sakte acchi aur behtarin Chandauli Hona bahut jaruri hai agar Ham Chahte Hain Ki Ham trading Mein kamyabi Hasil Karen To Hamen pahle form account per Jyada Se Jyada Nahin baat karni Hogi Agar Ham Soch Samajh Kar Aur mehnat Ke Sath kam Karenge To Hamen kabhi bhi nuksan nahin Hoga Ham Hamesha acchi aur perfect perfect trade your bedroom perfect trade karne ke liye hamare pass market ki Mohammed ke bare mein Laga Sansadhan permission honi chahie Agar Hamara target fix kar lete hain To Hamen Apna weekly target hi pura karna chahie Agar Ham Jyada profit ke lalach mein a Jaenge To Ham Apna account Bhaskar baithenge isliye kam lot size ke sath trading Karni chahie aur kam risk Lena chahie.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading karte waqt Dil Mein Dar Nahin Rakhna chahie

    ji han bhai jaan aapki baat theek hai trading karte waqt hamen Dil mein Dal Dal nahin rakhna chahie agar Ham Dil mein Dal Raha kar kam karte Hain to vahin hota hai jiska hamen da rota hai agaram positive soch Raha kar kam karte rahte Hain to Ham achcha mauka lete hain use achcha anjam apna Le lete hain isliye positive rahe hain sabar ke sath kam Karen trading karte waqt
    • #3 Collapse

      Re: Trading karte waqt Dil Mein Dar Nahin Rakhna chahie

      Dar kamybi k rasty me ik rukawat he.Hamen is se bachna ho ga Q k koi bi admi jis k dil me dar ho wo kabhi bhi acha perform nahi kr pata.Agar Ham trading karte waqt Dil Mein&nbsp; Rakhenge yaar Iskey bzry me sochty rahy ge To Ham Kamyab Nahin ho sakte.Is lye trading k doran bilkul bi ghabrana nai he.apna kam tasali k sath kren or is per yaqeen bhi rakhen k ap ne kam sahi kia he to inshaAllah hum zror kamyab hon ge
      • #4 Collapse

        Re: Trading karte waqt Dil Mein Dar Nahin Rakhna chahie

        Assalamu Alaikum dear forex members. G bilkl q k profit or loss her karobar ka hisa hota hy is liye ager ham loss sy derty rahy to kabhi bhi acha profit earn nhi ker skein gy acha profit earn ketny k liye hmein loss k der ko apny mond sy nikalna hoga or khul ker trade ko open kerna hoga tabhi kamiyabi mumkin hoti hy. Trade open kerny sy pahly market analizing bubt zrori hoti hy q k is ki wajah sy hi ham acha profit gain ker sjty hein likin loss k der sy trade ko open na kerna ya loss k mind mein rakhty hoye trade ko open kerna ye shi nhi hy q k is ki wajah sy ham hmesha loss hi ko face kerty hein isiye market analizing k bad khul ker trade open kerein or profit earn kerein.
        • #5 Collapse

          Re: Trading karte waqt Dil Mein Dar Nahin Rakhna chahie

          Yes absolutely right...
          Bhot say trader asy hai jo demo account pay bhot acha or simple techniques kay sath market ko samjh jaty hain. Lakin wohe trader jb real account pay kam karny lagty hain to wo demo account jesi kamyabi hasil nai kar sakty. Us ki sab say bari reason ye huti hai kay jab wo analysis karty hain to wo un analysis main apny emotions ko bhi add karty hain jis say in kay analysis information based nai rehty jis say un kay chances barh jaty hai or wo loss ki janib jaty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Trading karte waqt Dil Mein Dar Nahin Rakhna chahie

            Forex mein humain dar dar ker kaam nahin kerna chahyea balkay humain pooray confidence kay sath kaam kerna chahyea agar hum forex mein acha kaam kertay hain tou humain faida hota confidence build kernay kay lye humain demo account mein trading ki practice kerni chahyea jis kay baad hum forex mein achi earning ker saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading karte waqt Dil Mein Dar Nahin Rakhna chahie

              Aapane ji ka hai ki trade karte waqt Tumhare Dil Mein Kisi Kishan Ka Dar Nahin Hona chahie Kyunki Jab Ham ki Hamare Dil Mein Kisi Ki sim Ka Dar hota hai yahan Bedar Ho Gaya Mein launch Ho Jaega To isase Hamara confidence load ho jata hai aur ham market ko Sahi tarike se analyse nahin kar sakte market to Anuraj karne ke liye aapke underconfidence Kaho na bahut jyada jaruri hai aur confidence is Waqt Aata Hai Jab aapke pass Achcha knowledge ho isliye Apna knowledge increase Karen acche tarike se mehnat Karen market ko samajhne ki koshish karen jawab Soch Samajh Kar kam Karenge to aap analyses Achcha Hoga aur aapka analyser Jitna Achcha Hoga aapko trade Hote Nahin Jyada profit Degi aur is aapka Dar khatam hoga isliye kabhi bhi nahin rahe hain aur acchi tarike se apni mehnat per focus Karen aur Apna Kam ko Achcha banaya tha ki aap ko acche tarike se kamyabi Milti Rahe aur aapke kaamyaab trailer
              • #8 Collapse

                Re: Trading karte waqt Dil Mein Dar Nahin Rakhna chahie

                Aapane bahut acchi baat ki hai trading ke dauran Hamen Dil Mein Dar Nahin Rakhna chahie Varna Hamen trading ke dauran loss ho sakta hai acche confidence ke sath trading Karni chahie Taki Ham trading Mein Achcha profit Hasan kar sake aur Forex Mein kamyabi Hasil kar sake...
                $#@#i Khan
                • #9 Collapse

                  Re: Trading karte waqt Dil Mein Dar Nahin Rakhna chahie

                  trading aik esa business hae ke jis main profit bhe hota hae or loss bhe hota hae lakin hamen is main kabhe bhe himmat nhe harne cahiye q ke hum agar is main himmat har jate hain to hum kabhe bhe kamyab nhe ho sakte hain is waj se hamne bhecahiye ke hum is main ache se kam ko kiya karen tabja kat he to humis main success hasil kar lete hainhamen kabhe bhe apne kam ko ese he nhe chorna cahiye balke is main mehnat kiya karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading karte waqt Dil Mein Dar Nahin Rakhna chahie

                    Ji bilkul dear trading karte waqt Hamen Apne dil mein Dar Nahin dalna chahie Hamen Hamesha active hokar trading Karni chahie active hokar trading Karenge to hi apni trading ko a profitable trading banaa Payenge Agar Ham Apne dil mein Dar rakhkar market Mein trading Karenge To Hamen market mein nuksan ho sakta hai isliye Hamen Apne Dar ko khatm karke Hamesha active hokar aur relax mind ke sath market Mein trading Karni chahie Hamen trading Hamesha trading ke rules ke mutabik hi Karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading karte waqt Dil Mein Dar Nahin Rakhna chahie

                      Assalamualaikum g bilkul apne bilkul sahi kaha training krty hue dill Mn Dr bilkul b no rkhna chahiye haar r Jeet tw zindgi ka hisa hn agar hm drty rhn ge tw kaam kw achy se r fresh mind k Sth ni kr sken ge trading is a business r business mn loss ya profit tw hota rehta h iska ye mtlb hargiz ni h k hm Dr kw sar par sawar kr Len hmn chahiye k purskoon ho Kar apna kaam Karen air jldbazi bilkul b naw kren sbar ka damn hath se naw jany den aik sabir insane kbhi b kisi b maidaan Mn ni haaar sakta
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading karte waqt Dil Mein Dar Nahin Rakhna chahie

                        good hum ko trade kerty time hum ko confidence se works ker na ho gaw agr hum Asia kerty hy to hum ko loss se Bach na k liy dar na ni chiy us business ma
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading karte waqt Dil Mein Dar Nahin Rakhna chahie

                          Yes bilkul dear forex member AP na shaii kh ha trading krty AP bilkul relex ho post krain jis sy AP ko b koy na koy profit jab ao yh jildy krain gy phr AP yh soch k krain Kia ho ga to us Sy fada b ho AP ko loss krna prta ha islyai tarding krty AP k Dil ma yh bat na hoo KH Kia ho ga Kia mn loss kron ga blka yh soch k krain AP ko profit Mily islyia khbi b Dil ma yh na krain koy dar hoo to apny loss kuch b blka yakeen k sath krain .
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading karte waqt Dil Mein Dar Nahin Rakhna chahie

                            G hn bilkul dear forex member AP na Shai kha ha kh trading krty waqat Dil ma yh dar ki bat ni hona chyia to AP jab tarding krain to apny Dil ma yh bat na krain kh loss ho ga yh gain q k AP k Dil k dar ki waja AP apna loss KR skaty Hain to jab b tarding krain to yh soch na krain khbi b jildy na krain relex ho krain AP k mind fresh ho or sath yh bat n yad rakhna AP k knowledge k matabik krain AP k mind bilkul fresh bilkul nervous hoo relex ho krain.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading karte waqt Dil Mein Dar Nahin Rakhna chahie

                              Haji Mere Bhai aapane theek hai agar Ham trading kar rahe hain To Hamen Dil Mein Koi Bhi Dar Nahin Rakhna chahie Agar aamdaar Rakhenge To Ham nuksan uthenge fail ho Jaenge kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar Payenge isliye main chahie Hamara Dil Mein saaf hone chahie aur Achcha kam karna chahie beta kam karna chahie mehnat Karni chahie jo ki Hamare liye bahut jaruri hai agar Mahina se kam Karte Hain To Dil Laga kar kam Karte Hain To Ham kabhi bhi Khyal Nahin ho sakte Ham kamyabi Karenge aur Achcha kam Karenge Bata kam Karenge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X