trade kitni lgani chayye din me??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade kitni lgani chayye din me??
    assalamualaikum umeed karta hn k ap sb theek hngy aur chy sy kaam kar rahy hngy mai pochna chahta hon k dn me kitni trades lgaani chayye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade kitni lgani chayye din me??

    Walekum assalam dear forex me aap jab kam kar rahe hote hain to ismein aap dekhte Hain Koi aapko ismein profit aapke account balance ke hisab se hote hain aur ismein aap kam apne account balance ke sabse kar sakte hain kyunki aap jab ismein chitra kaise kam karenge aur aapas mein knowledge hasil karke kam karenge to uska aapko jyada fayda hoga aur aapko ismein kamyabi milegi agar aap ismein account balance ke hisab se Kam nahin karte to aap ismein saccha sar nahin kar sakte isliye aap apne account balance ke sath se planning banaen aur ismein soch samajh Kar trade karen to iska aapko jyada fayda hoga agar aapki planning acchi hogi to ismein aapko achcha profit ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: trade kitni lgani chayye din me??

      Humay din ma aik yha aik sy zayda trade lagni chayia mgr trade tb lagyan jb apki trade profit ma ho galt trading skills ki waja sy hum galt trade laga daty hain jisay humay loss ka samna krna parta h or hunay nuqsan hota h...
      • #4 Collapse

        Re: trade kitni lgani chayye din me??

        trading hamen din mein do ya teen madhva lagani chahie tha ki Ham acchi trade kar sake jiske liye se Ham achcha profit hasal kar sakte hain aur hamesha dalalachi nahin karni chahie
        • #5 Collapse

          Re: trade kitni lgani chayye din me??

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammadferdoos0022 پيغام ديکھيے
          assalamualaikum umeed karta hn k ap sb theek hngy aur chy sy kaam kar rahy hngy mai pochna chahta hon k dn me kitni trades lgaani chayye
          Ek Din Mein Hamen Jyada trade Nahin Lagani chahie Agar Ham Ek Din mein jyada trade Karenge To Hamen nuksan Hoga Hamen loss se bachne ke liye bus maximum Ek Ya Do trade sirf Karni chahie Ek Din mein agar Jyada trade Karenge To Hamara account bhi was ho sakta hai .
          • #6 Collapse

            Re: trade kitni lgani chayye din me??

            trading karte hue apne account mein trade lagana yah sab hamare account ke upar depend karta hai jitna jyada hamare pass account balance hota hai utna 6 tarike se Ham trade laga sakte hain aur ISI tarah hamen acche Forex signal ki bahut jyada jarurat hoti hai jab hamare pass Forex signal achha hota hai to Ham hamen trade laga dena chahie aur ISI tarah hamara account balance agar bahut jyada hi thousand save hai to Ham yadda yadda trade laga sakte hain aur ISI tarah agar hamara kam bahut kam hai hundred se blue hai to hamen bahut kam se kam trade lagani chahie ISI tarah hamen apne account ke according kam karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: trade kitni lgani chayye din me??

              Slam
              Ap din m jtni chahy treading kryn
              But wo trade ap ko profit Di rhi ho to lgaien wgrna ap Na lgaien.han agr ap experienced hi phr to ap ko loss or profit ka pta hoga..
              Agr ap new hn to ap ka trade ap k pas balance py depend krta hi..ta ye bhi Na ho k ap ka account washout ho jaie..
              Thanks
              • #8 Collapse

                Re: trade kitni lgani chayye din me??

                Walaikum Asalam.
                Kitni trade lagani chaia or kab lagani chaia is ka trading mai koe fix time table nahi hain . Jab marzi chao jitna marzi chao trade laga skty hain . Laken over trading say bachy over trading loss ki waja banta hain or zayda earning ki lalach say bhi sahi trade bhi wrong hojati hain or forex mai margin level zayda honay sy account wash bhi hojata hain
                • #9 Collapse

                  Re: trade kitni lgani chayye din me??

                  dear member trade aik lagye par pury experience ke sth lagaye zaida lagana lalach hoti ha or lalach buri bula hai is liye aik pe ap achi information hasil kare or 100% chance profit pe le takay ap acha or reliable profit hasil kar sakay or dobra trade market ki movement ko dekh kar or proper knowledge ke sth strong signal ko dekh kar lagye to ap acha earn kar skaty hai or kamyabi se earn karne mein kamyab ho sakty hai or apni zarorat ko pura kar sakty hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: trade kitni lgani chayye din me??

                    ji hamen din mein ek ya do trade lagani chahie pahle hamen apna bonus check karna chahie usi ke mutabik trade lagani chahie soch samajhkar trade lagani chahie agar Ham teen char trade lagayenge to Ham loss mein ja sakte hain isiliye jaise hi kisi senior se koi acchi intra milati hai tabhi hamen trade laga Deni chahie aur profit aane ki Surat mein trade ko close kar dena chahie din mein ek yah bus do hi trade lagani chahie ise jyada nahin lagani chahie isase Ham loss mein ja sakte hain isiliye hamen main balance ko check karte hue usi ke mutabik trade lagani chahie aur apna focus trade per hi hona chahie isase hamen profit gain kar sakte hain agar ham 3 4 trade din mein laga de to isase Ham loss mein ja sakte hain isiliye hamen din mein ek ya do hi trade lagani chahie aur acchi inter milane per hi lagani chahie to he is ham profit gain kar sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: trade kitni lgani chayye din me??

                      Forex trading market main aapko Din mein sirf ek hi trade Karni chahie lekin properly market ko analyse karne ke bad hi trade open Karen aur jab tak aapki favour main market na ho aapko trade Nahin Karni chahie aur na hi lalach karna chahie Agar kisi din market aap ki favour mein nahin aati to trade open na Karen aur jab market aap ki favour mein ho to sirf ek hi trade Karen aur Achcha profit Hasil karne ke bad trading khatm kar de Kyunki Bar Bar trading karne se aapko Kafi bada nuksan ho sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: trade kitni lgani chayye din me??

                        Ek Din Mein Hamen Jyada trade Nahin Lagani chahie Agar Ham Ek Din mein jyada trade Karenge To Hamen nuksan Hoga Hamen loss se bachne ke liye bus maximum Ek Ya Do trade sirf Karni chahie Ek Din mein agar Jyada trade Karenge To Hamara account bhi was ho sakta hai .
                        • #13 Collapse

                          Re: trade kitni lgani chayye din me??

                          yaar dekh Le mere khyal mein to aapko aapka jitna Dil kahta hai aap apni laga de nahin to aap mujhse poochh sakte hain main FIR aapko yahi hai ki guide kar sakta hun yaar aur tumhen kuchh bhi nahin kar sakta aapka guide karna Mera farj hai
                          • #14 Collapse

                            Re: trade kitni lgani chayye din me??

                            Assalamu Alaikum dear Forex members Hamen Din Mein Ek Ya Do trade Karni chahie usse Jyada trade Nahin Karni chahie overtrading karne se Hamen Los ka Samna karna padta hai isiliye Hamen loss Se bachne Ke Liye overtrading Nahin Karni chahie Taki Ham Achcha profit Hasil kar sake aur Hamen chahie ki Ham kam se kam lot size use Karen Taki Hamara account wash hone se Bach Jaaye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trade kitni lgani chayye din me??

                              trading karte hue apne account mein alternate lagana yah sab hamare account ke upar rely karta hai jitna jyada hamare skip account stability hota hai utna 6 tarike se Ham trade laga sakte hain aur ISI tarah hamen acche foreign exchange sign ki bahut jyada jarurat hoti hai jab hamare bypass foreign exchange signal achha hota hai to Ham hamen exchange laga dena chahie aur ISI tarah hamara account stability agar bahut jyada hi thousand save hai to Ham yadda yadda change laga sakte hain aur ISI tarah agar hamara kam bahut kam hai hundred se blue hai to hamen bahut kam se kam alternate lagani chahie ISI tarah hamen apne account ke in accordance kam karna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X