Forex Mein kam karte hue aap Logon Ko chahie ki jawab kam karen to Pareshan hokar kam na Karen balki tension free hokar kam Karen pareshani Jab aapko Hogi to aap per mind Kam Nahin Karega aur jab mind Kam Nahin Karega to aap Achcha analysis nahin kar Sakenge acchi trade open nahin kar Sakenge to iske liye aap Logon ke liye yah bahut important hai ki Jab aap log kam karen to koshish karen aap log Pareshan Na Ho agar aap log Pareshan hokar kam Karenge to aap ka nuksan Hoga aur acchi trading Nahin ho sake gi Ek Achcha trader wahi hota hai jo Pareshan hokar trading nahin karta balke fresh mind aur cool mind ke sath trading karne ki koshish karta hai aur munafa leta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим