indicaters ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicaters ?
    assalam o alaikum mai ap sab se ye pochna chahta hu k jo indicators hote hai ye market k bare mai thek batate hai ya phr wase hi hote hai ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear friends forex trading market main different indicators use hote hain. or yhe indicators forex market ki kafi information dete hain. forex traders ko koi na koi indicator to zaror use karna chahiye.
    • #3 Collapse

      Indicators are signs to show moves or trends of the market.they help the traders a lot to set their trading direction.so taking help from Indicators is always helpful for the traders.
      • #4 Collapse

        waalikum salam, mery khayal mai to koi b indicator market k bary mai 100 percent correct information nahi dy sakta. but phir b indicators ki madad sy ham market ko kafi achay tareeky sy analysis kar sakty hian. agar ham properly market k bary mai janna chahty hian to phir ham ko market k analysis k liye indicators aur news dono sy help laini pary ge.
        • #5 Collapse

          han dear is business mein bahut sy indicator bhi use kiye jaty hain ye aik acha business hai aur bahut sy loog indicator sy bhi trading kr rahy hain lekin thek kaam kr jaty hain aur kuch wrong kr jaty hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            dear market indicators kafi effective hota hn qn ka en ko pori world mn at a time kafi log try kr rha hota hn but en ko use krna chaya baz dfa market aisa trend change krti ha ka kuch indicators fail ho jata hn

            اب آن لائن

            Working...
            X