Market ki movement ko dekhty rahen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki movement ko dekhty rahen
    Assalam.o.alaikum g han dear friend mera manna hy k agr ap market ko movement ko dekh k kam kren gy to apko faida hoga wrna ap ko loss ho sakta hy ap market ko up and downs ko dekhen or agr loss ho jaye to preshan na hon ap bal k pehly sy ziada mehnat kren ta j apko achi earning ho
    ​It's my views. 😋
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki movement ko dekhty rahen

    Ji Ham Sab Ko Yahan per apni market ki movement ko dekhna chahie mayke ki movement acchi Hogi To Hamen kamyabi Milegi isiliye Hamen Yahan per apni movement Ko Dekhkar Apna Kam karna chahie mehnat Karni chahie aur Apna bonus level improve Karke apni success Hasil karne ki koshish Karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Market ki movement ko dekhty rahen

      dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn achhi trading krnay k liay market ki movement ka achha experience bahot zroori ha isliay apko chayay k hmesha market k sath touch rhen aur market ko read krtay rhen ta k market ki movement ka achha experience hasil ho jay aur ap achhi trading kr k achha profit hasil kr sken
      • #4 Collapse

        Re: Market ki movement ko dekhty rahen

        g han humein market ki movement ko dhakty rehna chy. jitni zyda hum mehnt karty hain humein utna hi zyda fida hota ha humein es sy pata chlta ha k hum ny buy krna ha yh sell krna es sy humra experince b zyda hota jata ha. q k market ki movement up ho jati ha yh kabhi down ho jati ha es sy humein pata chl jata h k hum ny kia krna ha yh experince sy pata chlta ha .
        • #5 Collapse

          Re: Market ki movement ko dekhty rahen

          Market ki moment ko dekhna bahut jaruri hai Kyunki agar aap market ki moment Banaras Nahin Karte aur ab Bina soche samjhe Apne trade Laga Dete Hain To aapko loss ho sakta hai Kyunki Jab aap weighted lete hain agar aap samajhte hain ki market Upar Jayegi aur aap by ki trade lete hain ho sakta hai ki market niche a Jaaye aur aap log Ho Jaaye log se bachne ke liye aapko best tragedy use Karni chahie aur uske liye aapko market Cup chart pattern bhi jarurat karna chahie aur news update ko bhi follow-up Lena chahie
          • #6 Collapse

            Re: Market ki movement ko dekhty rahen

            Aslam o alaikum pyary dosto jesy k ap ko malom hy k hm sub member Pakistan forex trading me online marketing krty hain as marketing me investment ko lgany k ly hm ny bht c mehnt kr k apni earning ko online trade me lga dety aur us k bad achy results ka wt krty hain but hm apni online marketing ko dekhna ignore krty hain jo hmari nakami ka sabab bnta hy aSi ly jo bhi earning lgao usko dekhty raho k aj ki marketing me kya ho Rha hy kaha hme faida ho rha hy aur kaha hme nuksan ho rha hy marketing py hr time nazr rakhne agr apko loss ho rha hy tu apko uski wja bhi nazr aa rhi ho gi aur agr faida ho Rh hy tu wo bhi apko pta chly ga k me ny kaha behtr work kya hy asi ly marketing py hr time nazr rakhni chahy
            • #7 Collapse

              Re: Market ki movement ko dekhty rahen

              Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men agar koi trade loss nah bhi ho tu phir bhi market k sath attach rahen aur market pe nazar rakhen iss se aik tu knowledge aur experience increase hota hey aur trading updates bhi milti hen jin ki waja se real trading men kamyabi k ziyada chances hotay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir daily base pe 6 se 8 hours zaroor forex trading men kam karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Market ki movement ko dekhty rahen

                Hume chahie ke hum market ki movement ko dekh ker kam kerna chahie kui ke jitna zyada hum market ko time dien ge tu hume us mien utne hi evidences hasil ho ge aur hum un per trend ke mutabiq trade laga ke ache profit hasil ker sakte hain. Hume hamesha best se best kam kerna chahie kui ke jitni ache quality aur quantity ho gi utni hi ache earning ho gi aur sabar se hum her business mien kamayabi hasil ker sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Market ki movement ko dekhty rahen

                  Assalamu Alaikum dear Forex mein trading karte hue aapko sabse pahle aapko forex market ke bare mein pata Hona chahie ki forex market kya chij hai aur ismein kam kaise kiya jata hai Jab aapko ine Sab chijon ke bare mein pata chal Jaega kab market ko aap acchi Tarah study kar sakte ho aapko chahie seniors ki post ko Jyada Se Jyada study Karen Apne senior Se Jyada se baat Jyada batai sikhen Taki aapko Forex trading ke bare mein jyada ilm Hasil Ho Jaaye aur aur aap experience ke sath sath hard-working ke sath kam karo aap Jitna Jyada hardworking ke sath kam Karoge aur forex market Ko Jitna Se Jyada time Doge aapko forex market ke bare mein itna Jyada knowledge Hasil hoga aur jab aapke pass knowledge experience a Jaenge tab bhi forex market ko analysis kar sakte ho so dear aapko chahie market ko study karte raho aur Jyada Se Jyada time Forex market kodu aur Jyada Se Jyada time analysis karo Taki aapko parts market ke bare mein pata chal Jaaye aur aap Jab Twitter Din karo aapko use trading Mein Achcha profit Hasil Ho so dear forex market Mein Kamyab hone aur Achcha prapt Hasil karne ke liye ke liye aap kaun Jyada Se Jyada time forex market ko Dena padta hai aur Jyada Se Jyada Forex market ko study karna padta hai video aapko chahie kya Apna knowledge improve Karen aur Jyada Se Jyada time forex market ko de thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ki movement ko dekhty rahen

                    Janab aapane bilkul theek Baat kahi hai kya main market ki moment per Najar rakhni chahie aur jab tak main market ki samajh Na Aaye To Hamen trader per Nahin Karni chahie market Mein trade karne ke liye sabse Jyada Ham chij jo aapko jarurat hoti hai vah aap analyses aur aap market ko Usi Waqt analyse kar sakte hain Jab aap market per Najar rakhte hain aur aap market ko Sahi tarike Se samajhne Ki Koshish karte hain jawab market ko Sahi tarike se samajh Lenge aap market per Najar Rakhenge aur Market Ki Har movement performance Rakhenge to aap market ko aasani se analyse kar lenge aur is analyses ke natije mein aap Achcha probate muscle kar Sakenge lekin agar aap market per Najar Nahin rakhte aap Sahi tarike se market ko analyse ke bagair hi trade kar rahe hain to aap abhi market Mein Kamyab Nahin Ho Sakenge aur aapko Hamesha loss hota rahega isliye agar aap Chahte Hain ki aap ko Achcha profit Milta Rahe to aapke liye jaruri hai ki aap market per Najar ke Sahi tarike se market Mein like Karen aur jab aapko market ki samajh mein a Jaaye to use Waqt Koi trade open Karen Agar aapko market ki samajh Nahin a Rahi Hai To Kabhi Bhi lalach Na Karen aur trade open na Karen Kyunki is aapka Kaun Mukamal ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ki movement ko dekhty rahen

                      g Han dear analysis sy movement ziada asaani say observe ki jaa sakti hain aur unn kay mutabiq trading kerna bohat asaan rehta hai. Gold ki trading kay liye sirf dollar index ko he monitor krna chye is ki news ki daily productions aur demands kay charts he samajhtay rahain tou gold say acha business kia jaa sakta hai gold jo ky crude aor dosra gold is py humen bahot he muhtaht ho ky
                      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ki movement ko dekhty rahen

                        Asslamualeikum all friends ummid karta hum ap sab khairiyat se honge dear apne bhut acha question keha hay forex trading bhut acha online business hay ye pure duniya ma famous business hay forex trading ma kamyabi haisl karny kelye experience aur knowledge ka honaa bhut zadya zoure hota hay forex trading karty sb pehle hamen market ke analysis ko fallow karna chlye phir oske bad hamen soch samjh kar market ke analysis ke moment ko daikh kar phir hume trading karna chlye phir hum kamyab hu skaty hay phir acha porfit haisl kar sakty hay
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ki movement ko dekhty rahen

                          Dear members market koi bhe ho business ke hawale se ager ap KE nazar market par ho ge to ap market men or business men kamyab hon gay or apko is ka bht faida ho ga forex trading ak ese market hi Jahan par ak mint ke bad dosre mint par bhe bhrosa ya risk ni lya ja sakta q ke ye apni trade ya simt badalty rehte he is trade se faida wahi insan uthata hi Jo is kam ko samjh Raha hota hi us ke nazar market par hoty hi wo market men hone walay up and down value ko dekh Raha hota hi market KE sath attach rahen gay to is ke bare knowledge men izafa ho ga or ham profit zeyada se zeyada hasil Kar sakty hen or ache income hasil kr sakte hen Jo log is market se related hen wo behter jante hen KE kis spray men market down hoty hi or kab market up hoty hi is lye har kam pe nazar rakhan zrori hi ager market se kuch hasil karna hi esa na ho market men Kam slow chal Raha ho or ham us wakt trade lga rahe hon wese to kise ko malom ni hota ke is wakt market KE Kia halat hi liken kuch sign hotay hen jis se AP ko malom hota hi ke market KE is wakt Kia halat hi market KE movement ko dekhte rahe
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ki movement ko dekhty rahen

                            markat ki movement ko Dekhte Hue hi market Mein tried open Karni chahie market Mein trade Hamesha market ki moment ko Samajh Kar Hi open Karni chahie market ki moment ko samajhkar market Mein trade open Karenge Tu Is Tarah Se Ham apni trading Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen bagair soche samjhe kabhi bhi trade open Nahin Karni chahie bagair soche samjhe tried open Karenge To Hamen trade mein nuksan ho sakta hai aur Hamara account was ho sakta hai Hamen market ko Hamesha Dekhte Rahana chahie Barkat ke trendline ko follow karke market Mein trade Karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ki movement ko dekhty rahen

                              Agar aap trade nai bhi kar rahe to aap market ki movement ko dekhte Rahe aur usko acche tara study karte rahte hain isase yah hoga Ki aap ko market ke bare mein bahut jyada knowledge Hasil ho jaega aur jab aap trade open karenge to aap ek acchi trade kar sakte hain ek personal trader trade nahin dikha raha hota to vah market ko acche se study kar raha hota hai aur usko dekh raha hota hai aur uske movement ko study karta hai to Jab bhi vah trade open karta hai to Puri planning ke sath kam karta hai to vah ek acchi tarah karta hai aur ek achcha profit dikha se karta hai isliye main aapko yahi se sujest karunga ki aap market ko study karte Rahe ismein aapka hi fayda hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X