hamay kis tarahn ek new order create karna chaheya
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    order lga k bi hum is main acha earn kar skaty hain so hamain market main planing karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experience ho ga tab hi hum achi trade karein gay aur market main plane kar hi hum earn ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      Ye sahe keh rahey hain k order kesy lagaen tou mai ye kahon ga k hamen order market k trend ko deakh k lagana chahye agar rat mein ya kisi aur time market up down ho sakti hy tou hamen us hisab sy selling pending ya buy pending ka order laga k so jana chahye aur agar din hy tou market ke trend ko follow kar k order lagana chahye
      • #723 Collapse

        Dear forex mein new order lagany sy pehly kafi saari baaton ka khayal rakhna parrta hy jaisa k forex k baary mein apka knowledge kitna hy aur demo account py ap ny practice kitni ki hy aur apki investment aur kis time ap order laga rahain hain isky elawa apko news ka pata hona chahiey jo k bahot ziada asarandaaz hoti hain market behavior py
        • #724 Collapse

          bro pending sell order and pending buy order is the best technique and in this we trade on already fix amount and in this case the chances of loss is lessen and the profit chances enhances so we can fix order.
          • #725 Collapse

            Agar aap ko new order place karnay ka ni pata kay kis tara aik acha entry point or tp or sl daina chiay to is kay liay aap Fibbonaci retracement per aik do lecture sunay youtube say inshallah aap ko kafi faida ho ga
            • #726 Collapse

              news ko follow kar kay market main kam karna ho ga ta kay kam karna humay is main hard work karny say hi kuch hasil hota hay kun ay demo ko use karty hain t trade karny main asni ho sakti hay low risk main trade karty hain to kafi best hota hay is main indicators ki help lay kary market ko use karny say humain achi earning hasil ho sakti hay
              • #727 Collapse

                Dear first of all hamen koi bhi order apni stragty aur money management k sath put krna chahiye.
                Stoploss: aap jo loss ki limit ka puch rhe hain , ham orde lagane se pehle aur baad mn bhi stoploss set kr sakte hain, stoploss ka mtlab hai k ham apni trade men aik target set krte hain k hamen iss trade men iss se ziada loss na ho ,uss target ko ham stoploss kehte hain, stoploss ko ham barri aasani se trading men use kr sakte hain.
                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                • #728 Collapse

                  han g bhai apko jitna pta chal hai sahi pta chalaa hai aysa he hai forex main hum profit ki limit bhi set kar skty hain or loss ki limitbhi lga skty hain hum jitna loss afford kar skty hain otna hun stop loss set kar dety hain yah aik acha kam hai
                  • #729 Collapse

                    is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main emotion ko kabo main rakh k hi hum run karein gay aur market main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay
                    • #730 Collapse

                      Forex trading men koe oder lagany sy pehly usko study krna chahy k kia ye trade meri strategy k motabic ban b rha hae k ni aur us trade ki pehly poori planning krni chaey aur money management k sath trade ko adjust karren aur lot size chota rakhen ya phr apny account balance k hisab sy lot adjust karren.
                      • #731 Collapse

                        hamain market main trade karny k liye is ki movement ko dekhan ho ga aur is k bary main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main emotion ko kabo main rakh k hi hum sucess hon gay aur profit hsail ho saky g
                        • #732 Collapse

                          market main kam karna hay to ismain order ko placce karna hota hay jis kay liye humain kafi mehnat say kam karna ho ga kun kay jab hum order ko place karty hain to is ka liy ehumain price ko dykhty hoye market main kam karna ho ta hay planing kar kay trade main low risk say trade start karna best hay
                          • #733 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: abbasi537 پيغام ديکھيے
                            Friends kya koi theek se batay ga k hamy new order kis tarhan se karna chaheya or kin cheezo ko dakhtay huway order karna chahey many suna ha k forex per ham limit bhe laga saktay han k hamy zyada nuksaan na ho stop lose walay option se please koi theek se guide karay i am waiting your best reply...
                            Trading ke liye program Banaye toh Hame market ki knowledge leni chahiye aur Market cover trend ko dekhna chahiye aur sab se jyada indicators ko bhi watch karna chahiye
                            • #734 Collapse

                              trading ma new order create karna koi mushkil kam nahi ha kio ka is ma hamay bas koi be pair select kar ka apna tp and sl set kar ka and price set kar ka buy ya sell kar dena hota ha bas itna hi ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                hamain is main plane kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur hamain is k rules ko mind main rakh k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur market main enter hony k liye experience hasil karna ho ga tab hi hum run karein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X