S.L stop loss use zarur use krna chahiye ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: S.L stop loss use zarur use krna chahiye ??

    G han doston bilkul forex trading mein humain Stoploss kia istemal karna bahut jaruri hai agar Ham Stoploss ka istemal nahin karte to isase hamara apna hi nuksan hai aur hamara account bhi wash ho sakta hai hamen chahie ki Ham stop-loss ka istemal karke apne account ko bacha sakte hain Stoplose hamara nuksan nahin hota yah aur hamara account bhi wash nahin hota
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: S.L stop loss use zarur use krna chahiye ??

      Ji han aapki baat bilkul theek hai Forex mein aisa OTP ka aayojan ilaaj nahin karna chahie kyunki aisa lo TP ka use hamare account ko sev rahata hai aur ham sex racket trading kar sakte hain Agar Forex Nahin aap apne kaun hote hain rakhna chahte Hain vah was hone se bachana chahte Hain to aapko chahie ki aap aur ek samay aisa lottery pickle aaj main use Karen kyunki Agar aapki trade profit mein jaati hai to khud baul ho jaati hai aur jab lost mein jaane hoti hai aur fir bhi close close ho jaati ho raha se aapko jyada kuchh Nahin aata aur aapka sev rahata hai
      • #18 Collapse

        Re: S.L stop loss use zarur use krna chahiye ??

        ji han bilkul Ham logon ko take profit and stop loss use bahut important hota hai yah Ham sab logon ke liye bahut important hota hai kuch members rules and regulations ke according work kar lete hain aur unko achcha profit Mil jata hai lekin mostly members ko achcha profit nahin milta jiski vajah se bolo kamyab nahin hote
        • #19 Collapse

          Re: S.L stop loss use zarur use krna chahiye ??

          ge bilkul , jab bi ap trade kare to apko stop loss aur take proit ki limit ki traf dhian dena chahye aur jab tak ap is ki traf tawajeh ni de gy to tab tak apki trading riski zone me hoti hy . jab bi apki trading riski zone m ehoti hy to tab tak apke mind e yeh khial hota hy keh meri trading loss me jany ke chances bht ziada hain aur jb apki trading safe me ja sakti hy ur apko mentally comfortable rahen gy . forex me jab tak apko acha experience hasil ni hota to tab tak ap achi earning ni kar saken gy .
          • #20 Collapse

            Re: S.L stop loss use zarur use krna chahiye ??

            Stop loss aik bht ichi technique hai or hmen zror hr trade me use krna chaheay q k stop loss me loss ki limit phle se set kr di jati hai or apko us limit se zeada ka loss nhi hota or apka account safe rehta hai or ap mentally satisfied rehte hain, age ap use ni krte to apko hr wkt trade ko view krna prega or ap mentally b disturb rehte hain or hr wkt trade ka hi sochte rehte hain.
            Jb kbhi apka cell apk pas na ho ya phr ksi b wja se ap trade pe updated nhi hote to stop loss ki wja se apko koi tention nhi hoti k apka account wash ho jay ga ya phr had se zeada nuqsan hoga
            • #21 Collapse

              Re: S.L stop loss use zarur use krna chahiye ??

              G han piyary bhai ap ny sahi kaha hai k agar ap ny apna account svae rakhna hai tu ap ko apni trade mai sabar sy kaam lena ho ga ap ko chahea k apni trade lagaty waqt stop loss ka istamaal lazmi karen agar ap ko loss hota hai tu ap ki trade khud close ho jaye ge
              • #22 Collapse

                Re: S.L stop loss use zarur use krna chahiye ??

                S.L stop lose ham ko use krna chahiay q k jb hmara kam ruk jata hy ya yrad mn koi isue a raha hota hy to ham s.l stop lose use krty hn is sy hmara work homa shoro ho jata hy
                • #23 Collapse

                  Re: S.L stop loss use zarur use krna chahiye ??

                  ji doston stop-loss main use karna chahie iska bahut fayda hai Kyunki se aapka account vasnik Ka Tukda hota hai vah khatm ho jata hai Lagate Hain Karte Hain To iska matlab haiYe class ki limit Hoti Hai matlab kya jawab Ki Talash Mein Jaati Hai To Agar use lemaitre closer Jaega To aapke automatically close ho jayegi iska matlab hai ki Masjid aapko loss Nahin Hoga aapka Jo bonus Hai vah baccha Jaega aur aapka account was hone se bacha Jaega isliye aap chahie ki Hamesha agar aap apna nuksan nahin karna chahte
                  • #24 Collapse

                    Re: S.L stop loss use zarur use krna chahiye ??

                    SL ka option jarur istemal karna chahie agar aap trade Ko nahin dekh Rahe aur aapki trade loss Mein jayegi to stop loss ke option se aapki trade automatic close ho jayegi aur aap market ke opposite direction Mein movement Se kisi bhi loss se Bach sakte hain jyada Se jyada learning aur hard work Se Hi aap ismein kamyab ho sakte hain aur ismein koi bhi shortcut nahin hai stop loss ka option istemal Karen aur trade ko loss Mein jaane se bachayen yah aur aapke hi fayda hai hai Hamen jyada Se jyada acchi trade karne ke liye apne account ko bhi save rakhna hota hai agar aap usko wash hone se bacha aaenge to aap isase acchi trade kar sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: S.L stop loss use zarur use krna chahiye ??

                      bilkul ap ni bht achi bat khe he humy hemesha stop loss r take profit lagana chage to hi hummy acha fayda hoga is se humaray ttrade profit mae jaye ge r humy acha fayda hasil hoga is lye hemesha sich smjhe ker kam kren
                      • #26 Collapse

                        Re: S.L stop loss use zarur use krna chahiye ??

                        Stop loss Mein kam karne ke liye bahut important hai stoploss se Ham kam Achcha karte hain stop loss ke Ham Ek safe trade open karte hain trade ko Achcha karne ke liye stop loss ka use Karen aur apni trade se profit Hasil Karen Jab Bhi profit hoga to uski vajah stop-loss hai
                        • #27 Collapse

                          Re: S.L stop loss use zarur use krna chahiye ??

                          I hope my dear friend you will be happy and enjoy the unlimited profit in the forex trading. Dear friends ji bilkul lag raha Forex trading Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko chahie ki aap stop loss and take profit ko Jarur use Karen. Their friends agar aap ek professional trader ke tarhan trading Karenge to hi aap unlimited profit Hasil kar Sakenge otherwise aap kabhi bhi maximum profit nahin kar Sakenge agar aap professionally trading karna chahte hain to main aapko ad-wise Karunga ki aap stop loss and profit ko Jarur use Kiya Karen agar aap meri instructions ko follow Karenge to aap Jarur kamyabi Honge Jindagi Rahi to Fir Milte Hain Ab Tak ke liye chawal Ali ki taraf se Allah Hafiz
                          • #28 Collapse

                            Re: S.L stop loss use zarur use krna chahiye ??

                            SL laga Ka Trad lagana Pak Forex trading Mn AJ kal Mn Very Very important Hy Pak Forex trading Mn Acha business Hy stoploss Aor Tp ager Sath Sath Ham Agar Pakistan Forex mein agar use Karen To Hamen use per Dainik Sach Milta hai isliye Achcha benefit hi Hamare liye Corporation hoti hai isliye Corporation ke sath Forex online work hota hai isliye Hamen Har Surat Mein use karte hue kam bahut Achcha karna chahie to hamare pass uska benefit hoga acchi Koshish Karna Forex Mein important hai
                            • #29 Collapse

                              Re: S.L stop loss use zarur use krna chahiye ??

                              Asslam o Alikum, i hope all are you fine and doing well. Jee han bahi ap naa good question kiya hai hmien stop loss and take profit use krna chhaye ya nii. Main ap ko is k bary mein btata hon ap ko chahye stop loss lazmii use krien. Qk yeh ap ko kisi bary loss sy bcha skta hai is liyay sl ka proper use krien. Forex is the best earning website in the world to maintain all your dues.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: S.L stop loss use zarur use krna chahiye ??

                                Assalamu alaikum kya hal ha dosto umeed krta hn keh ap khariyat sa hn ga or apni forex trading acha tareeka sa kr rha hn ga main ap ko yeh btana chahta hn keh stop loss lgana bht zarori hota ha hmari trade kalia agr hm apni trade ko kamiyab banana chahta hain achi profit hasil krna chahta hain to stop loss zarur lgana chahiya stop loss bht ziada important hota ha agr hm stop loss lgain ga to hmari trade safe ho gi or hmara account bhe safe ho ga Allah Hafiz

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X