aik waqt mn sirf aik he trade lgani chayay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik waqt mn sirf aik he trade lgani chayay
    dear friends forex trading mn aik time mn sirf aik he trade lgani chayay jis sa apka account ballance bhi safe rhay aur agr ap ziada profit k lalach mn aik sa ziada trades lga detay hn to agr apki sb trades loss mn chali jayn to jald he apka account bhi wash ho jay ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aik waqt mn sirf aik he trade lgani chayay

    dear aik trade open krna thek Hy lekin Kuch traders market trend Kay mutabik aik trade different way mein open Karty hen jis sy ap apna loss control kar sakty hain senior members apny is bary mein kya Rayy rakhty Hain is Mein running loss ko control karne ke liye kafi strategies ka use Kiya Jata Hai jis mein hedging Bhi aik strategy hai lekin ismein EMA aik best study Hai jis ka aap agar properly use karen to aap extra moving leverage Kay lehaz sy loss ko control karte hue aik trade open krna best Hy.
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: aik waqt mn sirf aik he trade lgani chayay

      Ji dear Forex member aapane bilkul theek Kaha Ke Humko Ek Waqt Mein Ek Hi trade open karne chahie Kisi Se Hamara apna hi fayda hai Kyunki Ham Ek Waqt Mein Jab Jyada trade open karte hain to market ke moment Kisi bhi time per Badal sakte hain aur Hamara lot size bhi badhta hai jisse Hamen Jyada loss Kaun nuksan hota hai is Waqt liye Humko chahie ki ek Waqt Mein Ek Hi trade open Karen aur is se apne profit ko gain Karen aur Iske Upar hi jyada mehnat Karen Ham Jab Bhi Koi Nai trade open karen to pahle wale ko band kar den ise Ham loss se bus sakte hain.
      ......Forum is a great place for traders talk.......
      • #4 Collapse

        Re: aik waqt mn sirf aik he trade lgani chayay

        Ham trading Mein kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen Ek Waqt Ne ek hi trade open Karni Hogi Agar Ham 1 varsh Mein Ek Se Jyada trading Karte Hain To Hamen locesan karna pad sakta hai isliye safe trading karne ke liye Hamen Ek Waqt Mein Ek trade open Karni chahie
        • #5 Collapse

          Re: aik waqt mn sirf aik he trade lgani chayay

          Jab Ham ek hi time mein bahut sari trades open kar lete hain to introduce ko control karna Mushkil ho jata hai Ham confuse ho Jaate Hain Ki kaun si trade ko continue Rakhe aur kaun si trade ko close Karen Agar Hamen Kisi trade Mein profit Aasan ho raha ho to usko close karne ka bhi loss hota hai Kyunki vah ki trade Mein launch ho raha hota hai aur Jis trade Mein profit Aasan ho raha ho usko bhi Ham close kar de to Fir profit Haasil karna Namumkin ho jata hai
          • #6 Collapse

            Re: aik waqt mn sirf aik he trade lgani chayay

            G g apki bat bilkul thek hai pak forex forum main ik hi wakt main ik hi trade lgani chahiye es sa humara account bhi acha rehy ga aur hame pak forex forum main kamyabi hasil hugi es liye Hume pak forex forum main kam krna chahiye aur daily basis per work karna chahiye aur hame Apne mind Ku fresh rahkna chahiye aur hame lalich nhi krna chahiye agar ham lalich sa kam Karen gy to hame loss huga es liye Hume chaye k ik wakt mein ik hi trade lgae es sa humara profit bhi acha aye ga
            • #7 Collapse

              Re: aik waqt mn sirf aik he trade lgani chayay

              G hy bilkul thk kha hy hm ik wqta main ik hi tred legni chya ku ky treading krna koi asan kam nhi hy is Lia hm treading krna sa Phly achy sa market ko analysis krna chya mouvmnt ko dkha kr treading krni chya hm ik hi tred open kra forex us par hi acha sa focus kra or acha profit hsil kra jitmi ziyada mhynt kra ga utna soch semjh kr treading kra tb hi kamyb Ho ga
              • #8 Collapse

                Re: aik waqt mn sirf aik he trade lgani chayay

                Forex mein humari loss ki aik bari wajah humara over trading kerna bhi hai jis kay lye humain forex mein soch samajh ker kaam kernay ki zaroorat hai aur uss kay lye humain chahyea kay hum kabhi bhi forex mein aik sae zayada trades open na kerain iss sae humain trade ko control kerna bhi aasaan ho ga aur hum apnay balance ko bhi mehfooz rakh sakain gaye
                • #9 Collapse

                  Re: aik waqt mn sirf aik he trade lgani chayay

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
                  dear friends forex trading mn aik time mn sirf aik he trade lgani chayay jis sa apka account ballance bhi safe rhay aur agr ap ziada profit k lalach mn aik sa ziada trades lga detay hn to agr apki sb trades loss mn chali jayn to jald he apka account bhi wash ho jay ga
                  Jab Ham market Mein trade open Karte Hain To Hamen chahie ki Ham Ek Waqt mein sirf ek hi trade open Karen Agar Ham Ek Waqt mein jyada trade open Karenge to isase bhi Hamara account was ho sakta hai isliye account ko safe rakhne ke liye Hamen sirf ek Waqt Mein Ek Hi trade open Karni chahie.
                  • #10 Collapse

                    Re: aik waqt mn sirf aik he trade lgani chayay

                    Bilkul sahi kaha hai member aapane Ek Waqt mein sirf ek hi trade Lagani chahie Ek Waqt Mein Ek Se Jyada trade open Nahin Karni chahie Forex trading ka business Achcha business hai Hamen Apne is business Mein Hamesha imaandari ke sath work karna chahie Hamen market Mein Kabhi Bhi lalach Se Kam Nahin Karna chahie lalach bahut Buri Bala Hai lalach Hamen Hamesha nuksan hi de Jaati Hai Hamen Kabhi fayda Nahin rahti hai isliye Hamen lalach ko khatm karke market Mein kam karna chahie Hamen market Mein Hamesha mehnat ke sath kam karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: aik waqt mn sirf aik he trade lgani chayay

                      Aapane bilkul theek hai Hamen ek hi Waqt mein sirf ek hi trade Lagane chahie Agar Hamen ki Waqt vaise Ek trade lagaenge to ham To Hamen is business Mein acchi kamyabi Hasil Karenge Hamen is business mein kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie Kyunki overtrading bahut diya tha uski Hoti Hai yah Hamen kabhi bhi acchi kamyabi Nahin Deti isliye Hamen trade Hamesha bahut hi Soch samajh karo careful hokar Lagani chahie Jo trader ek hi Waqt Mein Ek Hi trade Lagate Hain Wohi trader is business Mein Kamyab rahte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: aik waqt mn sirf aik he trade lgani chayay

                        Ji bilkul hamen ek waqt mein ek hi trade lagani chahie aur vah trade bhi ham kam se kam lot size se start karen agar ham ek hi waqt mein kafi sari trade laga dete Hain to hamara account pass hone ka khatra hota hai aur hamen loss ka samna karna padh sakta hai isliye behtar hai ki aap ek waqt mein ek hi trade lagaen aur accha profit hasil Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: aik waqt mn sirf aik he trade lgani chayay

                          Ek hi Waqt sirf ek hi trade Lagani chahie Jab Hamen trade Laga Rahe Hote Hain To Hamen apni trade per focus Rakhna chahie Hamen bahut hi careful Ho Kar trade Lagani chahie free trade Mein Kabhi Bhi Chand Baji Nahin Karni chahie Agar Ham jaldbaji Karenge aur trade lagaenge To Ham Apne trade ko Kamyab Nahin banaa Payenge Hamen Apne trade per focus Rakhna chahie trade ke bare mein hamare pass Achcha experience knowledge Ka Hona bahut jyada Jaruri Hota Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: aik waqt mn sirf aik he trade lgani chayay

                            Dear member ye ap pe depend karta hai k apka account balance kitna hai aur apko kitna experience hai agr apka account strong hai aur apko market ki smajh hai tu ap market ko sahi say analysis kar k aik say zayada trade open kar sakty Hain aur agr apka account chota hai aur apko zayada experience bh nh hai ya ap new
                            member Hain tu apko chahye pehle apne account pe nazar rakhen aur osky mutabiq trade open Karen aur Kum lot pe trade open karni hai aur jis pair pe ap trade karna chaha rahay Hain wo bh kafi matter karta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: aik waqt mn sirf aik he trade lgani chayay

                              Yes dear Humko ek time per sirf ek hi trade open Karni chahie Humko market Mein Achcha result Hasil karne ke liye planning ke sath kam karna hota hai jo trader market Mein Apne account per lot size ko control kar lete hain aur is market Mein emotional hokar trading Nahin Karte vah market mein bahut hi aasani ke sath Kamyab Ho Jaate Hain jordar is market Mein jaldbaji karte hain ya Apne emotions per control Nahin Karte vah is market Mein Apna nuksan kar lete hain unko is market Mein Sabar ke sath kam karna hota hai tab Umesh market Mein Kamyab Hote Hain Ham koshish market Mein Achcha kam karne ke liye mehnat Karni hoti hai Humko Apna account save karne ke liye overtrading se avoid karna chahie.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X