Trading me mistakes ko control karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me mistakes ko control karna
    Forex business me esy traders ko successful trading karny me bahot asani hoti hay jo key trading me ki gai mistakes ko control kar sakta ho, mistakes ko easily control key ja sakty hey magar es key ley traders ko work karna hota hay aur apny experience me ezafa be karna hota hay jo traders ye samjty hey key wo mistakes karny key bawajood be achi trading kar sakty hey to esy traders ghalat sochty hey mistakes na karny waly traders ko hi kamyabi milti hay aur es ko control karna zarori hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me mistakes ko control karna

    Ji han bilkul dear Hamen Forex trading Mein mistakes ko control Karke kam karna hota hai Kyunki Ham is Mein jitne Jyada mistakes ko control karte hain aur ismein Jitna Jyada Soch Samajh Kar kam karte hain Hamesha Itni Jyada fayda hote hain aur Agar Ham trading Mein successful karna chahte hain to uske liye main ismein Jyada Se Jyada knowledge Hasil Karke kam karna hoga aur ismein Hamen Jyada Se Jyada mehnat karna Hogi To Hamen ismein tabhi kamyabi Milegi Kyunki agar aap ismein apni mistakes ko Bar Bar repeat Karenge to aapko ismein kabhi bhi fayda nahin ho sakta hai isliye aap analysis karte waqt freshman mistake ko Bar Bar repeat na Karen.
    • #3 Collapse

      Re: Trading me mistakes ko control karna

      trading karte ho Ve Har traders Se Kabhi Koi Na Koi mistake aadami hoti hai Chahe Koi senior ho ya junior Ho usse mistake Ho Jaati Hai Lekin ismein sabse important Baat yah hai ki Hamen mistake se avoid karna chahie aur agar koi mistake ho bhi Jaati Hai To usko kabhi bhi ignore nahin karna chahie balke use mistake se Hamen learning Hasil Karni chahie Taki Ham apni future ki trading main use mistake ko again repeat na hone De aur Agar Ham yah sab karne mein Kamyab Ho Jaate Hain To fir Ham Forex trading main bhi Kamyab Ho jaenge.
      • #4 Collapse

        Re: Trading me mistakes ko control karna

        Agr hum trading kar rahe hain market mein entry le rahe hain to hamen kabhi bhi traiding karte hue mistake nhe karni chahie hamen hamesha trading karte hue mistake ko control karna chahie jab bhi Ham trading karte hain to hamen market ke rules ko follow karte hue ismein kam karna chahie kiun ky jab Ham market ky rules ko follow karte hue kam karte hain tabhi Ham Forex mein kamyabi hasil kar lete hain Forex mein wo log kamyab hote hain Jo mehnat ke sath learning ke sath ache experience and knowledge ke sath apna Kam karte hain market bhi movement ko samajhte hue aur market ko analysis karke hi trading karte hain Forex trading karna Koi aasan Kam nhe hota hai iske liye bahut hi zyada mehnat time investment aur learning ki zarurat hoti hai agar Ham bhi kamyabi hasil karna chahte hain to hamen hamesha mehnat ke sath apni learning ko improve karte hue Forex mein kam karna hoga
        • #5 Collapse

          Re: Trading me mistakes ko control karna

          hamein trading mein mistake ko control karna chahiye jitna ham mistake ko control karein gy hamary liye otna faida ha kamiyab trade wahi hota ha jo hamesha mitake sy learn karta ha wahi agy barhta ha wahi kamiyab hota ha is liye mistake sy bacha jaey
          • #6 Collapse

            Re: Trading me mistakes ko control karna

            Trading me mistakes ko control karny ki zarorat har trader ko hi hoti hay jo traders mistakes ko easily control kar sakty hey esy traders ka trading experience be acha hota hay aur discipline ki trading sarny me be esy traders expert hoty hey, mistakes ko control karna hamary hath me hota hay traders ko just apni har mistake ko note karni chaye aur khas kar loss waly trade me ki Gai mistake ko per se repeat karny ki bilkul be koshish nahi karni chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Trading me mistakes ko control karna

              Hi all member kasy hyn ap sub umeed hy ap sub kharit syhon gy ji hn dosto may ap sub ko yani bolo ky ky ap kp bss apni spealing ki mistakes ko kam sy kam krna ho ga q ky yr joP ki spealing ki mistake ho rahi hyn in sy ap ko pora bonus nhi mil pata who forex waly ap ka bonus kat laty hyn is lay apni mistakres sy kuch sakhyn or koshash kryn ky apny posting ky time kam dy kam mistakes kryn jb P ki post may mistakes nhi ho hi to phir ap os ka bonus bi acha mily ga yani quilti wali or bagir mistake ky posting krny sy ap ko bonus bi zyada sy zyada mily ga inshAllah
              • #8 Collapse

                Re: Trading me mistakes ko control karna

                Assalamu alaikum ummid hai ki aap sab khairiyat se honge aur ek international platform agar aap is Patra ki karna chahte hain to aapko apni Galti hun per control karna hoga taake aapke content ko bahut acche tarike se samjha ja sake. Galti hone se ham Sikh bhi sakte hain aur apne content ko behtar banaa sakte hain is Tarah se ham for extra platform per truck ki kar sakte hain aur ek kamyab trader ban sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me mistakes ko control karna

                  Assalam walekum dear friend ji han aapki baat bilkul theek hai emotional ko control mein rakhe agar Forex trading mein apni trading co Kamyab banana hai to overtrading bilkul na Karen soch samajhkar trading Kare market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaen jitna Achcha analysis utani acchi earning isiliye zyada se zyada mehnat Karen jaldbazi aur tuky ki trading bilkul na Karen balki soch samajhkar money management ka use Karen aur kam lot size rakhe taake aapka account bhi se Rahe aur aap bahut Achcha profit hasil kar sake aur forex market mein unlimited earning kar sake isiliye zyada lot size na rakhe zyada lot size rakhenge to aapka account nuksan hoga aur aap kabhi Kamyab nahin honge
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me mistakes ko control karna

                    Assalamu Alaikum Forex trading me agar aap apni mistakes ko properly aur consistently eliminate karne ki koshish Karte Rahte Hain To usmein aap ko bahut jyada advantages milane ki koshish ho sakte hain aapko Hamesha Koshish Karna chahie ki market Mein different important analysis ko complete karne ke liye apni mistakes ko eliminate karne ke liye aap to koshish Karte Rahana chahie Kyunki agar aap apni mistakes ko eliminate Nahin Karte to aapko bahut jyada advantages Hath se nahin ho sakte.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me mistakes ko control karna

                      Dear member agar aap Forex form per kam kar rahe hain aur aapko trading Mein mistake ko Dur karna hai aur apni Galti HO ko theek karna hai koshish karen ke trading Mein jaldbazi Na Karen aur mistake na Karen Taki aapko trading Mela las na Ho trading likhane se pahle aapke pass experience Ka Hona bahut jaruri hai aur trading ke bare mein experience Hasil Kiya Ja sakta hai demo account per mehnat aur practice karne ke liye Ye Jyada Jyada hard work Karke experience Hasil Kiya Ja sakta hai aur bad Mein trading Karni chahie Jaise aapko Achcha profit Hasil Hoga aur aap Forex Mein kamyabi Hasil kar Sakenge aur acchi aur perfect trading kar Sakenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me mistakes ko control karna

                        Dear bro trading Mein mistake ko control Karen Agar Ham mistake ko control karne mein Kamyab Ho Jaate Hain To Ham Ek Achcha profit Hasil karne mein bhi Kamyab ho sakte hain trading Mein Chhoti Si Galti Hamen bahut bada nuksan de sakti hai isliye Hamen chahie ki Ham apni mistake ko control Karen aur unhen improve karne ki koshish karen Jo log apni mistake ko improve karne mein Kamyab Ho Jaate Hain vah Ek Achcha profit Hasil karne mein bhi Kamyab ho sakte hain isliye Hamen mehnat ki jarurat hoti hai apni mistake ko control karne ke liye aur Hamen mehnat Karni bhi chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me mistakes ko control karna

                          Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen chahie ki Ham trading Mein mistake na Karen Kyunki mistake karne ki vajah se Hamara loss hota hai isliye Hamen mistake Nahin Karni chahie apni mistakes ko control karna chahie Kyunki Hamara Jitna Bhi loss hota hai vah Hamari mistakes ki vajah Se Hota Hai Hamari mistake se yah hoti hai ki Ham trade open karne mein jaldbazi karte hain yah market ko acche tarike se analyse Nahin Karte yah Hamara entry point galat hota hai isliye Hamesha entry ki time per Le aapka separate bhi cover Ho Jaaye aur aapko Achcha munafa ho sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading me mistakes ko control karna

                            ji han bilkul Forex Mein hamen apni trading mistakes ko control karna chahie Dil laga kar soch samajh Kar kam karenge tu he is Mein chitra se successful ho sakte hain hamen trading main apna Kam soch samajh Kar karna chahie mistakes ko ignore karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading me mistakes ko control karna

                              asalam alkm!
                              bil kul sai bat ki h k hmain tradig m ka sy kam mistk krni chian or agr ha mstak kran ga or trading m or posting m mhnt ni krain ga to hmary loss honay k sat sath hmra bsns bhi mutasir ho ga or hmary bonas pr bhi asar pray ga ya phir hmain mstak nai krain ga ya phr kam say kam mstak kran ga to yaqenan hmari larning bhi bhtr ho gi ak a6a proft bhi milay ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X