Risk manage karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk manage karna
    Forex trading business me kamyab trading risk management key base par hi possible hay agar hamari risk management trading strategy weak ho gi to hamari trading be nakam hi ho gi hamy achi trading karny key ley apni risk management trading strategy ko strong karna ho ga aur es ki proper demo account me practice be kam se kam 2 month tak karni chaye, without risk management trading strategy key agar ham trading karty be hey to hamary ley kamyab trading karna asaan nahi ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk manage karna

    We should manage the risk we are capable to manage the risk we can get to the maximum from our work if we cannot take the risk at the time and it is needed and we are hesitating and we are sharing from it then we cannot get what we want always try to do your work diligently and with much more effort and concerned you should be e hardworking and are you should do your work with the much more effort so always try to give your work up to date and up to the mark and the always be careful about the work
    • #3 Collapse

      Re: Risk manage karna

      Hamen laazmi risk management Aana chahie Kyunki Jab Ham trading Karte Hain To koi bhi trader risk management ka Nahin Socha risco manage karne ke liye trading Mein Ham stop loss ka use karte hain stop loss Ek aisa feature hai jo ke risk management ke liye use Kiya jata hai risk management ko specially control karne ke liye stop loss Ek aisa feature hai jo ki Ham usually Aam Taur per use Karenge To Hamen lajmi profit Hasil Hoga bhi unke Jab stop loss Ham use karte hain to to Agar Hamen loss ho raha hota hai to vah Ek Limited amount ka load hota hai aur ham safe trading karte hue Achcha profit bhi earn Karte Hain

      Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





      • #4 Collapse

        Re: Risk manage karna

        Forex trading 1 risky business hai aur is Mein yahi vajah hai ki Aksar log na kam hote hain aur na Kami ki vajah yah hoti hai ki vah log risk management Nahin Karte jab tak Forex Mein risk management na ki Jaaye is main Hamesha nuksan Hota Rahega Koi member Agar yah Chahta Hai Ki use Forex Mein nuksan Na Ho To fir use Apne account balance ke mutabik risk manager karke hi apni trade ko start karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Risk manage karna

          Dear Forex trading Mein Ham Sab kam kar rahe Hote Hain Ham ismein proper risk reward ratio ke mutabik kam karna hota hai aur ismein Soch samajhkar trading karna Hoti Hai tab hi Hamen ismein kamyabi milati Hai Kyunki yah Ek Aisa business hai ki jismein aap jitni Jyada mehnat karte hain aur aap ismein Jitna Jyada knowledge Hasil Karke kam karte hain iska aapko itna hi jyada fayda ho sakta hai isliye aapko chahie Ka aapas Mein Soch Samajh Kar kam Karen aur ismein Jyada Se Jyada Mein Hi Na Karen aur aap ismein risk management ke sath kam Karen aur apne account capital ke hisab se ismein lot size ki selection Karen aur ismein money management ke rules and regulation ko follow karen to aapko ismein kamyabi milegi.
          • #6 Collapse

            Re: Risk manage karna

            kamiyab trading risk ky management per aik achi management insaan ko aik kamiyab trader banati ha hamein risk management ky sath kam karna chahiye hamein life mein agay barhna ha tu hamein risk management ky sath account open karna ho ga our achy sy kam karna ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Risk manage karna

              Exactly Forex trading me agar aap apne risco properly manage ka lete hain aur isko well disciplined hokar eliminate karne ki koshish karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aapko Hamesha risk management ko completely study karna chahie aur ismein bahut jyada advantages Hasil karne ke liye consistently isko focus karna chahie agar aap Forex trading Mein risk management ko completely study karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages ho sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Risk manage karna

                Assalamu Alaikum dear bro Jaisa ki aap Jante Hain ke Forex trading bahut hi risky Amal hota hai lekin Agar aapke pass Ek Achcha experience hai to aapke Achcha aur profit Hasil karne mein Kamyab ho sakte hain risky pears Mein Hamen Kabhi mein trading Nahin Karni chahie jab tak aapke pass market ko analyse karne ka experience Na Ho Jab aapke pass market ko analyse karne ka experience a jata hai to aap Ham market ko analyse kar sakte hain to aap market Ko Main bhi kar Sakenge jisse aap ek Achcha profit Hasil kar Sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: Risk manage karna

                  Market Mein Kam Karne Wale Tamam member ko risk manager karna chahie jab ho risk ko manage Karte Hain To vah mein bahut hi is market Mein successful ho sakte hain market Mein Tamam members ko chahie ki vah use time risk Le Jab unke Paas market se related experience or knowledge without experience ke unhen kabhi bhi market Mein risk Nahin Lena chahie agar vah aisa Karenge Tu Is Tarah Se vah market mein achha profit Hasil nahin kar Payenge Bal Kyon Nahin nuksan ko face karna padega
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk manage karna

                    dear friend trater lagane se pahle hamen apne risk ko acchi tarah se manage kar lena chahie aur hamen apna account balance dekh Kar Hi trade lagane chahie kyunki market ki movement ka hamen pata nahin chalta aur jiski vajah se hamen bahut loss bhi ho sakta hai isliye koshish karen ke pahle acchi tarah se a a market ki analyse kar len aur FIR Ham trade lagaen is tarah se hamara risk bhi mange ho jaega aur ham kamyabi bhi hasil kar lenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk manage karna

                      Assalam o alaikum dear friend hame trading me risk nhi lena chahiye or hame trading me risk manage krna aana chahiye pahle hame trading achi tarah seekh leni chahiye or phir trading krni chahiye phele hame trading
                      ke bare me maloomat honichahiye phir hame trading me mehnat krni chahiye or jab ham achi tarah trading seekh lenge to hum risk ko achi tarah manage kr lenge or is me hame koi parshani bhi nhi hogi or ham risk ko bhi
                      manage kr lenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Risk manage karna

                        Hemain hamesha Forex trading karte hue risk management ke sath hi trading karni chahe kabhi bhi apne account balance zyada risk nhi Lena chahie without risk ke sath hi trading karne chahie Jo log trading karte hue risk lete hain unka account hamesha wash ho jata hai isliye Ghar apne account ko kyon rakhna chahte Hain to hamen hamesha Forex mein mehnat ke sath kam karna hoga kabhi bhi trading karte hue jaldbaji nahin karni hogi per excuse ko follow karte hue Forex mein kam karna hoga jo log press rules to follow nahin karte ho kabhi bhi frocks mein kamyabi hasil nahin kar sakte
                        • #13 Collapse

                          Re: Risk manage karna

                          Aapane bilkul theek kaha hai ki Hamen trade karte waqt Apne Ko Bhi manage karna chahie Hamen trade karte waqt Jab lot size shoes Karen Ho To Hamen is baat ka kya karna chahie ki jo Mein lot size shoes kar raha hun yah Aisa Ho ki agar Khuda Na khasta Mujhe loss Ho Jaaye to main isko recover kar lun Itna Bada lot size chhod na Karen kya aapko liye recovery Mushkil aur recover hai aapka Hi Na Sake isliye Soch samajhkar trade Karen aur risk to reward ratio ko Khas Nahin Mein Rakhe usko bhi manage Karen apne aap ko confidence Mein Rakhe Agar aapke underconfidence hoga to hi aap Kamyab tarike se trading kar Sakenge aap Agar Is Tarah Soch Samajh Kar kam Karenge acche tarike se market Karnal ise Karenge Desh Ka Khyal Rakhenge reward ratio per Dhyan Denge to aap Kamyab Rahenge agar aap ine Baton ko Dur Karenge to aapko Yahan per launch Hoga aur aap kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar Sakenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Risk manage karna

                            no doubt bhai market mein aakar aap acche tarike se kam karna chahte hain to uske liye aapko risk management ke sath kam karna chahie jab tak market mein risk management ke sath Kam nahin karenge aap kabhi bhi achcha profit nahin Kama sakte kyunki risk management bahut jyada matter karta hai agar aap apne risk ko manage Kar ke market mein kam karenge to usse aap easily market macha profit Kama sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Risk manage karna

                              agar forex trading main kaaam karna hain tu risk management ko must follow kare qk forex trading kafi ek riks wala busniess hain forex trading main koi b person jitna achi tara work kare ga tu itna he best learning kare ga best learning k sath sath he forex trading main rules k sath kaaam karna parta hain rules ko break kia tu big loss hoga risk management ko follow karne wale traders kafi best earning kar rahy hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X