Dusron ke experience ko apni guide bna len

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ji blkul thk farmaya apne mre bhai hume dsron k experience ko apnai base bna lyni chahye jo wo hume tips dyn hume uspe amal krna chahye phr kahen ja kr hum ache trader bn skty hn mre aur phr hum loss se b bach skty hn aur apna experience b gain kr skty hn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes brother agr huma seroiner theek se guid kart he to huma un kehne per kam karna chaye or yahan se earn kar sakte he agr wo b humare sat serious no howe to hum un k kehne per kam karn ga to may be ho sakte hy wo huma galt guid kar dan or huma loss ho jay her person ko kod he analysis kar k market k trend ko dahk kar kam karna chaye mare kahyal se to
      • #18 Collapse

        haan janab bikul theak ku ke agar hum forex trade markit mean esa karte hain tu hum jald a jald es mean ache se success ki tarf barte hai jo ke humrelye kafi best hai or hume apne senior se kafi tajurba bhi hota hai trade markit ka....
        • #19 Collapse

          Jee han yeh ek bhut achi bat hea mein agree karta ho aur yeh kehna chata ho forex mein dosro ka exoerienced bhut bhut zida zaori hea aur humea chea kea hum achi earning kea liea dosor kea experienced sea chalea.
          • #20 Collapse

            sab se pehly tu aapko ye dekhna hai kay aap ki nazar me professional or expert trader kon hai jisko aap follow kar kay apni trading ko imrove kar saken kiun kay agar aap bad expert ko copy kar bethen gay tu apky liay problem ho jay gi. So, try to find senior who really expert in market and follow him or phir uskay way par chalna start kar dain.
            • #21 Collapse

              Mere khaial main sucessive logo ke experience se faeda otana chain,forex trading main appko ase bohat se experinced senior melain ghe jin ko app follow kar ke behter trade kar saktainhain.
              • #22 Collapse

                Bilkul aap ko experienced aur successful traders k experience sy faida uthana chahiye aur un ko apna guide bnana chahiye laikin aap khud b forex marketplace mein change hoti hoi surtehaal pr nazar rakhen aur successful trader ki rehnumai b hasil krtay rahen.
                 
                • #23 Collapse

                  hamain dosron kay trading experience ko bhe apnay zehan main rakhna chaheay kyon kay jab ham forex main trading kertay hain to hamain itna zeada experience ager nahe hota to ap say jo senior hotay hain un say help laina main koi harj nahe hay
                  • #24 Collapse

                    forex trading mai ham ko dosron ky experience sy seekhna chahiya agar koi kamyab trader hai to ham us sy guidness ly sakty hain or forex trading mai ham jitni ziada learning kary gy hamra knowledege utna hi barhy gay is lia ham jitni learning kary gy hamari earning utni hi ziada ho gi
                    • #25 Collapse

                      dear bhai app ne bilkul thik kaha ha jo hmary senior hoty ha hamy un say help ley kar trade start karni chahye is tarhan karny say hamy hi faida hoga kiun kay un kay batay hoy rashty per chal kar ham bhi aik din success hasil kar saky gay
                      • #26 Collapse

                        Yes dear apne theek kaha forex forum learning,knowledge and experience hasil kernay ka behtreen source hai q k yahan hum apne skills aur experience se aik dosry ki guidance kertay hain forum pe expert traders her tarah se hmari guidance kertay hain jis se hmara knowledge and experience increase hota hai main aj aik acha trader hun to forex forum ki merhoon-e-minat hun i love forex forum.
                        • #27 Collapse

                          hamre is forex form mai hum se senior log jo ke hamri behtreen rehnumai kar sakte hai aur jo wo hame samjahi ge wo hamre liye ek behtreen rehnumai kar sakte hai lehaza mai aap ki statment se agree krta hu ke dusroon ke experience ko apni guide bna le u will success in you life.
                          • #28 Collapse

                            definetly hamesha aik achy trader k experience sy app ko learn or faida uthana chahiye, aik acha experience trader app ko real men achi information dy sakta he trading men acha profit earn karny k leye,
                            • #29 Collapse

                              jee jo be xpert tarer hai un ky experince sy be ap ko learning kerni ho ge us sy be ap ko advanatge he ho ga loss nahe hota profit he profit ho ga ap ko
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                dear ager aap ko koi experiance trader mil jaaey to aap boht hi asaani se trading seekh sektay han .ore ye her aik benday per depend kerta ha ..boht se log dooseru ki mistakes se seekhtay han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X