Trade main loss ana ki wajh

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: Trade main loss ana ki wajh

    Asslam-o-alikum umeed hai aap sub forex members khaireyat se hon ge' g han dosto trade main loss hone ke wajaha hamrie kam hikmat amle hai jiss ke wajah se hum mar kah jaty hain agar hamri management acche ho to hum iss main loss nahin kar sakte
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: Trade main loss ana ki wajh

      loss or profit business ka hissa hai loss hummary apne mistakes ki wajah se hota hai aisi Koi mistakes na Karen jisse aapko loss soch samajhkar trading Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko banaen aur Achcha entry point milane per Hi chale open Karen Taki aap trade open Karen usse aapko bahut Achcha profit Ho aur jaldbazi se insan kabhi Kamyab nahin hota isiliye lalach se dur Rahe aur zyada lot size bilkul na rakhen zyada lot size rakhenge risk zyada hoga isiliye apne account ke mutabik lot size rakhen Forex 1 online business hai ismein itni mehnat karenge itna Zyada experience hoga itni acchi earning kar sakenge isiliye hamesha mehnat Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen
      • #63 Collapse

        Re: Trade main loss ana ki wajh

        G han dosto hm ko trading main loss ane ki wja hoti he hm achy se work ni krty or hmra mind es par ne hota trading par mare bhaio hm ko trading krty wakt apna mind proper tor par trading par rakhna he or baz time hm jald bazi krty hain or baz time hm ko es ka experience ne hota or knowledge bhi nai hota soo es lia hm ko sb se phle es ko learn krna he knowledge hasil krna he or sbr ke sth trading krne ha taka losss se bacha jae or acha profet hasil kia jae
        • #64 Collapse

          Re: Trade main loss ana ki wajh

          forex mn nuqsan ki kai wajohat hoti hen agar ap ko nuqsan hu ra hy to yaqinan ap kahin na kahin koi ghalti kar rahy hen apko apni ghaltyun py focus karin or apni ghaltyn se sabq sekhen agar ap apni ghaltyn se sabq nai sekhty or bar bar ghaltyan dohraty hen to is ka apko nuqsan hi hoga hmsha apni ghaltyun py focus karin main reason yh hoti hy k ap over trading se hmsha avoid karin agr apko fida hu bhi ra hy to bhi over trade na karin or hmsha save side rakh k trading karin or trend ko follow karty rahin news se updated rahin or economies se bakhabar rahin emotional hu k kam na karin sabar se kam len or himmat se kam krty rahin kabhi bhi nuqsan se himmat na harin
          • #65 Collapse

            Re: Trade main loss ana ki wajh

            trade main loss hony ki waja yeh hoti hai ke hamry pas trading ka exprince to hota nahin aur ham log trading karna shoro kar dete hain to ham
            ko loss ho jata hai pher ham log kahty hain ke trading main hame loss ho gaya hai aur ham yeh nahin kahty ke jab yeh kam ham ne sekha hi nahin
            to loss ho gana is liy ham ko chahy trading ko pahly learning karna chahy us ke baad hi real aconut par trading karna chahy
            • #66 Collapse

              Re: Trade main loss ana ki wajh

              اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
              forex mein hum jab date karte hain to uska hamen bahut jyada nuksan hota hai iski behind yahi reason hoti hai kya main ismein bahut hi soch samajh Kar Kam nahin karte aur ham ismein kya soche samjhe Koi between lagate Hain aur to ismein Ham analysis ko perform nahin karte to iski vajah se hamirwas ho jata hai dear agar Ham for Express mein acchi tarike se anil Cisco perform karke trade karen to Islam mein bahut jyada fayda hoga aur market mein Ham kamyab ho sakte hain kyunki yah kaisa business hai ki jis mein aap jitne jyada soch samajh Kar kam karte hain aur market mein jitna achcha knowledge hasil karke kam karte hain aapko ismein itna hi jyada fayda hota hai.
              Treadmill Aasan Ki Sabse Badi vajah Hamari pura learning hoti hai agar Ham pura learning Karenge To Hamen loss Hoga Agar Ham vah learning Nahin Karenge to Pairon Mein loge Nahin Hoga isliye Hamen chahie ki Ham apni learning ko increase Karen aur usmein jaldbaji Kabhi Na Karen
              • #67 Collapse

                Re: Trade main loss ana ki wajh

                Asslam o Alikum, main umeed karta hon ap sab khyrat sy hon gay. Forex mein loss ki waja jalbazii hai jo bnda jalbazi karta hai wo kmyab nahi ho sakta forex mein nkamii ki sab sy bari waja jaldbazi hai. Forex trading mein ap ko jaldii nahi krni chhaye q k jo bnd sabar nahi kr sakta wo kamyab bhe nahi ho sakta. Hamehsa sabar sy kam krien jo bnda mahenat aur lagan sy kam krta hai sath he sabar krta hai wo kamyab ho jata hai. So ap ko patience sy kam krna ho gaa. Thanks to all my friends and family.
                • #68 Collapse

                  Re: Trade main loss ana ki wajh

                  Asalam o alaikum kasy hain sb forex trading members.... umeed ha sab thek hon gy.... trade ma loss any ki waja sb sy bari yeh ha k... hum apni choti choti mistake ignore krty hain is lyh hamy loss hota ha jis sy hamy bachna chyh
                  • #69 Collapse

                    Re: Trade main loss ana ki wajh

                    Trade mein loss hone ki vajah
                    Assalamu alaikum forex member Gyan doston forex trading mein loss hone ki bahut hi vajah ho sakti hai ek to Ham gendbazi karte hain dusra Ham market ka English nahin karte focus ke sath Kam nahin karte hamare pass information nahin hai isliye loss hamen hota hai aur jo log yah subjacent Hain forest koshik chuke hain market ke nirdesh kar chuke hain vah market se forex trading se profit hasil karte hain isliye tamam person ko chahie ki vah forest ko sikhe aur samjhe Taki bolis na aaye
                    • #70 Collapse

                      Re: Trade main loss ana ki wajh

                      Trade me thora bhut ata reheta hai agr kisi ko ziada loss ata hai mtlab jis se on ka acount wash ho jata hai tu acount wash hone ki waja on ki ghflat hai kion kehe wo trade ko dekh ker nhi lgate wo jaldbazi me trade lgate hain aise logon ko hamesha loss ata hai our ye log hamesha nakam hote rehete hain in ko kabhi kamyabi nhi milti
                      • #71 Collapse

                        Re: Trade main loss ana ki wajh

                        Assalam o Alaikum main umeed karta hoo keh ap sb khariat se hoo gee or mazzey se apni zindagi gozar rahey hoo gee yes of course Forex me jab ap trade lagatey hain or apko loss hoota hai to iski baht saarey wajoohat ho sakty hain. Jaisa keh ap ne market movement ko na dekha ho. Graph ko binna samjhey he trade lagga di ho. To is tarha apko loss face karna parta hai. Is lye behter yahi hai keh apko avoid karna chahye jo bhe mistakes apko loss ki trf lee jae.
                        • #72 Collapse

                          Re: Trade main loss ana ki wajh

                          Dear Members...!!!
                          Umeed karta hn k ap sb members kheryat sy hn gy. Trading main loss hone ki bhut c reasons ho skti hn jiski waja sy ap ko bhut loss ho skta ha. Trading aik professional business ha jis main ap ko market ko study karna bhut zarori ha agr ap market ko achi trha analyse ni karte or bna kuch soche smhje trade open karte hn tb ap ko loss hota ha or etna zeada loss ho skta ha k ap ka account wash ho skta ha ap ki aik choti c mistake ki waja sy apka account wash ho skta ha. Trading main dosri waja loss hone ki jalbazi ha agr ap trading main jaldbazi karte hn to ap ko bhut nuksan ho skta ha.jaldbazi main agr ap trading main glti sy sell ki trend pa buy kr laity hn jalbazi ki waja sy tb b ap ko bhut zeada loss ho skta ha or dosri jalbazi main ki gae trade main ap lot size zeada select kar laity hn or ya jaldbazi main ap ko bhut loss ho skta ha or friends trading main lalach karna b ap ko nuksan daita ha or loss ki waja banta ha. Trading main jb ap lalach karte hn to ap zeada lot size k sath trade open kar laity hn es waja sy sometime trade ap ki market k against chli jati ha or bhut jaldi ap ka account wash ho skta ha ya phr ap ko bhut zeada loss ho skta ha jisy recover karna easy ni hota so friends agr ap en sb chezu sy avoid karen gy tb ap acha profit earn kar lain gy or ap ko loss face ni karna pare ga.
                          • #73 Collapse

                            Re: Trade main loss ana ki wajh

                            Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun ki aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein trading karte hue loss Hamen Hamari Galti hone ki vajah se hota hai agar Ham trading Mein Soch Samajh Kar kam Karenge tabhi Ham Kamyab Honge isiliye kabhi bhi Pareshan Na Hoga Kam mehnat ke sath Apne Gaon ko Jari rakhen
                            • #74 Collapse

                              Re: Trade main loss ana ki wajh

                              By sabri lalich bywaqofi aur aik hi rat mn corolla lyny ki khahish
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Re: Trade main loss ana ki wajh

                                Assalam Walekum Umeed karta hun Sab bhai log theek Honge to Aate Aisi tapman per aapane bilkul theek Kaha trade maye to loss Hota Hai
                                vasy to bhot sari vja hyn trading may loss any ki lakin sub sy bari vja yha hy ky ap trading ky time soch smaje kr trade nhi kty jis ki vja sy ap ko loss ho jata hy is lay ap ko chaya ky ap ko soch smaje kr aoni trading krni chaya taky ap ko loss na ho or bus sy bari vja ao ky loss ki yha hy ky ap ko is vja sy bi loss hota hy ky ap ko hy na apny demo acount pr practise nhi krty or bss asy hi ap trading shoro kr daty hyn ap ko apny demo pr experrt hona ho ga phir ja kr ap ko trading lagni chaya aur Baki good Ho Gaya best of luck their Khuda Hafiz Allah aapko Khush Rakhe Ameen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X