Control your mistakes while making analysis on your account.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Control your mistakes while making analysis on your account.

    Dear friends,
    Forex trading jb Karte Hain to hmmy halat or markeet ko ko chq krna b hota hai q k jb tk ham us k bary m properly analysis hasil nibkrty to hmmy us ka sahi pta ni chlta k kya krna gai kya ni jis ki wja sy aqsar hmmy lose uthana prta hai or jb tk ham forex trading ko smjh ni jaty to lose uthaty rhy gy lihaza markeet ko acha trha dykh k trading ktni chaheay ta k nuqsan kam sy kam ho or profit brh jae
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Control your mistakes while making analysis on your account.

      Hamen forex men apny mistakes ko cover karna chhaye kun kay agar hum forex men bar bar mistakes karty hain tu hum kmayby hasil nahin kar sakty hain tu hamen forex men mistakews say avoid karna chahey tabhy tu hum as men kmayaby hasil kar sakty hain tu hamen saber kay sath forex men acah kam jary rkahna chahye kun kay aga rhum saber aky sath forex men acah kam karty hain tu hum kmayab ho jaty hain kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men lagan kay sath mahnat karny waly hi achy earning hasil kar sakty hain kun aky forex men mahnat nah karny waly achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen dekh bhal kar trading karny chahey tabhy tu hum as men kamyaby hasil kar sakty hain
      • #18 Collapse

        Re: Control your mistakes while making analysis on your account.

        dear member control your mistake while you are working on your trading system Jab Humne trading system Mein Apni mistake ko control Karenge To Ham trade mein bahut acche se fayde ke sath kam kar Sakenge Kyunki trade ko samajhne Mein Hi trading Ka fayda Hota Hai Tabhi Aaj Achcha profit Hasil kar sakte hain Chhe kahan se Apni Apni kam Kuchh samajh sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Control your mistakes while making analysis on your account.

          Analysis karte waqt Ek cheez Ka Dhyan rakhen ki aap Sahi analyis kar rahe hain ya galat agar aap wrong way se analysis Karenge to aapki trade aapko nuqsan de sakti hai Kyunki aapane apni trade apni analyses ke open ki Hogi to agar aap apne analysis galat kiye Honge to aapko loss Ho Jaega To aap Yahi koshish karen ki Apne mistakes ko control Karen apni mistakes ko cover Karen aur analysis per Dhyan den
          • #20 Collapse

            Re: Control your mistakes while making analysis on your account.

            dear member aapki baat theek hai market ko analyse karty hue trading mein mistake ko control karne ki zarurat hai kyunki akshar Ham jaldbazi main market ko fully analyse nahin karte jis say hamen market ki position aur next moment confirm nahin hoti aur ham trade laga dete Hain Jo ke bad mein loss mein chali jaati hai isliye mistake se bachana chahie phr hi hamari trade hamen profit de sakti hay.
            • #21 Collapse

              Re: Control your mistakes while making analysis on your account.

              assalamu alaikum dear friend ji han bilkul hamen chahie kya mein apne mistakes ko control Karen Taki Ham achcha work kar sake aur acche bonus aur prapt ke sath kamyab ho sake
              • #22 Collapse

                Re: Control your mistakes while making analysis on your account.

                aapki baat bilkul theek hai aapko chahie kya mistakes per control Karen or koshish Kia kren market analysis k waqt koi mistake na kren
                • #23 Collapse

                  Re: Control your mistakes while making analysis on your account.

                  jab ap market ko analysis kar rahy hoty han to us waqt jo ap sa galtiyan hoti han agar ap in par cantrol kar lety han to to ap ka analysis strong ho jaty han lakin jab ap in main bhe mistake karty han to ap ko market sa loss bhe hota ha or ap confouse bhe rehty han to in ko theak karna bahut he zarori ha
                  • #24 Collapse

                    Re: Control your mistakes while making analysis on your account.

                    yes dear right kah apak froum ho ya pher fofrex trading dono main apni learning ko strong karna must hain har traders ko kaaam karna hain tu apni learning ko best karna parta hain hard work kiya tu kamyabi hain pni mistakes per control karna must hain pak froum ho ya pher forex trading jis main he mistake ho us main kabi b kamyabi hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Control your mistakes while making analysis on your account.

                      analysis agar strong hain tu best learning kare jaaab tak best learning nhe hoti hain tu earning b nhe ho skti hain kamyabi pane k liye forex trading ek risk wala busniess hain forex trading main kaaam krna hian tu kafi soach samjh k sath kaam kare forex trading best earning de skta hain forex trading main hard work kare achi kamyabi mil jatiha jisne forex trading ko join kiy usne plannign k sath kaam kiya tu easy kamyab ho jyga jisn learning ko strong kiya tu easy kamyabi mil jati hain achi earning karne k lye forex trading ko join karna parta hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Control your mistakes while making analysis on your account.

                        forex market main hamen loss kun hota ha kaya market hamen loss deti ha nhe market kabhe kisi ko los nhe deti ha asal main ham kkhud galti kar rahy hoty han baz aokat hamen pata he nhe hota ha ka galti kahan hoi ha or aksar to hamen pata hota ha ka ham galt kar rahy han pher bhe kar jaty han to is sa hamen loss ho jata ha to agar is market main ap na rehna or earning karni ha to ap ko in mistake par cantrol karn ho ga in sa seekhna ho ga tabhe ham market sa profit bhe len ga or hamara work bhe jari rahy ga
                        • #27 Collapse

                          Re: Control your mistakes while making analysis on your account.

                          Assalamu Alaikum dear friend Forex trading mein hamesha apne analysis ko strong banana chahie aur Hamen apni mistake ko bhi sahi tarike se guide karna chahie jab Ham Forex mein mistake karte Hain to hamen isase bhi Ko sikhane Ko milta hai aur ham apni mistake dobara nahin karte aur Hamen isase acha knowledge ho jata hai isliye apne analysis ko sikhane ke liye demo ko use Karen is per aap practice Karen aur apni mistake ko demo per hi darust Karen jisse aap acche analysis ko strong bana sakte hain Forex trading main wahi log kamyab hain go mahinat se aur hardworking se iski experian ko increase karte hain aur acha knowledge Hasil karte Hain aap bhi Forex mein mahinet se kam Karen aur is business se behtarin profit Hasil Karen Jo hamare liye zaruri hai acchi earning ke liye
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: Control your mistakes while making analysis on your account.

                            Apni mistake ko control krny ki kosish kryan hamsha kosish kryan k kam krty tym apna pira focus apny kam mo dyan jb hum apna pira focus kam ko dyan gay tb he hum acha kam kr saky gay jb hum br br aik he mistake ko br br repeat krty hain tow hum nuqsan uthty hain kosish kryan k mehnat kryan or apni mistake sy sheakn...
                            • #29 Collapse

                              Re: Control your mistakes while making analysis on your account.

                              Assalamu Alaikum dear friend forex trading mein Hamen apni mistake ko sahi karna chahie Ham jis wajah se mistake karke apna nuksan karte hain Hamen use use karna chahie jab Bhi ham ismein zyada mistake karte Hain to Hamen ismein nuksan hota hai aur ham apne account ko sev nahi rakh paate agar Forex ka hamare pass acha knowledge or experience hoga to Hamen ismein kisi tarah ki Koi pareshani nahi hogi aur ham apni mistake se behtarin tarike se apne account ko sev rakh payenge Forex trading ki acche experian ko increase Karen mehnat se is business ko join Karen aap is mein jitna zyada acha kam karenge aapko ismein kisi tarah ke Koi pareshani nahin hogi aur yah aapke liye best business Ban jjae ga
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Control your mistakes while making analysis on your account.

                                market main mistake karna ap ko bhari par jata ha kun ka is ki waja sa ap ko loss hota ha or khas kar jab ap market ko analysis kar rahy han to ap na is bat ka khas khayal rakhna ha ka ap sa koi mistake na ho agar ho bhe jati ha to ap na us ko theak karna ha agar ap ye cantrol kar lety han to ap ki har entry ap ko profit de sakti ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X