Lagging and leading Endecator ma kya difference hai it

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lagging and leading Endecator ma kya difference hai it
    Assalamu alaikum dear Forex member main ummid karta hun aap sab log theek honge.Mera aaj ka jo anuman hai vah hai Lagging and Endecator mein kya difference hai. Dear friend mein froex ma new member hon .muja as ka bara ma ni pata .Ap Muj ko as ka bara ma information dan .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lagging and leading Endecator ma kya difference hai it

    Wa alikum salam
    dear indicator market ki direction ko samajhne Ke liye istemal mein le aate Hain jyadatar trader ke next market ki movement kis taraf ho sakti hai aur hedging se Murad hai ki agar aapki trade aapke against movement dikhti hai aur aapko yah achcha hai ki yah trade aur jyada aapke against movement dikhane Wali hai to Uske opposite dusri trade open kar dete Hain isase hedging kahate Hain jisse aapka Jo loss ho raha hai vah utna hi hoga Jani kis jyada aapko loss Nahin Hoga aur bahut se aur bhi tools aur indicators Hain Jin ki madad se market ko aur aasani se samjha ja Sakta aata hai aur in told se acchi khasi madad bhi li ja sakti hai kyunki yah bahut hi helpful tools Hain agar ham inmein se Kisi tools ke bare mein acchi information hasil kar lete hain to hamen future mein trading karne mein koi pareshani Nahin Hoti balki hamari har EK trade jyadatar profit mein hi jaati hai to hamen in Jaise tools ki madad jarur leni chahie aur apna focus in ke upar jyada dena chahie taki jyada se jyada fox ke business se benefit hasil Kiya ja sake
    • #3 Collapse

      Re: Lagging and leading Endecator ma kya difference hai it

      Dear Agar aapane is market Mein kam karna hai to aapko yah Pata Hona chahie kis market Mein kam karne ke liye bahut sara indicators available hain aap jo bhi indicator use karne Jaate Hain is market Mein Apne account per indicator select kar sakte hain market Mein kam karne ke liye aap Agar fast indicator use karna chahte hain to aapko is market Mein leading indicator select karna hoga jo aapko market Mein Pahle Se indication de deta hai ki market next movement kaun si karni hai agar aap is market main market ke trend ko follow karna chahte hain to aap is market Mein lagging indicator use karte hain jo ki market ki movement ko follow karte hue aapko signal de raha hota hai is market Mein aapane Apni trading strategy ke hisab sabse indicator select karna hota hai jo aapko signal provide kar raha hota hai aur aap is market Mein Apni trade lagakar Achcha profit Hasil kar sakte hain market Mein kam karne ke liye indicators aapane FIR select karne Hote Hain.
      • #4 Collapse

        Re: Lagging and leading Endecator ma kya difference hai it

        Walekum assalam dear Ham Jab Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain ki hamare pass ismein different trading indicators Hote Hain jinko Ham istemal kar sakte hain aur ismein ham fayda sirf kar sakte hain dear Agar Ham in indicators ka istemal acchi tarike Se Karte Hain To Hamen trading mein bahut jyada help mil sakti hai isliye Hamen different train indicators ka istemal acche tarike se karna chahie Auron se fayda Hasil karna chahie dear lagging indicators Hote Hain Jo ki aapko market ke exact Trend ke bare mein batate hain aur Market ke confirm Munh mein batate hain aur ismein leading indicator aapko Pahle Se lead kar dete Hain.
        • #5 Collapse

          Re: Lagging and leading Endecator ma kya difference hai it

          Assalamu Alaikum dear member Forex trading mein agar aap leading indicator or lagging indicator ko carefully focus karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aapko Hamesha Koshish Karna Kyunki ke market Mein different important factors to study karne ke liye WhatsApp Nahin available indicator ki completely education Hasil Karen aur isko apni trading ka reply karen Kyunki agar aap market Mein different important indicators ko study Nahin Karte usmein aapko bahut jyada advantages Hasil Nahin ho sakte.
          • #6 Collapse

            Re: Lagging and leading Endecator ma kya difference hai it

            basically market ke andar indicators ko use karna Ham sab logon ke liye bahut jyada important hota hai jab ham log ine ko use karte hain to Ham logon ko market ke trends aur market ke andar directions ka idea ho jata hai jisse ham log acchi trade open kar sakte hain sometimes ham log scalping karna start kar dete Hain lekin yah totally depend kar raha hota hai Ham logon ke apne upar ke Ham kis tarah se market mein treat karte hain aur in return market Ham logon ko kis tarah se treat karegi
            • #7 Collapse

              Re: Lagging and leading Endecator ma kya difference hai it

              lagging indicator or leading indicator donon different types ke trading indicator Hain ine donon trading indicators ki types mein bahut difference hota hai aur yah different situations ke liye banae Jaate Hain aur koi bhi trader Agar inhen use karna chahta hai to vah Kisi bhi trading platform Mein isko additional indicator ke Taur per add kar ke isko istemal kar sakta hai different situations ke liye Taki vah profit Hasil kar sake zones ko Dekhte hue yah indicators bahut helpful hote hain legging aur leading indicator different situations or different functions provide karte hain jinko understand karne ke liye different knowledge or information bhi Hasil karna last me hai agar hamare pass Pacific knowledge Nahin Hai ine indicator se related to Ham Unka special use nahin kar sakte

              Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Lagging and leading Endecator ma kya difference hai it

                leading indicators aur lagging indicators ko study karne ke liye aapko hamesha careful study khatm hoti hai no doubt Forex trading business me agar aap apni trading activities ko complete karte hain to aapko bahut jyada advantages hasil ho sakte hain no doubt Forex trading main aapko hamesha leading indicators aur lagging indicators ko samajhna chahie Jo indicator aapko pahle information forward karte hain unko leading indicator aur jo indicator aapko let information dete Hain unko lagging indicator kahate Hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X