Loss hoty rahty hia ------

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hoty rahty hia ------
    Dear yah bat to ham janty hai k forex aik risky kam hai or ham is se us time tak moeny nahe kama skaty hai jab tak ham is risk ko cover na karin. to is koshish main ham ko loss ho sakta hia. to ham ko us loss se worry honey ki zaroorat nahe hia. qk loss to hoty rahty hai na . is se preshan nahe hona hota . mazeed yah bat k jab ham ko loss hota hai to ham ko wahan se kuch seekhnay ka moqa milta hai. k kia ham na kon se mistake jiss waja se ham ko yah loss ho gya haii. or agr ham apni mistake ko cover kar lainn or un mistake ko revise na karin to ham next time loss se save rah sakty hai per at the end aik bat k loss to hoty rahty hai. per ham na forex ko chorna nahe haii
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss hoty rahty hia ------

    Asslam o Alikum dear friends umeed krta hn k ap sb khairiat sy hn gy r dear forex q k aik business h r business mn loss bhi aty hm r profit bhi milty hm is liye kbhi hmein loss ho jaye to hmein ghabrana ni chahye balky us ghalti ko recover kerna chahye his ki wjah sy ap ko loss aya h taky ap ko phr loss na ho r ap Acha profit gain ker skein r kamyab trader bn skein
    • #3 Collapse

      Re: Loss hoty rahty hia ------

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss business ka hissa hey iss liay experts ko bhi loss ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen aur loss ka mukabla karen aur phir dobara soch samaj kar trading karen aur small lot size ko use karen aur stop loss ko zaroor manage karen tu loss ko kam kar saktay hen aur achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Loss hoty rahty hia ------

        Assalamu alaikum dear members winning or losing hamesha game ka hissa Hoti hai lash bhi hota hai aur profit bhi hota hai hamen kabhi bhi apna Dil chhota nahin karna chahie Forex mein agar hamen las ho jata hai to hamen fir se mehnat Karni chahie aur Dil lagakar kam karna chahie inshallah jarur kamyabi milegi Jo log mehnat karte Hain Allah tala unki mehnat ko Kabhi Jaya nahin karta lash mein jaane per hamen kabhi bhi tension Nahin leni chahie aur na hi ghabrana chahie bal ke apni mistake ko khatm karna chahie experience barhaana chahie apna knowledge badhana chahie Jaise ham apnii midtakes ko control kar sakte hain loss a jaane se Kabhi bhi Nahin tension lenii Nahin chahie ek na ek Din arur kamyabi milegi.....
        • #5 Collapse

          Re: Loss hoty rahty hia ------

          Aaj Mere Bhai aapane theek Gaya last Hamesha Hote Rehte Hain isliye Hamen chahie kya Mela Se Bachana chahie aur planning ke sath kam karna chahie aur apne scale share karna chahie practice share karne chahie jo ki Hamare liye bahut jaruri hai agar aisa Karte Hain To Ham Kamyab business kar Payenge aur Achcha kam.
          • #6 Collapse

            Re: Loss hoty rahty hia ------

            Assalamu alaikum friends!!!
            Forex business main loss or profit hota rhta ha es main tension lainy ki koi bat ni hoti apko chahye k trading soch smhj kr trading kren agr ap market ko smhje bagair trade lgaty ho or loss ho b jata ha to mayoos na hn or un mistakes ko dur karne ki kosish kren or next time apni wo mistakes ko thk kr k thora experience hasil kren trading k related knowledge hasil kren then trading kren es trha apko loss ni hota.Loss hone ki waja sy ap mehant karna na choren zeada dil lga kr mehnat kren or zeada hardwork kren or expert bany then trading kren es sy loss apko ni hoga.
            • #7 Collapse

              Re: Loss hoty rahty hia ------

              Assalamu Alaikum dear friends ummid karta hun ki aap sab kah Rahe Honge Jaisa kya aapane question Kiya ki loss hota rahata hai you right aisa hi hai Nafa nuksan Hamari jinki ka ek bahut bada Hisar Hai Jab Hamen loss hota hai To Hamen chahie ki ham log ko recover Karen Vijay Dobara Ne ke tension Lene Ki Jaaye mehnat Karen Apne loss ghauri cover Karen aur Jyada Jyada mehnat Karen experience or knowledge ke Sath kam Karen Jyada learning kar elearning Se Hi earning hai isliye Hamen chahie ki Ham Jyada mehnat Karen post Karen recording post Karen mehnat Karen aur apne loss ko recover Karen aur accha profit Hasil Karen thanks
              • #8 Collapse

                Re: Loss hoty rahty hia ------

                Assalamualaikum dear All member. Gee haan mery dost ap nay bulkul sahi bat ki hai keh loss hoty rehty hain. Jab hum koi bogat acha business karty hain tau humein loss bhi hu sakta hai aur profit bhi par forex trading aik aesa business hai jahsn humein loss keh kum chances hain aur profit keh zyada. Par agar ap ko loss hu raha hai tau mayos na hu ya umeed na haren bulkay sabar say kam lein aur loss ko compensate karny ki koshhish karen taky ap apny loss ko profit mein change kar sakein is liye losd hone par moyos nahi hona chahye
                • #9 Collapse

                  Re: Loss hoty rahty hia ------

                  Assalam o alaikum.. Ap ny bilkul sahi bt ki ha. Ups and downs zindgi ka hisa han. Forex trading aik online business ha. Ye buhot risky ha. Forex trading ma mehnat k sath sath luck b zarori ha. Kbhi kbhi zara se ghalty ki waja sy hmy loss ho jata ha. Likan hmy disappointed nai hona chahiay. Hmy pori mehnat karni chahiay qk hardworking sy e hm achi earning kar skty han
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss hoty rahty hia ------

                    Ji han losssTu hote rahte hain lekin humne is Surat mein pareshan bilkul bhi nahin Hona chahie kyunki launch hamari apni hi mistake se hota hai agar hamari chhoti si mistake kar dete Hain to trading mein vah bahut badi galti ban jaati hai aur vah hamen lost de jaati hai isliye main pareshan Nahin Hona chahie bol ke apne dost ko recover Karne Ka tarika dhundh na chahie jab hamare pass Apne dost ko cover Karne Ka tarika wagah to ham experience ke sath Apne loss Kori karva kar lenge aur apne loss ko recover Karke ham achcha profit hasil kar sakte hain trading mein isiliye pareshan bilkul bhi Na ho aur himmat ke sath kam Karen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss hoty rahty hia ------

                      ji han bilkul loss hota rahata hai Kyunki market kabhi aap aur Kabhi down Ho Jaati Hai isliye Hamen Loss Se bachne Ke Liye Hamen Jyada Se Jyada experience aur Jyada Se Jyada vah Na Lage Ka Hona knowledge bahut jaruri hai Jaise ham market ko samajh Lete Hain aur Lash se a loss se a bache sakte hain isliye Hamen Jyada Se Jyada experience aur Na Lage per focus karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss hoty rahty hia ------

                        Dear friends forex aik business hy or business main loss or profit hota rehta hy is lie loss hone per tension nhi lyne chahie balky dakhna chahie k khyan per ghulti ker rahe han to apne ghulti ko door karna chahie q k apne gulti k wajha sy loss hota hy is lie hardworking or mehnat sy kam karna chahie tan profit ko gain ker saken
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss hoty rahty hia ------

                          yes dear member Forex trading ek aisa business hai jisme bahut jyada risk involved Ho sakta hai iski sabse badi reason ji hai ki Forex trading market mein hamesha aapko different important analysis complete karne ke liye careful hokar trading karna hoti hai kyunki agar aap market mein kamyabi hasil karna chahte hain to ismein aapko bahut jyada advantages hasil karne ke liye market per consistently apni movement ko focus karna hota hai aur isme apni analysis ko complete karna hota hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss hoty rahty hia ------

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: riaztrader102 پيغام ديکھيے
                            Dear yah bat to ham janty hai k forex aik risky kam hai or ham is se us time tak moeny nahe kama skaty hai jab tak ham is risk ko cover na karin. to is koshish main ham ko loss ho sakta hia. to ham ko us loss se worry honey ki zaroorat nahe hia. qk loss to hoty rahty hai na . is se preshan nahe hona hota . mazeed yah bat k jab ham ko loss hota hai to ham ko wahan se kuch seekhnay ka moqa milta hai. k kia ham na kon se mistake jiss waja se ham ko yah loss ho gya haii. or agr ham apni mistake ko cover kar lainn or un mistake ko revise na karin to ham next time loss se save rah sakty hai per at the end aik bat k loss to hoty rahty hai. per ham na forex ko chorna nahe haii
                            Jin Logon Ko trading Mein Aksar loss hota rahata hai vah log acche experience ke sath trading Nahin Karte aur na hi unke pass train ke bare mein koi Achcha knowledge hai isliye jinko lost loss Hamesha Hota rahata Hai vah Pahle train ke bare mein acchi information Hasil Karen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss hoty rahty hia ------

                              Market mein jo log kam Karte Hain To UN Logon Ko mayus Nahin Hona chahie Bal ke positive mind ke sath aur fresh mind Kaisa Desh business Koi join karna chahie aur ismein Apna Kam karna chahie market Mein kaam karne se pahle Tamam members ko active Rahana chahie aur Market Mein any situation ke liye Apne mind ko bhi acche tarike se train kar lena chahie Kyunki jab ho is market Mein kam start karte hain to use time kabhi unhen market Mein achha profit Hasil Hota Hai To Kabhi Na Kabhi unhen market Mein loss ka Samna bhi karna padta hai isliye love Sone Ki Surat Mein Logon Ko mayus Nahin Hona chahie balke bahut jyada active Rahte Hue Apne mistakes ko khatm karne ki koshish Karni chahie Apne reading skills to improve karna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X